Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
    Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
    Jab Hum trading karne ke liye koi friend ke Naate hain aur Market Hamare against Chali Jaye to Hame bahut I feel hota hai traders ko SMS nahi karna chahiye kyu kiya profit and loss Forex trading market ka ek important part have for PC waiting for trading Karke loss ho sakta hai isliye pagal trading karte huye aapke statics kabhi bhi Ramzan to mind maker a bulky apni mistakes se learn karne ke trike arey Jab aap apni mistakes se learning Karenge to aap Jyada better trading kar Sakenge or trading Karke successful BA Ho Sakenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

      Sab se ziadah problem jo aik trader ko ata h wo yehi ha jab koi bhi order place kia jata ha to market ap k order k opposite direction pe chalnay lag jati ha to woh situations bohat panic hoti ha kisi bhi trader k lye to os k hal k lye meray khayal ma hamain in baaton pe amal karna chahye
      1. Hamain sab se pehlay apni will power ko mazboot karna paday ga
      2. apni strategy pe mukamal bharosah hona chahye k maine soch samaj k order lagaya ha is lye ab meri trade profit ma hi jaye gi
      3. Jab ap ne order place kar dia ha to phir kisi dosray ki na suno, aur kisi k bhi baat pe twajo no do, trade ko chalnay dena chahye.
      4. yeh baat ashi tarah samaj leni chahye k market up and down to jaye gi is ma panic honay ki zarorat ni ha
      • #18 Collapse

        Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

        Dear forum member main jub bhe trade lagata hoon aur agar market us kay anti chali jay tu start mein tu mera behave buhat jaldi mein hota tha kay bus profit ho profit main wait kiy bina close kar dyta tha but ub experience ho gaya hy es wajha say main wait karta hoon aur profit mein he jata hoon kae dafa tu ye wait 2 2 weeks pay muheet hota hy
        • #19 Collapse

          Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

          Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon aap khairiyat se Honge bhejo aapka Ye Sawal Hai Ke Agar Hamari trading main market Hamare khilaf Ho Jaye to obvious Mein Hame Kisi senior trader ya phir Kisi experienced trader se discuss karna chahiye Kyunki wo Hame bahut acche tarike se guide Karega Joker Hamare future Mein trading ke liye bahut accha aur fruitful sabit hoga aur mujhe nahi lagta ke is Baat Mein Jani ke senior traders se consult karte huye Koi Sharam yeah Koi guilt mehsoos karna chahiye Umeed Karti Hoon ki aap meri is Baat se mutafiq Honge Shukriya Allah Hafiz
          • #20 Collapse

            Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

            market hamary khillaf nahi jate jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount investment be kar sakty hain hamy market ky har rule ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hum is mai agar new hain to hamy km amount invest karne chahey
            • #21 Collapse

              Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

              I'm trading mobile par Karen ya FIR computer par eyes Se Jyada difference Nahin Hota Jaise computer traders Seiko trading karna Aasan Lage unko Waise Hi trading Karni Chahi Mai to Forex trading Mein Ek Saal se kaam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile par hi Ki Hai Mujhe mobile pet reading karna bahut Aasan lagta hai Kyunki ispe market share chat ko aasani se Samjha Ja sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
                Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi hum trade open karny or humaray khalaaf chali jay to both gusa ata ha or tensn lana sharu kar laty han or apni ache lagai hue trade ko bi loss main close karty han is ley is sy bacheny k ley humy chae ha k jab trade open karny to sath main take profit or stop loss zaror lagany ta k humy tensn na ho loss ki stop loss sy humy ziada loss ni ho ga or take profit sy humy acha profit ho sakta ha is sy hum apny emotions bi control kar saken gy or tensn bi Ni lan gy or forex trading main ache trading kar saken gy
                • #23 Collapse

                  Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                  Jab mai koi trade open kerta hu to uss say pehlay achay tareekay say market ko watch kerta rehta hu phir uss pair ya metal kay barey mai tamaam news or articles ko parhta hu.JAB MARKET USSI TREND SAY match ker rahi hoti hai tab mai same trend ki limits daikh kay trade buy ya sell mai open ker laita hu.Agar market opposite jaey to mai aik he trade open rakhta hu takay mairay account ka margin uss opposition ko support ker sakain or reversal tak account stable rahey.Mairi koshish hoti hai kay sabar say kaam lu or jald baazi nahi karu takay koi problem mairay account ko loss mai na lay jaey.Or wait sub say acha option hai jo mai uss waqt use kerta hu
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                    Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
                    Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
                    Assalamu Alaikum Jab Hum Ek tradeco open karte hain aur usse trade main market Hamare against Chali Jati Hai To Hame bahut jyada tension hoti hai aur Main aapko Ek acchi strategy batata hoon ki agar aap trade open Karen aur Market opposite side par moon Kare to aap apne capital ke Baki balance se a pahle wali trade ke opposite apni trade ko open kar den iske liye Aapko Pehle Se Hi taiyari karna Hogi pehale Se Hi Apne pure capital ka 50% safe Rakhna hoga ya FIR aap hedging strategy use kar sakte hain Mere Khayal Mein Forex trading K loss se bachne ka yah sabse Aasan Tarika hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                      yes humery sath easa he hota hia jab bhe koi bhe trade humery analysis k against jeay to pher hum panic ho jaty hian our zeada lots say entry kerty hian our bare lot lety hian ta k loss ko recover ker sagain lekin us cahkar main kia hota hai k humean mazeed loss hota hia to dosto us say bachnay k leay app ko aik to mini lot say account capital k mutabik entrey kerni hchay second app ko stop loss zarori hai apni her trade main set kerna chahy aik risk set hona chahy pher he us main trade ker k app acha profit earn ker sagty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Agar apne market ma trade lagai aur market aap kay khilaaf chali gai to aap kis tarha react karty hain aur situation ko kis tarha say handle karty hain?
                        Aksar mane note kia ha ka banda panicked ho jata ha aur samjh nahi aati k kia kary. Aap kay khyal ma kesy is situation say nikla jaay?
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab bi market main trade open karty han or humari trade loss main jay to humy gusa aata ha or humy samj ni aati ha kya karny is k ley sab sy pehly humy apni mind ko cool karna chae ha or phr is k analysis dobra karna chae ha agr to humary analysis sahe han to phr wait karny market wapis aa jay ge or agr humary analysis sahe ni han to humy phr bi wait karna chae ha apny analysis sahe kar k aik bar he stop loss or take profit istamal karny ta k humara account safe ho ziada tensn na ho is ley humy pehly ache tahra analysis karna seekena chae ha or cool mind sy trading karni chae han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Agar market aap ka khilaaf jaay to aap kesy react karty hain?

                          Forex ki market 24 hour open hi hoti hey aur is mein hamen daily basis par bohot hi ziada opportunities milti hein trading keliye is mein samjhta hun keh agar kabhi market hamare agains chali bhi jati hey to hamen bilkul worry hone ki zarurat nahin hey hamen chahiye keh hum apni mistakes ko avoid karen aur apni hi mistakes se learn karen aur hum dekhen keh akhir yeh market hamare against kioun gai hey aur apne seniors se mashwara karen to hum again is mein apni trades ko recover kar saktey hain aur is mein kamiyab ho saktey hain.
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X