Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex main kaam karne ke liye aapko Yahan Par trading kam complete knowledge hona chahiye reports Milte Hain aap ko Yaha par aap unko purchase kar sakte hain jibawi about trading ke time par Hone Ko utilised karte hai aap Yaha Koi Yaha par running karne ka kaafi Jyada time dete hai itna Jyada aap market ko time Jayenge Aap ki Yaad nahi karne ke chances Wapas Jayenge aap yaha par manually bhi kaam kar sakte hain Chaitrada kaam Karenge abhi earning be increased Hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

      forex trading main robots online hasil kiay jaty hain boht sari sites hian jahan say ap trading kay auto robots download kar kay un ko trading main use kar sakty ho lakin jahan tk mara experience hay to main trading main robot kay haq main na hon aor robot ki trading na karta hay kion kah robot trading krna profitable nhiha robot trader ko loss data hay aor trader ko chahye kah forex trading market main khod manual trading ko tarjeh day aor trader ko forex trading main proper planing aor good management say trading krni chhay aor trader ko forex trading main hard work krna hay aor trader ko forex trading main robots ki trading ko tarjeh na dana hay aor trader planing say work krain aor khod safe aor profitable trading kia karain is main trader ki success hay aor trader forex trading main bhtr work krta hay aor robot ka download krna easy hay lakin in ka koi khatir khah faida mujhy nazr nhi ata hay.
      • #18 Collapse

        Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Friends ham sab ko pata hai kay bht saary robots milty hain jin say auto trading hoti hai. Mery pass trading ka time agar na ho aur ma robot lena chahun to ma kesy robot hasil kar sakta hun?
        many reading karte huye kabhi bhi robots to use nahi kiya isliye Mujhe is baare mein information bhi nahi hai aur main bhi aap ko bhi kahunga K trading karte huye Kabhi B robots used Na Kare Kyunki agar aap robots used Karke trading Karenge To Kuch Bhi Nahi kar sakti hai aur Hamesha robots paint Karenge robots ko use karne se bhi ho sakta hai isliye manual trading Kare Ishare option traders be banned Sakenge or trading Karke successful bhi ho Sakenge robots used Karke trading karna kuch accha nahi hai Kyunki robots used Karke trading Karke aap Jyada profit bhi nahi bana sakte
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Friends ham sab ko pata hai kay bht saary robots milty hain jin say auto trading hoti hai. Mery pass trading ka time agar na ho aur ma robot lena chahun to ma kesy robot hasil kar sakta hun?
          Main trading karte huye report se use karne ko like nahi karta hoon Ke Jab Hum robots used Karke trading karte hain toh hum robots use karne ke abhi ho Jate Hain aur Hame manual trading nahi karni Aati Nahi Hum acche traders kabhi bhi ban sakte hain isliye traders ko chahiye ke manual trading Kare aur Kabhi bi robots used Karke trading Na Kare robots aapko accha trader nahi banne the
          • #20 Collapse

            Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

            Bhae different sites k oper ap ko robot miltay hain ya ap ka koi dost robot use ker raha hai to pher app us say lay k use ker sagty hain but us barey main mera jo experience raha hia us main main nay yahi result nikala k us maen humean robots k use main jab us ki setting khud kerna parti hain us main better hai k ap khud forex ko siekhan our pher us main khud technical our fundamental analysis khud karein our pher khud he manual trades karien robot app ki souch say bhe zeada loss day sgta hai but app khud jab trade karien gay apna account manage kerain gay to us main app risk kum bhe ker sagty hian humean forex main mehnat kerna hogee pher he us main app trade ker k us say acha profit earn ker sagty hain
            • #21 Collapse

              Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

              Hum robot kisi bhe company jo provide kerti hai hum un say contact ker k lay sagty hain forex aik risky business hai us main app aik kamyaab trader banana chahty hian to poher app ko us main mehnat kerna ho gee pher he us main ap kamyaab trader ban jain gay app ko robot main setting easi rakhni chahy k app ka risk kum ho our pher jab app real main trade kaerin to average monthly app ki earning forex main 20 % hona chahy forex main app jab tak ache investment forex main nahe karein gy to pher app ko forex main mehant nahe kareni gay to pehr app ko forex main ache earning app nahe kar sagty hain robot setting k leay app ko robot ki setting kernay ka experience ho ga to pher he app us ko amange ker sagain gay our pher he app us say faida uth sagty hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                Bohat saray traders aur brokers bhi Robot ki facility datay hain to ap internet pe search kar saktay hain aur on se rabta kar saktay hain. lakin mera ap ko dostanah mahswarah ha k ap trading ma Robot ko use na hi karain to hi behtar ha q Robot bhi kabhi accurate kaam ni karta ha aur ap ko loss ka samna karna paday, is lye ap khud hi apni trading strategy banaen aur chahe thoda sa time ho osi time ma khud kaam karain ap ki strategy hi Robot ha aur ap apnay trading plan se hi ashi earning kar saktay hian aur is se ap ki paractise bhi hoti rahay gi aur forex ko samjh bhi ajaye gi. hamiain khud mehnat karni cahaye agar ham aik ashay trader ban jatay hain to ham Robot se ziadah earning kar saktay hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                  Robot :

                  Trading ka aik boht hi jadeed tarika hay jis ko robot trading kaha jata hay. is main trader ko bs apna system on rkhna parta hay aur internet connection chalta rehna chahye aur trading software bhi open hona chahye. Aur baki sari trading auto per wo program kerta rehta hay jis ko forex robot kaha jata hay. Forex robot khud hi trade enter kerta hay aur khud hi exit kerta hay khud hi stop loss aur take profit adjust kerta hay aur lot size ka tayyan bhi robot hi kerta hay. Robot ko trader apni marzi say jis pair per lagana chahye laga sakta hay.

                  Robot banana :

                  Robot ko bananay kay liye trading ki aik achi strategy use hoti hay jis main kuch indicators aur adad o shumar istamal ker kay aik program banaya jata hay. Robot ko banay kay liye trader ko apni boht zayada accuracy wali strategy software decode kernay walay ko deni parti hay wo wo usi strategy kay mutabiq trade entry, exit , stop loss , take profit aur lot size aur maximum draw down ki limit us program main dal deta hay. Robot banay kay liye fees deni parti hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                    Friends ham sab ko pata hai kay bht saary robots milty hain jin say auto trading hoti hai. Mery pass trading ka time agar na ho aur ma robot lena chahun to ma kesy robot hasil kar sakta hun?
                    Assalamualaikum bhai kaise hain aap Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai main nahi main nahi Janti ke threading Mein robot Kaise Hasil Kiye Ja sakte hain aur mujhe nahi lagta K trading main robots yeah film Robot trading Karni best high thinking about reading Mein Hum Hamara profit acche se nahi dekh Sakte aur lost ka risk usne Jyada Hota Hai Meri aapko Yehi nasihat Hai ke aap trading Mein robots Haasil na kijiye aur nahi robot studying ke baare mein jyada Maloom Na Tha Dil Kare Kyunki Is Tarah aapka X Aaya Hoga aur aap apni trading thik Kare se nahi kar Sakenge Umeed Karti Hoon aap meri nasihat par Amal Karenge aur aap ko mera jawab Bura Nahi Laga Hoga Shukriya Allah Hafiz
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                      borther robots market min openly available hain robt dealer dunya main sab say bara jo hay woh myfxbook web siote per hay jo kay internationally robot ko sale kertay hain lekin aap robot trading ko avoid kerain kiun kay yeh baat sab hi jaantay hain kay jesi advertisement hoti hain wesa reality ain kuch bhi nahin hota koi bhi robot iss qabil nahi hota hay kay aap ko aik aik week kay ander 200-300 dollars kama ker day brothers yeh common sense ke baat hay kay ager unn kay robots itnay hi achay hotay to woh 50-60 dollars kay sale kiun kertay woh khud multiple accounts per kiun nahi use kertay brothers yeh sab scm hota hay fake pictures de hoti hay mera aap sab ko yehi mashwera hay kay aap robot hamesha avoid kerain taakay aap ko khud bhi koi practical experience haasil ho or aap ko loss na ho.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                        pricey foreign exchange trading participants brokers ky pas he robotic bhi hoty hain large investors investors aor broking aor signal vendors sy he apko forex trading ky leay robotic mil skty hain trading ma apky pas robt ky use ky leay well matched tool ka hona bhi bht zarori hai expensive contributors ab apko yeh bhi pta hona chue ky Android cell py robotic use nhi ho skty hain aor pc antique variations py bhi robot use nhi ho skty hain robots ko use krny ky leay apky pas kam az kam 2d thrid ya fourth generation ki device suggest to sy pc hiny chyen ta ky ap ko fast aor accurate result mil sky speedy market py robot ka conduct bhi chang ho jata hai aor apko kafi loss bhi ho skta hai keun ky robotic aor humen being ma bht farak hota hai my dearz
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                          Friends ham sab ko pata hai kay bht saary robots milty hain jin say auto trading hoti hai. Mery pass trading ka time agar na ho aur ma robot lena chahun to ma kesy robot hasil kar sakta hun?
                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main hum reboot trading kar sakty han reboot aik software hota ha jis k zariye han trading Kar sakty han is software main hum kuch information Dani hoti ha us k baad software auto pe us information k mutabiq trading karta ha auto pe khud he trade open karta ha or khud he close karta ha is tahra ka reboot hum log online purchase kar sakty han ya kisi dost k pass ho to us sy la sakty han par dear mara mashwara ha reboot k bajy khud trading karny ta k ap ko ziada sy ziada profit ho jab k reboot main loss k chance bi ziada hoty han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading kay liey Robot kesy hasil kiya jaay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Friends ham sab ko pata hai kay bht saary robots milty hain jin say auto trading hoti hai. Mery pass trading ka time agar na ho aur ma robot lena chahun to ma kesy robot hasil kar sakta hun?
                            Dear friend ap ny both question kea ha forex trading main humy both sary reboots milty han jin sy hum ache trading kar k earning kar sakty han par reboot bi aik software hoty han jo k ap ki instruction ko follow karty han jo ap instruction daty han un pe he kam karty han chae loss ho ya profit WO usi hessab sy trading karty han ap jis sy bi reboot lany gy wo ap sy kam sy kam 100 dollars ka da ga ya ho sakta ha is sy bi mehnga mily to is ka fayda ni ha is ley humy proper analysis karny chae han or forex trading ko khud seek k mehnat karni chae ha or apny knowledge or k mutabiq trading karni chae ha ta k successful hon jab k reboot pe kharacha kar k phr bi loss karty to ap ka double loss ho jay ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X