Kiya signals use karna sahi hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yaha par for explain working karne ke liye bahut Log Yahan Par signal score join Karte Hain Yeh signal Sabko market correction ka thik Idea create karne mein aapki bahut pyar karte hain aap ko pata lag jata hai ki market ki conditions aaj kal kya chal rahi hai aap kaise aur kis jagah se investment kar sakte hai aur iska experience kaise increase Kare sakte hai yeh Soch kar kaam karna Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear as we know forex bohat he riski business ha or hamain is business me trading k havaly se kafi social media pe signal milty hain unme se kuch paid hoty hain or kuch unpaid or kuch aisy bhi log hoty hain jo bina sochy samjy logon ko signal dy rahy hoty hain to aisy logon k signal to hm bilkul he follow na karain q k ye hamary account ko wash kr sakty hain agr hm new hain or hamain trading ni ati to hm kisi senior k signal follow kr sakty hain or pehly us senior k signal ko demo pe apply kr laina chahye or us senior k bary me review dosron se check kr laina chahye agr review achy hn or us k signal se demo account hamara profit me ja raha ha to hamain km risk k sath micro lot real account pe apply krna chahye
      • #18 Collapse

        Well jab ap kudh learning karna chahty hain tu phir signal ki kiya zarorat hai Ik tu ap apna paisa zaya karain gay or 2nd ap es career mai apna mukam nahi bana sakain gya esley behtar hai kudh analysis karain or kudh trade k leye signal bana lain k ap ko pata ho k ap ki trade mai kiya mistake hai or kis tarha trade karna hai
        • #19 Collapse

          Apni trading ki easy karny ka lay hum signal use karty hai jo hum mukatalf zary say malty hai maslan group ki sakal main email service say ya site ki surat main group ka matlb whatsapp group telegram groups facebook groups ya twitter groups main kuch signal provide karyny wala paide hoty hai aur kuch free main hoty hai muktalf site pay bi esetrah hota hai signal provide karny waly zyda tar scam hoty hai ya kud to analysis karty nai hai jo bnda kud analysis karta hai wo kabi bi kas ko signal provide nai karta ya loge aghy say logo ko fallow karty hai jan ka signal kuch had tak theek hoty hai aur pher ya hum jasy logo say paisay wasol karty hai humy an logo say bachna chay aur kud apni trading skill aschi karni chahay market ko kud her level say chak karna chahay ka markt ki potion kay ban rahi hai agher hum proper forex ka knowledge hasl nai karny ga to hum forex main kmyab nai hon ga aur ase trah singal waoln ko fallow karty rahy ga jas say hum kabi bi kmyabi hasl nai kar sakty aur pher muslsal loss ka bad hum forex ko chord jay ga.
          • #20 Collapse

            Forex trading ke liye signal use karna ajj kal aik common practice hai. Traders ko ager kisi expert source say trading kay signals mil rahy hon tu phir traders in ko beshak follow Karin iss mai koi b harj nai hai balkay iss say trading mai kafi advantage b mil jata ha aur earning b ho sakti hai.

            lakin ager forex signals kisi verified sources say nai mil rahy hain aur kisi fazool se website say lay kar in per triadng Karin tu woh mujhy lagata hai sahi nai hota hai aur iss mai traders ko loss ka kafi samana karna parhta hai aur dosri baat woh signals knowledge ke base per nai kiye hoty hain iss liye in say itne ziada learning b nai hoti hai.
            • #21 Collapse

              signal ko istmal krny sy him logo ko kafi profit milta ha or ya bath bi thek ha ky signal 100% right bi nhi hoty ha to ager him log signal ko istmal krty ha to him logo ko fida bi ho skta ha or hamara nuksan bi ho skta ha is leya dakh ky is ko istmal krna chaya
              Removed by Moderator.
              • #22 Collapse

                Jnb jahan fired main bht Sarah factor effect kartay hain in sub main say aik ehm factor signal k ooper trading karni hai kuch log aapko signal provide kartay hain bilkul free lakin in main say kuch apni knowledge and trading skill ko cash kartay hain Jo k monthly payment ki shakal main hoti hai lehaza aap jub bhi trading karain in signal ko pehlay demo account PR apply kar main q k .. signal wrong bhi ho skatay hain agar yeah signal aapko profit rain real account PR to inko real account PR apply karain yeah aap k liye bht faida mand hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya signals use karna sahi hy

                  agar hum forex mai kam karny ky expert hain to hamy signals ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain or earning hasial kar sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya signals use karna sahi hy

                    Dear brother aapki baat se 100% agree kerta ho hum logon ko buht saare sources se signals mil to jaate he but konse signals se hamen faida hoga or konse signals ko use kia jaai ye faisla kerna buht hi mushkil hota he aaj kal to aapko android applications bhi mil jaati he signals k liye lekin kahi se bhi 100% verified signals nahi milte jis se hum log faida utha sake.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya signals use karna sahi hy

                      Forex market aik unique market ha jis ma next movement ka andazah lagana bohat mushkil ha lakin traders different ways se analyse kar k market ko analyse karnay ki koshish kar k trading kartay hain, forex chun k aik risky business ha jis ma loss honay k zaidah dar laga rehta ha is lye ziadah tar traders dosray expert traders ki signals ko follow kar k trading kartay hain, lakin ma is chez se agrree ni karta houn, hamain aik idea lena chaye un se lakain hamain forex ma successful traders banany k lye khud mehnat kar apni trading strategy bananai chaye aur khud market ko analyse karna ana chaye yahi hamaray lye behtar ho ga agar ham khud mehnat karain to ham kisi pe depend ni karain gay aur khud trading kar k profit earn kar saktay hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya signals use karna sahi hy

                        FOREX TRADING KAY SIGNAL KA USE :

                        dear forex trading main signal ko boht important smjha jata hay trader ko forex trading market kay signal ko smjhna chhy trader forex trading market kay signal buy bhi kr skta hay aor trader ko market kay right signals ko follow karna trading main good profitable sabit hota hay aor trader ko trading market main experience ho aor trader forex trading market kay signal ko khod bhi smjhy aor agr trader ko khod achy sy smjh nhi ati hay to trader forex trading market kay paid signals lay kar forex trading market main use kar skta hay aor jahan tak bat hay trading market main good signal lanay ki to trader jo bhi signal lay phly is ko test kar lay kah is signal say trader ko profit howa ha ya na phr trader woh trading signals ka use karay jo trader ko profitable hon aor jin sy trader ko profit hasil ho rha hay aor trader forex market main signals sy kafi achi trading kr skta hay jb trader ko market main right trading signals mil rhay hoty hian is liay signals ka use karna mare mutabiq boht acha rahay ga aor trader signals lay kar trading kia karay is main trader ko profit ratio ziada ho gi.
                        • #27 Collapse

                          Re: Kiya signals use karna sahi hy

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main kisi senior ya expart trader sy signal la sakty Han par jis pe ap ko yaqeen ho k ap ko sahe signal da ga us sy ap signal la k trading Kar sakty han
                          Par dear is ka baat ka Khayal rakhen k aaj Kal market main both sy log signal daty han bary bary account show karty han un sab sy bach k rehna ha Jo fard Kar rehe han pasey laty Han phr un ka pata Ni hota ha ghaeb ho jaty han
                          AP try karny us bandy sy signal lan jis ko ap personally janty hon or us sy mil k baat karny monthly ktny pips k signal da ga ap sy ktny pasey la ga ta k baat pehly ki hue ache hoti ha baad main lari sy behtar ha pehly baat ki ho
                          Last edited by ; 22-05-2019, 06:30 PM. وجہ: Ghalti sy Chota msg ho gea tha
                          • #28 Collapse

                            Re: Kiya signals use karna sahi hy

                            Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karte Hain To traders ka profit bhaina laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye K trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye Jyada profit banane ki grade na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Kiya signals use karna sahi hy

                              forex mai signals py full itbar nahi kiya ja sakta hamy apne learning py or market ke movement py depend kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bd hum expert trader ban jaty hain forex aik out off class business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kiya signals use karna sahi hy

                                g han bhai jan aghr hum kisi expert tradors k signals use kar rahy hain tu es main koi masla nahi hai qk forex main hmain pahly kisi ki help leni parhti hai market ko folow karny k liye jis k liye hmain signals bhi leny parhty hain q k forex ko huma yse he satrt nahi kar skty hain or na he sikh skty hain tu hmain aghrz arrt hai gtu hum signals ;y skty hain laken wo signals fake nahi ony chaye q k ajkal boht se fakes siganls deny waly hain jo k galat signals de dety hain jis se loss ho jta hai unn se signlas len jin par apko trust ho k ap ko acha signals de skty hain q k hum apni trdaing ko tab tak ayse mange kar skty hain jub tak hmain trading nahi ati laken jesy k hum khud es qabil ho jaty hain tu hum apni trading ko khud mange kar karen tu sahi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X