Gold trading karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading karni chahiye
    Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold par trading:
    Dear gold trading bhe baki trading ki tarha aap kar sakty hain. Jis tarha aapko dosry currency pairs par trading karney kay liey analysis karna hoty hain aur ye pata lagana hota hai kay kis kis pair ko kon kon say factors move karwaaty hain essi tarha say gold kay baary main bhe aapko research karna hoti hai aur analysis karna hoty hain. Agar market main pips k lehazz say dekhaa jaay too phir gold ma movement kafi zaida hoti hai. Aur jahan currency daily 70 say 100 pips move karti hai wahan gold main takreeban daily 800 say 1000 pips ke movement hoti hai aur gold ma currency pairs kay hisaab say spread bhee zaida hota hai. Jo bunyaadi wajha hai jis say har koi gold ke trading say mana karta hai k gold main us tarha lot ka istemaal nahi kar sakty jis tarha baki currency pairs par karty hain. Aur gold par trading karney kay liey money management ko lazmi dekh kar chalna parta hai. Nahi to gold aapkay accnt ko bht buri tarha mutaasir kar sakta ha. Lehaaza gold par trading beshak karin magar apney account ko manage aath zaroor karin.
    • #3 Collapse

      Gold ke market Forex trading ke kafi mushkil markets mai say aik market hai. waise tu forex ke sari markets he kafi mushkil aur unpredictable hain lakin Gold ke market khas toor per ziada risky aur ziada unpredictable ha. Lakin sath sath profitable b itne he ziada ha.

      Iss ke waja say maire khayal say new traders kay liye yeh munasib nai hai ke jab in kay pass trading ka acha knowledge aur experience majood nai hota hai , iss time per woh gold ke market jaise risky market mai trading Karin .

      Lakin iss kay sath sath yeh b kehna chahon gaa ke experienced traders ko gold ke market ko zaroor test karna chaiye kion ke iss mai profit earning ke opportunities kafi zaida majood hain. Jin say experienced traders kafi advantage hasil kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        g han ap ki bat shai hai or main apki bat se gaee hun forex trading main gold ka pair kafi dangrous hai or es main trading karny se loss bhi ho jata hai tu hmain chahye k aghr hum gold k apir main trading karna chahty hain tu hmain gold ki trading ki practice karni chahye q k apki practice se apki trading skills devlop hoti hai or ap apni trading main kafi bahtr ho jati hai es liye jo new trador hoty hain un k agold ki trading main zeda rujan es liye hai q k trading main ajahn loss zeyda hota hai tu profit bhi zeyda hota hai or wo profit k liye riks ko bhi face kar lety hain ayse trador gold ki trading main loss zeda or profit kam earn karty hain es liye bahtr method yahi hai k trading karen palning k sath or naalyse kar k ta k apko loss na ho
        • #5 Collapse

          Dear jaha tak baat hai trading ki to ais mai ap jo marzi pair ley aus par app kaam kar sakty hai magar sirf aik baat ka khyal rakhna hota hai k ap aus par risk kitna le rahy hai.
          Gold Trading
          Dear agar hum ne gold par trade karni hai to ais mai humry pass thora sa balance agar zayda hai to bahot hi acha hai ais mai ye best hai k hum ko ais mai jo bhi trade milti hai aus mai hum asani se acha profit bana sakty hai kun k gold ki moment bahot hi pyari hai ap ne dekha ho ga k gold aik range banata hai aor wohi time hota hai market se paisa kamany ka agar hum aus time thori mehnat kar ley to aus mai ye hai k hum ko acha profit ho jata hai aor agar hum gold par kaam kar rahy hai to stop loss lazmi lagana chaye.
          • #6 Collapse

            Dear Forex business me esa koi be pair nahi jo dangerous nahi, financial market me risk bahot hi zeyda hota hay agar ham gold trading ki bat karen to zarori hay key ham gold trading me risk ratio ka knowledge hasil karen aur daily ham fix risk le kar hi gold me kamyabi key sath profitable trading kar sakty hey, gold me zeyda risk agar ham na len to hamy proper hi gold me hi trading karni chaye, traders ki koshish yahi hoti hay key wo kam time me acha profit earn kary esy me agar gold me trading ki jaye to hi kam time acha profit earn kia ja sakta hay.
            • #7 Collapse

              Yahan Par Hame 4 explain long time working karne ke liye Gold per working karna chahiye jaise Jaise Hum Gold per working Karte Jayenge Hamara confidence increase Hota Jayega Agar iski direction Hamari direction for Hamari investment ke mutabik Jayegi Tu Hamara confidence Ishq Mein Ho Aur Bhi Zyada increase Ho Jayega aur Hamari is learning be increased ho jayegi
              • #8 Collapse

                my dear friend gold main market Moti tere se up and down Ho Jati Hai Jiski wajah se gold man moment bahut jyada Hoti Hai Goldman na bahut zyada risky hota hai isliye Hum logo ko Bahut Yaad Dhyan ke saath chatting Kar Na Hoti Hai golg ma
                • #9 Collapse

                  Forex Mein acche se kam karne ke liye bahut Log Yahan Par commodities Mein working karna like karte hain wo Log Yaha par gold investment Karte Hain Jab gold upset ho jata hai toh Woh log bahut jyada earning kar lete hai yeh kachiwala platform Hai Jiski ab se sab log Ka Bhi Jyada earning aur apne business ko bahut jyada stable Rakh sakte hain kaam ke saath saath
                  • #10 Collapse

                    Bhai jan ap ne sahi fermaya. Forex trading mein gold ki trading bahut hi mushkil hai. Joniers ko chaye k wo gold per trade na lagaye balky kisi aud caruncy per lagai. Kam lot lagai. Kam experience hony ki wajha se ager loss ho to kam ho.
                    • #11 Collapse

                      Gold trading karny ka lay ak ascha pair hai lakn as ki movement tori see fist hoti hai lakn agher hum money management ka sath trading karny to gold say hum asch profit earn kar sakty hai lakn as ka lay ap ka pass investment zyda honi chahya aur jab bi gold pat trading karny to ap ko lots size bi chota rakna chahya ta kay ap boht bary naksan say bach saky dosry currency pair ki trah ap gold ko analysis kar sakty hai gold kuch year say ak khas limite main movement kar rah jas ko ap chart pay time farm ka hasb say chak kar sakty hai aur ya boht achi potion hai profit ki agher ap ka pass investment zyda hai to gold pay hi trading karn aur analysis kar ka planing ka sath inter hon agher ap as ko samaj kar trading nai kary ga to ap boht jal as main loss kar jay ga
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht achi BT ko hai gold trading karni chaye ya ni aap k ooper depond karta hai agar aap gold k barhay main sahi knowledge rakhtay ho aur isko market ko sahi tarah samjhaty ho to aapko bilkul trade karnan chaye is PR q k is ki movement bht ziada hoti hai aur yeah aapko acha Lhasa profit day sakti hai lakin is PR trading k doran aapko achi tarah say fundamental analysis bhi kar denan chaye aur agar APA k pass experience ni hai gold trading ka to kabhi bhi koshsish nan karain is pr trading ka q k yeah barhi risky pair hai jsi pr trading aap k liye kaafi nuqsan deh ho sakti hai...
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki trading hy kiok gold ki movement aik din mein hi buht ziada up and down move karti hy aur gold ki movement buht fast hoti aur is movement ko samjhna mushkil hota hy aur is movement ko samjhne k liye learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr hum mehnat aur hardwork kar han tu achi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur gold ki market ko samjh saktay han aur gold ki movement ka pata chal jaye tu hi gold par trading karni cahaiye aur new trader ko kiok learning knewledge aur experience kam hota hy agr new trader gold par trading karain gay tu learning knewledge aur experience na hone ki waja se account hi wash ho jata hy is liye new trader ko gold par trading karni hi nhi cahaiye
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
                            Dear jesa k har trader janta hy k forex trading mein sub sy dangrous pair gold hy to mera swal ye hy k kiya new trader ko glod trading karni chahiye kiyon k gold bohut he dangrous pair hy is mein loss ziyada aur profit kam hy sirf tecnics sy he seniors trader profit hasil karty hein leakin juniors ko malom kuch ni hota jiss k natijy mein loss hota hy to kiya new trader ka gold trading drust hy kiya
                            Agar Hame gold made trading karne ka experience ho to Hame Goldman trading Karni chahiye Uske ilava gold Mein trading karna bahut Yeh kiski Hai Kyu Ki gold ki market bahut fast move karte hain aur traders ko bahut din se 970 gold made trading karne ke liye experience hona chahiye Vivo gold Mein trading Karke profit Mein Na Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gold trading bohat ziada risky hoti hay es me bohat tajurbakar log kam krty hain or specialy jin k pas capital ki ziada miqdar ho kyun k es ka spread bhi bra hay or eraning or loss sb ziada hay to mera khila hay major pairs are good for trading...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X