What is tecnical aynalise

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is tecnical aynalise
    Dear mein ny kafi experience bnaya apna forex trading mein lekin mujhy aik bat he smajh aie k forex trading mein sub sy khas tecnical aynalise hein kiyon k chahy fundamental aynalise hon chahy news aynalise hon sub ka daro mdar tecnical aynalise per a k rok jata hy tecnical aynalise kiya hein tecnical aynalise ka mutlub hy candel stick aur trend aynalise karna mutlub trend line aur canndel sticks sy jo hum markit k bary mein malomat hasil karty hein wo tecnical aynalise kehlata hy dear ap kiya kehty ho is bary mein:1f63b:
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading market ka technical analysis
    dear Forex trading members market technical analysis bahut important hai market ke technical analysis ke liye aapko metatrader 4 metatrader 5 main candlestick chart patterns pe work karna Hota hai technical analysis ke liye market ka previous current data hasil karna hota hai iske liye aap technical Chart patterns study karte ho market ki support and resistance find out karte ho indicators our oscillators ka use Karke market mein next trading predictions le jati hai market ki move understand karne ke liye market ka sentimental data understanding bahut important hai is ke liye aapko market mein fundamental and Technical combined analysis karna hota hai
    • #3 Collapse

      Technical analysis key ley indicators ko be use kia jata hay jes me market ki movement average se be market ki next movement ka andaza lagaya ja sakta hay aur candle stick chart pattern se be traders market ko analysis karty hey, me samjta hon key market key technically analysis se behtar hay key market news key base par ham trading karen aur zeyda ehmeyat technically analysis se zeyda news trading ko deni chaye, technically analysis zeyda reilable nahi hoty some times technically analysis se zeyda news trading se hamy zeyda profit ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        forex trading main jo tecnical analyses hoty hain yah aik aysa frame work hota hai jis main humain trading karni hoti hai or es main trading method yah hota hai k hmain sub se pahly price ka jiza lena hota hai os k bad hmain charts ko dekhna hota hai k jub hum trading karna chahty hain tu market pahly kahan thi or ab kahan hai or forxe trading main sub se zeyda es analyses ko use karny ki basic yahi bat hai k yah aik aysa nalayse hai jis se hum trading ko pahly point se chek karty howe karty hain es main hum yah nahi karty hain k bus aik chez ko dekha or trading kar len es ain har pits ko achi trah se chek kar k trading ki jati hain forex trading main jo technical analyse hoty hain un ki boht ahmiyat hoti hain q k es main boht se ayse tips hoti hain jo k hmari trading k liye boht profitable hoti hai or hmain profit bhi milta hai
        • #5 Collapse

          Technical Analysis:
          Technical Analysis market ke puraani value ko daikh kar aany waly dino main market value ki prediction karna aur andaza lagana kay market kis taraf jaa sakti hai us ko technical analysis kehty hain. Technical analysis karney kay liey aapko market ke basics ka pata hona lazmi hai kay kon kon c cheezin technical analysis main aati hain. Technical analysis main mukhtalif tarha kay candlestick patters aur mukhtalif timeframes use hoty hain. Ess kay elaawaa support aur resistance ko daikh kar bhe analysis kiey jaaty hain. Support aur resistance ko dekhty huy trend lines laga sakty hain ess kay elaawaa technical analysis main indicators ko bhe daikha jaata hai. Indicators main Moving Average Indicator sab say zaida use hony wala indicator hai jo kay experts technical analysis ma istemaal karte hain.
          • #6 Collapse

            Technical Analysis:
            Forex Trading main technical analysis jo hain wo market main jo hum chart ko sahi tara se analysis karte hain or phir high or low points market ka dekhte hia uske bad hum different angles se market ko check karte hian. Fibo naci took ke help se hum market ko watch karte hain ke market ne kitna high banaya kitna low banaya. Or ye kab market high ja sakti hai kitna retrace kar sakti ha ye sabi cheezain jo hain ye technical analysis main ati hian or jo fundemantal analysis hain us main hum market se zayda jo bakhir ko news hoti hain. un pe hum ko zayda focus rakhna hota ahi jis se hum ko ache results milte hian or hum achi trading kar satke hain.
            • #7 Collapse

              Technical Analysis
              Dear jaisy ap ne dekha ho ga k kuch log sirf chart ko dekh k trading karty hai aus mai ye hai k hum kuch indicators use karty hai jis ki help se hum ko kafi zayda faida ho jata hai aus mai ye hai k hum agar technical analysis par kaam karty hai to hum ko help k liay bahot sari cheazy mil jati hai mean hum indicators use kar sakty hai jin par trade karna bahot asan hota hai aus mai ye hai k hum ko ais mai chart hi dekhna hota hai aor aus par hum agar resistance aor support draw karty hai to aus mai hum ko ye faida ho jata hai k hum aus mai trading asani se kar sakty hai kun k ap nd dekha ho ga k market jab bhi move karti hai to resistance ya support par ja k lazmi ruktiio hai aor aus ki respect karti hai.
              • #8 Collapse

                Technical Analysis
                Technical analysis wo tajziya ha jo ap apne Meta Trader Platform per kise currency pair ke chart ko open kr k karte hein. Jab technical analysis kerte hein to us mein technical chezon ko follow kerte hein. Jesy market past mein kitne points up rahi ya kitne points low rahi ya phir aik ghnte k hisaab se market mein movent up,down kis terha hui aur 4H chart k lehaz se market ki movent kesi hui. Ye saari cheexin technical analysis mein dekhi jati hein.
                Iss k sath sath support aur rsisitence ko kafi zaida importance dete hein aur trend ko dekha jaata hei k trend market mein kon sa hai. Baad mein indicators ke madad se bhi analysis kerne ke koshish ke jaati hei.
                • #9 Collapse

                  Is online business Mein sabse Zyada important Baat ye hai ki aap ko is baat ka confirm information hona chahiye Kaya technical analysis kya hai aap technical analysis Se Kaise apne business ko manage kar sakte hai ya Se Kaise strong level thak Aage Ki Taraf apne business ko develop kar sakte hain information of working standard kar sakte hai aur aap ka business put nahi deta develop hoga
                  • #10 Collapse

                    bhai apki bat shai hai forex trading main sub se strong jo analyse hai wo technical analyse hai es main hum apni trading ko kafi had tak bahtr kar skty hain or aghr hum es nalyse main trading karen tu hmain acha profit eran akr skty hain technical analysis ayh hoty hain jis main hum aik frame work hota hai jis main jo trador hota hai wo pair ki price ko chek krta hai os oski harkat ka jaiza leta hai or es main jub wo chart ko dekhta hai tu es main price k level ko dekhta hai q k jub wo price level dekhta hai tu osko price level up or down milty hain jis ko wo follow karta hai es k ilwa kbhi kbhi side way main bhi level milta hai jis ko bhi dekhty howe ahtiayt k sath trading karna hoti hai
                    Techniacl analysis k kuj tips bhi hain jis ko hum follow kar ksty hain jis main :
                    1:spot the trend and go with it
                    2:find the low and high of it
                    3: draw the lines
                    4:follow the avourage
                    5:trend or not a trend
                    • #11 Collapse

                      technical anylysis sy murad yeh hay k jo humaray trading k experst hain wo apni anylysis humain batatay hain k price kaha tak jayegi kaha sy wapas ayegi anylysis k zariye hum achay sy trade karsaktay hain yeh humain behtereen order placekarnay main bht madad karti hain
                      • #12 Collapse

                        Assalamu Alaikum dear Agar Him logo ko forex market mainachha profit banana hai to hum Logon Ko uske liye technical analysis ko follow karna Hota Hai Iski wajah se hum log market ke trand ko find kar sakte hain aur accha profit bana sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Technical analysis Ek acche wale method I just have method ki exam long time working ke liye achha wala business develop kar sakte hai Jaise Jaise market course MIT Jayenge Mar Jayenge Hume technical analysis ki help Ka Pata Lag Jayega Hamesha experience Hota Jayega Hame long time working karne ke liye uski bahut jyada important ko dekhna Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Fundamental analysis trading mai bohot he ziada importance rakhta hai yah baat sahi ha lakin fundamental analysis ke importance say b inkar mumkin nai ha. News ka market per bohot ziada impact hota ha khas toor per commodities ke market per fundamental ka bohot effect hota ha.

                            Bari aur important fundamental news kay samnay technical anlsis kafi ziada dafa complete fail ho jatay hain. Iss liye munasib yahi hai ke market mai price ke movement chart pattern aur baqi indicators kay sath sath market say ralted fundamental ko b sath sath zaroor follow kiya jiye tu trader ko trading mai bohot achy results mily gaay .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai technical analysis ka bhot Zayada fida hota ha laken him logo ko soch smj ky is ko istmal krna hota ha kau ky ager him log achy technical analysis ko istmal ni krty ha to him logo ko loss bi ho skta ha is leya him logo ko achy analysis ko istml krna chaya
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X