Dollar ki price kyun down ki taraf aa rahi hai kia waja hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar ki price kyun down ki taraf aa rahi hai kia waja hai??
    Dollar ki price kyun down ki taraf aa rahi hai kia waja hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sara98065 پيغام ديکھيے
    Dollar ki price kyun down ki taraf aa rahi hai kia waja hai??
    Assalamualaikum Ji Bhai aapne kachha Sawal Shuru Kiya Hai baaki sab ki Rai to aur haan lekin Mere Pyar Ke metallic dollares ke Niche jaane ki wajah jo hai woh sabse badi badi hai ke aaj kal Jo crises aa rahe hain or Gold P Kashyap ja raha hai Kyunki gold or Dola 108 Mona nahi karte hai Hamesha Ek dusre ke opposite move Karte Hain kisi ki wajah se gold Upar ja raha hai aur dollar down ho raha hai is Baat se Shahid hey ke onda big old ko Upar Jata Dekhe oh yeah confirm baat hai ke dollares Downey hoga
    • #3 Collapse

      Dear follar kafi arsy say up trend main move kar raha hai aur abi tak dollar kay trend change hony ke confirmation nahi hui hai. Kun kay feds ke taraf say jo interest rates barhaanybke decision the wo barkaraar rahi hai aur uss kay baais dollar ka buyers main izzaafa hua hai. Lekin pichly 2 , 3 months say dollar kay hawaaly say logon ma ghair yakeeni zaroor dekhi gai ha. Kise time buyers zaida ho jaaty hai aur kise time sellers aur us kay peechy aik wajha ha.
      Wesy to dollar ka trend experts ka yehi kehna tha kay long term kay liey up hai magar pichly dino ma Donald trump nay jo kay American president hain dollar kay strong hony ko apni economy kay liey masla kaha tha aur kaha tha kay strong dollar hmain apny targets achieve nahi karny dy raha hai. Jis kay baad kuch wakt kay liey Market down aai aur phir dobara say apna trend up wala jati rakha.
      Us kay kuch arsy baad phir say aik baar donald trump ny fomc kay interest rates barhany ke decision ko criticise kiya aur jike wajha say dollar ke keemat phir down aana shuru ho gai. Ye silsla us wakt tak jaari rha jab tak fed nay apni announcement ke kay wo rates ka izaafa barkaraar rakh rahy hain. Abi chand din pehly aik baar phir donald trump nay dollar strong value ko apny liey masla kaha aur ye bhe kaha kay zaida interest rates ke wajha say stock market par asar parh raha ha. Lehaaza jitne baar donald trump nay criticise kiya ha to ab dollar ke baary main buyers mohtaat ho gy hain aur sell trend ma market jati hui nazar aa rahi hai.
      • #4 Collapse

        Dear dollars ki price agar index markit mein dekha jaye to is liye down hy kiyon k dusry mumalik ki maeshat strong ho rahi hy is liye dollars down ja raha hy dusri jgaha dekha jaye Pakistan mein to dollar up ja raha hy is ki wjha bhi index markit mein cuntry distribution hy kiyon k metal staha ziyada ho rahi hy dollars is wjha sy kahein up aur kahein down hy mere khyal mein to yahe hy dusry members apni raye dein
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          assalamualakuim dear apka sawal to buhat acha hy bhai dollar rate low is liye hota hy k jan ather cuntry ki maaishat satrong ho rahi ho to doller ka rate low ho jata hy or pakistan ki bat ki jay to pakistan main doller mehga hota ja raha hy metallic dollares ke Niche jaane ki wajah jo hai woh sabse badi hy ke aaj kal Jo crises aa rahe hain mery khayl main maen waja yehi hy
          • #6 Collapse

            Dear jaisy ap ne baat ki hai k usd kun weak ho raha hai to ais mai bahot sari baaty ho sakti hai aor ap ne agar fundamental par study ki ho to ap ko pata ho ga k aj kal usd k releted jo data aata hai aus mai ye hi kaha jata hai k intrest rate zayda hai ain ko kam karna chyae agar aisi tarha k data aata raha to ap dekhy gay k usd kafi zayda weak ho jaye ga jis se baqi currencies ko faida ho ga aor wo kafi up ja sakty hai jaisy hum ne EURUSD ki baat karty hai to ais mai ye hai k agar usd weak hota hai to eurusd ne up jana hai aor ais mai agar euro zayda strong ho gia to kafi zayda up ja sakta hai aor aus mai phir down aany mai kafi time laga dena hai kun k euro bhi major currency hai aor ais mai atni jaldi market nechy ni aati.
            • #7 Collapse

              Dear siraf US dollar ki price hi down nahi ja rahi sath me crude oil ki price be down ja rahi hay, kesi currency key strong hona us key country key economic condition ko zarhir karta hay aur agar US dollar down ja raha hay to es ka matlab hay key ya to political crises hony ki waja se US dollar weak ho raha hay ya USA ki economy hi etni weak ho chuki hay key US dollar musalsal hi down ja raha hay, agar news par hamari nazar ho to hamy har country ki economy par focus karna chaye jes me ham trading kar rahye hoty hey.
              • #8 Collapse

                dear firends deollar fki price down nhai bal k up ja rahi ha jis sy pakistan ko boaht he bara loss ha lekin trading mein jin k pass dollar hein unko bohat he acha or zyada faida haisl ho rha ha or yebest ha or is mein ap achi earning kr k bohat he acha or kamyab profit earn kr sakty hein or is mein kafi or dollar ko increase hony py bohat sy trader ko faida hasil howa ha jin ki investment dollar k sath thi unko is sy kafi acha profit earn howa ha or kamyab profit unko bohat he achi life day sakta ha
                • #9 Collapse

                  Abhi Kuch Din Pehle dollar index ki movement Kafi Zyada Hui Hai Iski movement Hame upset ki taraf Jati hu abhi Nazar aayi hai lekin is Pe Koi Bhi stable business nahi Nazar Aa Raha Hai Log space Jyada Se Jyada investment to kar rahe hain lekin isme earning karne ke chances bahut kam Hote Hue Nazar aa rahe hai jispe Hum Jada nuksan nahi karta Hua Nazar Aa Raha Hai
                  • #10 Collapse

                    Assalamu alaikum bhai aapne bahut accha Saval Pucha haia Meri saal Mein Hum logo ko ispe Dhayan nahi dena chahiye Hum logo ko mehnat karne chahiye aur accha profit Hasil karna chahiye down Hota rhta ha
                    • #11 Collapse

                      Pichle dino mein dollar ko donald trump ne kafi baar attck kia aur kaha k mazboot dollar us k economic targets ko hasel erne k ly mushkilaat pesh kar raha hei aur phir us pehly attck k baad donald trump taqreeban 4 baar mazeed attack kar chuka hei. Wo jabb bhi attck kerta ha to doallar ko aalmi market mein sell kar diya jata ha to dollar ke value almi marketmein kam ho jati hei. Lekin us ka dosri taraf ham agaer dekhin to feds ko jis ne donald trump ny bura bhala kaha k interest rates zaida na karo unhon ny apna faisla barkaraar rakhney ka decision lya hai. So dollar k muamle mein traders abi tak clear direction mein nahi hein aur abi tak feds yahan per jeetty nazar aa rahy hein q k dollar thora up zaroor ja rha hei aur dollar index kafi up chala gya hei.
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading main usd or gold aik dosry k opposite move hoty hain jub dollrs ki value main kami ati hai tu gold mahnga ho jata hai or jub gold ki qeemt main izafa hota hai tu usd ki value bhar jati hai or ajkal bhi usd ki qeemat main kami ka sabab gold he hai gold ki qeemat main izfa howa hai jis ki wajh se dollras ki values main kami waqkiya hoi hai es liye hmain forex main es dosry k sath main move karty hain es main hmain en par achi trah se analyse kar k trading karni hoti hai pakstan main usd or gold main kafi crises a rahy hain or donu aiks ath main chlty hain or en main changing ki wajh bhi yah aik dosr ki wajh se he hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Aaj kal hum dekh rahe hai Gold ke movement Bose Speed ke sath downside Baja rahi hai market Mein working karne ke liye bahut Log nahi aata by Laya Lagaya Hua Hai investment kar rahe the Ghode Raha Hai Iski trading speedboat Tejaji Ke Neeche ki taraf downside Baja rahi hai hame chahiye km working botosani ke sath karna chahiye tha K Hum yar parabola working kar sake aur Masjid earning kar sake
                          • #14 Collapse

                            Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai currency ka up down hona laga rehta hai yeah us milk ki economy ki condition PR depond karta hai aur USD k very kar nain say gold bhi very karta hai q k gold musalsal up ja raha hai to is k peechay bhi USD k musalsal down janain ki wajah ho skati hai is liye jub bhi ksii curruncy PR trading kar nain lagain to sub say pehlay isko news k abray main knowledge gain kar nain k koi news nan ho is curruncy say related agar kisi milk ki news aati hai aur woh bht bad hoti hai to us milk ki currency bht buried tarah effect hoti hai jiski bht gehra assar hota hai aur woh curruncy mujh k bal girti hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              my dear friends mary kahayal ma dollar kabi up move krta ha or kabi down move krta ha is leya him logo ko dehyan sy trading krni chaya kau ky him logo ko ager profit hsil krna ha to phir him log acha profit hsil kr skty ha forex ma sy
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X