hedging krna ka treeqa ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hedging krna ka treeqa ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbas786 پيغام ديکھيے
    asslam o alikam ferinds kia hal ha aj main ap se pochna chahta hun k hedging se hum apna account bacha sakte hein ur hedging ko use krne ka best tool kia hai
    Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Mein Bhosari strategies Hai Jis Par Hum Amar Karke Kafi acha profit Hassan kar sakte hai in Mein Se Ek heading strategy bhi hai jo market ki Matki basis par aap karte hain aur Jaoge Jyada Dard cellpoint par use ki jati hai agar aapko sell position main Jyada loss ho raha ho to aap apne target set kar lete hain ki Hame Se Jyada nuksaan Na Ho aur aap strategy 1 new theatre ko bahut jyada Mushkil ho sakti hai isliye newdata' ko chahiye ki wo scalping strategy se kam kare Tardeo Jyada der tak Forex trading Mere Saathi aur Forex trading business ko Shiksha ke scalping trading nutritive ke liye achhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hedging krna ka treeqa ?

      Forex trading business mai traders apnay business ko strong kernay aur achi earnings kernay kay liye bohat say tareekay apply kertay hain jinn say unhain acha profit ho sakta hai aur unn ka loss bhi control ho sakta hai. Forex traders ko koshish hoti hai kay aisi strategies Banai jain jinn say unka loss Kamm aur profit ziada ho aur yehi kisi bhi karobar ko Kernay ka asal maqsad bhi hota hai. Expert traders isi liye her waqt demo trading practice aur knowledge aur learning improve kernay pay zor daitay hain.

      Hedging bhi aik aisi he strategy hai jiss mai traders apnay loss ko control kertay hain aur account ki safety rakhnay ki koshish kertay hain. Forex traders hedging uss waqt kertay hain jab unhain kisi trade mai loss hojata hai tou uss loss ko aik opposite position mai trade open ker kay uss kay profit say cover kernay ki koshish kertay hain. Iss Tarah Dusri trade mai lot size bhi ziada rakh Lia Jata hai jiss say pehli trade ka loss Dusri trade kay profit say jaldi cover hojata hai. Hedging kay liye achay experience aur market watch kernay ki bohat ehmiat hoti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: hedging krna ka treeqa ?

        Hedging trading ka tareeqa bahot hi simple hay agar market me hamara trade zeyada din se loss me move kar raha hay aur es key profit me any ka koi chance news key mutabeq nazar na a raha ho to trader mazeed loss se bachny key ley hedging trading ka advantage lety hey es ka tareeqa ye hay key jes direction me trade open ho es key mukhlif direction me esi lot size key sath order place kia jaye agar market hamary loss waly trade ko jo key ham ne pehly open kia hota hay es ko mazeed loss ki taraf le jata to hedge trading key base par jo ham ne new order open kia hota hay ye profit me a sakta hay aur es tarha se equity stop hony ki waja se ham aur zeyada loss face nahi kar saken gey.

        اب آن لائن

        Working...
        X