Traders gold ko risky samjty hey magar per be gold me trading kinu karty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders gold ko risky samjty hey magar per be gold me trading kinu karty hey?
    me ne bahot se esy traders ki trading ko analysis kia hay key wo gold me trading be karty hey aur big risk be lety hey magar per be esy traders forum me ye kehty hey key gold me trading karna risky hey, agar gold etna hi risky hay to esy traders ki kia waja hay key wo other pairs me trading nahi karty aur gold me trading karty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    wo is liye q k gold jesy pairs mein bohat he achi earning kr sakty hein or is mein q k kam time mein bhe achi earning ki ja sakti ha or is mein apki ek lot achi lg jaye to baqi pairs sy fast or achi earning dilwa sakti ha or is ki range q k kam hoti ha movment ki or ek andaza lga kr is mein apni girift mukamal kr sakty hein or kamyab profit withdraw krwa sakty hein is liye gold py log fast movment or achi earning k liye trading krty hein or kamyab earning kr sakty hein
    • #3 Collapse

      Gold Par Trading:
      Gold par trading karna risky hai bhe aur nahi bhe! Ye aap kay apney ooper depend karta hai kay aap kis tarha say trading karty ho. Normal currencies kay hisaab say gold main pips ke movement kafi zaida hoti hai aur daily takreeban average base par 1000 pips ke movement hoti hai. Agar ham jesy currency par lot ka istemaal karty hain wesy he gold par lot ka istemaal karin to bht zaida loss ya bht zaida profit hota hai. Magar aap kab zaida risk lety hain to market gold ke volatility ke wajha say aapmo loss deti hai. Aur shyed aapka account wash bhe kar day aur us kay baad dobaar jahan say aapne trade lagai hoti hai wahan wapis aa jay. Esi liey gold ma trading ky liey money management ke bht zaida understanding ka hona zaroori hai.
      Yeh bhe bat nahi hain kay gold ma har time loss he hota hai. Gold jab bhe move karta hai to us time kuch traders ko loss ho raha hota hai aur same time ma kuch trader ko profit ho raha hota hai. Ye to depend karta hai kay kis wakt aapne kon c trade lagai hai aur kis tarf gold ke movement ho rahi hai. Gold ke price demand kay hawaly say bhe barhti aur kam hoti ha jabb gold ke demand zaida hoti hai to prices bhe barhti hain. Esi ley apko pata hona chahey k kis season ma gold ke demand zaida hoti ha aur kiss season ma kam.
      • #4 Collapse

        Dear agar hum gold par kaam karty hai to hum ko ais mai ye hai k hum ko ais mai profit zayda hota hai kun k ais market mai gold kaam karty hai to hum ko ais mai ye hai k hum agar choti lot bhi use karty hai to hum ko kafi zayda profit hota hai ais mai ye hai k hum ko ais mai kafi zayda profit hota hai aor jaha tak baat hai k gold jab moment karta hai to ais mai ye hai k hum agar ais mai achy se kaam karna chaty hai to hum ko ais mai sirf ye dekh lena chaye k hum agar ais mai trade lagaty hai to hum ko ais mai stop loss zaror use karna chaye kun k agar hum ais mai agar loss ho aor humra account chota ho to aus mai wash ho jata hai kun k ais mai ye hai k hum agar ais mai risk zayda lety hai to ais mai kafi zayda profit hota hai.
        • #5 Collapse

          my dear sir apne bohat hi acha sawal kiya hai or me is gold k hawly se kuch kehna chahta ho k forex trading ye gold bohat hi reski pair ha or is gold pe trading krny walo ki tadad bi ni bata sakta me kiyu itne to mujy bi nai ha pata k gold pe trading krny waly kitny % hain, jetna gold reski ha to apko profit bi utna jaldi ho jata ha or haan agar apne koi ghalti kr di to apko loss bi utna jaldi ho jata ha wo bi aconut wash koi baar mera aconut bi le gy gold
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            bhai yah aik suchi bat hai k gold main trading risky hoti hai or jo gld main trading karty hain un k apss gold ki trading k acha knowledge hota hai jis ki wja se wo dosrun ko bhi ahtiayt karny ko kahty hain k aghr ap ny trading karni hai tu apko es main risk ko face karna pathra hai es liye khud ki trading ko ahtiyat se karna cahhye es k ilwa jub gold ki trading ki jati hai tu es ki market taiz hoti hai or moving bhi boht fast hoti hai jis ki wjah se un ko acha profit mil jata hai or forex trading main gold aik aysa pair hai jsi amin trading riksy hony k bawjod bhi es main trading sub se zeyda hoti hai or boht se log es main acha profot bhi eran karty hain tu hmain usb ko gold ki trading karty wakt achi trah se nalasye kar k trading karni chahte ta k hmain loss na ho
            • #7 Collapse

              kafi log aesay hein jo log gold per trading kartay hein aor wo yeh kehtay hein kay gold per trading karna bohat difficult hai aor wo log gold per he trading kartay hein aor is liye apko chhaiye us per work na karen jahan per apko mushkil pesh aye.
               
              • #8 Collapse

                Gold pe risky metal hia Trading ke liye phir bi log ku ke trading karte hain gold pe...
                Gold pe Trade ki waja:
                Asal main gold pe trading karna sabi ko bohat easy lagta hai or sab se bara reason jis ki waja se bohat se log is ko like karte hian iska sab se bara reason jo muje nazar ata hai wo yahi hai ke log is pe trading ke liye bohat zayda risk lene pasand karte hain is pe jaldi jaldi profit hota hai or high profit hota hai or high loss bi hota hai.
                High Equity: Gold pe trading ke liye ap ke pas achi equity ka hona bohat zaruri hai tab hi ap safe rethe hain.
                High Learning skills: Gold pe trading ke lyie ap ke pas acha knowledge ka hona bohat zayda zaruri hai agr ap ne Gold maina cha profit lena ha to.
                • #9 Collapse

                  sallam dosto kia hall hian app sab forex trading main baz log kehty hian gold main trade karna risky hian esa koch eb nahe hain godl main trading main ap ko ek acha profit mil saktha hain par app ko chaye k app k pass forex trading main Experince or knowladge hona chaye pirr app kisi be pair main trade kar sakty ho
                  • #10 Collapse

                    Gold per mostly traders jo hein wo trading kartay hein.

                    Gold per kyun zayada trading ki jati hai?
                    Gold per log is liye trading kartay hein wo iski situation say waqif hotay hein aor unko idea hota hai kay market up jaye gi ya down aye gi. Bohat say log wash karwa bethtay hein phir bhi is per he trading kartay hein.

                    Trading skills and experience:
                    Forex trading main Gold sub say dangerous commodity samjha jata hai lakin phir bhi is per log trades lagatay hein kuch log kamyab ho jatay hein earning karne main aor baki log nakaam ho jatay hein earning karne main is main trading kay liye apkay paas good skills and best trading experience hona bohat zaroori hai is liye pehlay experience hasil karen aor apni skills ko increase karen.
                    Gold mera khud bhi favorite hai aor main is per 1 week main 5 days trading karta hon sometimes mera take profit hit ho jata hai aor sometimes mera stop loss hit ho jata hai lakin main himat nahi harta main try karta rehta hon kay maximum profit earn kar poun.
                     
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      me ne bahot se esy traders ki trading ko analysis kia hay key wo gold me trading be karty hey aur big risk be lety hey magar per be esy traders forum me ye kehty hey key gold me trading karna risky hey, agar gold etna hi risky hay to esy traders ki kia waja hay key wo other pairs me trading nahi karty aur gold me trading karty hey?
                      Assalamualaikum ji bhaijaan basic gold 1 both risky Pyar Hai Lekin Boss I'll trader isko space trade Mile kehte hain Kyunki ismeisme bahut Prophet Hassan ho jata hai aur uski movement bhi aap ko samajh aa rahi hoti hai aur aapko Uske baare mein bahut acchi News or tips mil Jate Hain aur Jyada Tere members UK Bakr analyse K gold purchase karte hain woh Apna account be watch Karva Baithe Hain aur Jyada unko trading Mein karne ki wajah jo big amount Mein profit he hai Aur Main Ek Baar batata chalne ke Agar aapko Gold per trade karna ho to Aap dollares Ko Dekhe ke dollares Kidhar maaf kar raha hai aur uske opposite he gold ki movement Hogi
                      • #12 Collapse

                        Dear gold manty hein k riski hy aur kai members kehty bhi hein k gold bohut riski hy lekin trad bhi gold mein karty hein is ki wjha ye hy k ye profit bhi ziyada deta hy aur juldi bhi deta hy lekin bohut mushkil sy gold per control kiya jata hy isi liye kehty hein k gold bohut riski hy
                        Removed by moderator.
                        • #13 Collapse

                          dear forex trading members Assalamualaikum Forex tradingma apko without experience aor knowledge trading he nhi krni chye dear members agr apki market py grift hai to apko real account ma trading start krni chye
                          gold trading ky leay apko maximum demo account practical work gold ma he krna chye jub apko smjh ana shuru ho jay tb ap gold ma trading start kr is sy apko acha profit hota hai gold ki move bht fast hoti hai isky elawa iski commission spdead 60pips hai aor gold ki support aor resistance baki currency sy alg hoti hai gold apny band ky hisab sy move krta hai is leay apko is ma trading minimum risk py krni chye aor planning aor strategies bnani chyen
                          • #14 Collapse

                            Waise Log Yahan Par working karte hain kuch Log Yahan Par gold investment karte hain kya hota hai kiski movement acche Se Hoti Hai Lekin Jab Bhi aapko Nazar Aayegi toh Aap Yahan Par bhi kar sakte hain apne aap ko Apne capital ko acche saaf Kare Jab Kisi Ko saaf Karenge toh phir aap Yahan Par long time ke liye achi wali big trade kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gold ke market ko bohot saray traders bohot ziada risky market samjhty hain aur haqeeqat mai gold ke market bohot he risky market hai b hai . iss mai shak wali koi b baat nai hai . lakin phir b kafi sary trader iss mai trading karna pasand karty hain kion ke Gold ke market risky honay ke sath sath Bohot he ziada profitable market b hai . iss mai traders ko risk ke reward b acha mil sakta hai ager iss market ko sahi trah say samjh kar iss mai trading Karin tu yeh bohot zabardast market hai. Gold ke market traders ko bohot achi trading opportunities provide karte hai. iss liye ziada tar traders yeh pata honay ke bawajood ke gold ke market risky market hai iss mai trading karna pasand karty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X