Dollar aur gold ka kia relation ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar aur gold ka kia relation ha?
    Friends kafi jagha mane read kiya hai kay jab gold kay analysis karna hon to saath ma dollar k analysis bhe karna chahey. Aisa kun ha aur kis wajha say hai kay dollar gold ke value ko affect karta ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dollar aur gold ki price ka inverse relation ha, matlab agar dollar ki price up move karti ha to gold ki price down move karti ha. Dollar currency ha aur gold commodity, gold ko safe haven bhi kaha jata ha. Jab currency markets, specially dollar mein volatility ati ha aur dollar ki qeemat kisi waja se kam hoti ha, to investors dollar par buy ka risk nahi letay, wo gold ko buy karna start kar detay hain.
    Isi tarhan agar currency market improve karay, to log gold kay bajaye bonds, stocks, real estate etc mein invest kartay hain, jis kay liye dollars chahiye hotay hain, yun dollar ki price up ho jati ha aur gold ki price down jo jati ha.
    • #3 Collapse

      gold or dollrs ka apas main aghra taluk hota hai q k en donu ki moving main aik sath change ata hai or yah aik dosy ki moving main khud he bais bnty hain q k jub kisi bhi molk main gold ki price main izfa hota hai tu dollrs main bhi izafa ho jaat hai jub k gold waek hony par bhi dollars bhi weak ho jata hai es liye es main aghra taluk hota hai or en k weak stron ka yahi bais bnaty hain khud he es liye hmain dollrs k sath sath gold par bhi dehan dety rhana chahye q k yah donu he hmari trading k ahsa hain or en par hmain trading karna hoti hai q k jis ny time par en ko analsye kar k trading kar li tu wo acha profit gain kar skta hai or jo avoide karta hai osy loss he hota hai
      • #4 Collapse

        asslam o alikam ferinds han g ap ki bat thek hai gold ur doller main eik sath hi movement ati hai is liye hume dono k analysis ko fallow krna chaiye ye hamre liye hum se acha kamhai hume analysis se trading krni chaiye is main hume apne ferinds se help leni chaiye dollor weak hua hai is liye hi gold main itni zada movement aa rhy hai hume is main abi wait krna chaiye gold main mere khiyal main gold wapis aye ga hume abi sbar se kam krna chaiye ye hamre bliye sab se acha business hai hume is main kam krne k liye menat ki zahrorat hotio hai is main hume chart ur analysis ko lazmi fallow krna chaiye bohat se log is main dar jate hein k hum is main success kaise hasil krein gey ye bohat muskil business hai is main agr hum kam krein tu hume khud hi experince haail ho jata hai ur khud success be mil jata hai mera matlab hai hum dosro ko dekh kr experince hasil kr lete hein
        • #5 Collapse

          Dear Gold/USD pairs hey gold key sath usd ka relation bahot hi zeyda hay agar app gold ki market ka jaiza len aur USD index ka to app ko andaza ho jaye ga key agar gold market ki movement down hay to zarori hay key usd strong ho rahi hay aur es tarha agar gold bullish trend me ho to usd weak hony ka ye signal hota hay, ye dono hi 1 dosry key agianst jaty hey kabi ye dekny me nahi aya hay key gold key sath usd ki market be up ho rahi ho, hamesha 1 down jata hay aur 1 up jata hay, gold me trading karny key ley use currency market ka be jaiza lena zarori hay.
          • #6 Collapse

            assalamualaikum dear apka sawal buhat hi acha hy hamain gold per soch samaj kr trade laga wo b agar ap k pas exprace hy to nai to apko acha khasa loss ho sakta hy gold main buhat hi tezi sy moving chal rahi hy koi bhi ap banda jis k pas exprance nai hy wo trading nai kr sakta
            lehaza ap apny acount wash hony sy bachaain or gold ki trading exprance na hony ki sorat main na lagain
            • #7 Collapse

              Salaam Alaikum G bhai dollar or Gold Mere Khayal Mein To Ek Sath movement nahi karte Kyunki dollar agar aap Jara hota hai to gold down ho raha tha hai aur yeh Dono Ek Doosre Ke opposite move Karte Hain Mere analyses ke mutabik aise hi aur Mujhe news uses hone ki vajah se Aisa Hi Lagta Hai Ke Ye Dono opposite move Karte Hain agar aap Sahi tarike se analyse Kare to aap abhi iski moment ke baare mein Maloom chal jayega
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Friends kafi jagha mane read kiya hai kay jab gold kay analysis karna hon to saath ma dollar k analysis bhe karna chahey. Aisa kun ha aur kis wajha say hai kay dollar gold ke value ko affect karta ha?
                Assalamualaikum bhai jaan aapne Jo Sawal Kiya Hai Uske baare mein meri kha Liye Hai Ki gold Hamesha dollares against movement karta hai or Pehle Hum gold say hi to Jannat kehte the Jo kab change hoga dollar par aa gaya hai isliye gold niche Jana shuru ho jata hai aur jo logo Ki Rani Hai King call US dollar 100 Love Karta Hai Woh bilkul galat hai
                • #9 Collapse

                  ​ Dollar aor Gold ka opposite relationship hai
                  dear Forex trading members gold aur USD ka strong opposite relationship hai jab gold strong ho to aap ko samajh lena chahiye ke dollare week ho raha hai mean to say gold depends on dollar USD dollar. market mein jab usd strong ho raha hota hai tu gold bearish momentum main hota hai keun ky Gold ka relationship US dollar ky sath opposite hai waise to usdjpy Piar agar strong ho raha ho to Gold week ho raha hota hai lekin lekin aap ko abhi maloom hona chahiye ke gold aik specific band ma move karta hai wo vand Agar move Ho Jaye to uske baad Gold element agar move complete ho jay to uske baad gold move nahi leta esa abhi hua hai Gold ka hundred dollar moving band hota hai yearly usse plus minus 10 ho sakta hai lekin zeada nahi.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main gold or dollars ak apas main aghra taluk hai or ayh aik dosry ki wjah se up or down hoty hain jo k yah bhi kah skty hain k en donu main jo realation hai wo en ki apni wjah se he hai hota ayse hain k jub gold ki price main izafa hota hai tu gold ki price main akmi waqia ho jati hai or es k sath sath jub gold nechy girta hai tu dollrs ki cuurncy main price barh jati hai es liye hmain forex trading main en donu k es realtion ko dekh kar trading karni chahye ta k hum apni trading main acha profot eran kar skaen or boht se trador es realation ko avoide kar dety hain jub gold main trading karty hain jub k en ko avoide nahi karna chahye es liye hmain en donu k taluk ko mad e nazar rakhty howe trading karni chahye ta k hmain acha profit mil saky or loss na ho saky
                    • #11 Collapse

                      Dear agar ap ne gold par kaam karna hai to ap ko pata hona chaye k gold ka jo pair hai ais ka naam forex market mai XAUUSD hai ais ka matlab ye hai k gold ki moment jitni bhi hoti hai wo usd dollor k against hoti hai ais mai ye hai k hum jab ais mai trade karty hai to agar usd strong ho raha hai to gold down ja raha hota hai aor jab usd week ho raha hota hai to aus time gold buy ja raha hota hai ais mai ye hai k hum ko pata ho k abi usd ki next kai moment hai agar ap dekhty hai k usd ki koi news aa rahe hai to ap aus time trade mat kary ya agar trade karni hai to news k hisab se kary jab news release ho jaye aor jaisi news ai ho aus k hisab se ap ko kaam karna chaye tab ap ko zayda faida ho ga kun k aus time moment zayda hoti hai.
                      Click image for larger version

Name:	IMG-20180907-WA0008.jpg
Views:	1
Size:	97.1 کلوبائٹ
ID:	12319085
                      • #12 Collapse

                        Gold dollar kaha par Se Bojhena strong wala communication systems and isme aapas mein bahut jyada relationship science Jab index dollar index upset ho jata hai to gold ki movement ki taraf se nikal Jati Hai Jab Bole Ki movement upset Ho Jati Hai dollar index start ho jata hai working Dekh Kar karna Kaise karni iska system of smiley manage kar le
                        • #13 Collapse

                          Dollar or Gold Ek Doosre Ke anti move Hote Hain Jab dollar upset ho jata hai toh gold Hame low level par jate hai move karte hue trade karte huye Nazar aata hai aur jab gold up level par Jata Hai To Hame dekhne Ko Milta Hai Ke dollars Neeche ki taraf aa jata hai uski movement Jyada nahi hoti hai aur kis pe investment B logo ki kam ho jati hai isliye Zara Soch Samajh Kar Humein kam karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Dear member agher ap kasi currency pairs ko chak karty hai aur us ka sath USD ata hai to ap ak major pairs hota hai jasa ka EUR/USD GPB/USD USD/CAD USD/JPY USD/CHF aur as trah ka aur bai major pairs hon ga asi trah forex main cross currency pairs bi boht say jan pay hum trading kar sakty hai lakn commodities main jo major pair hai wo GOLD hai Glod/USD hota hai gold ka cross pairs koi bi ni hai ay surf usd ka sath trading karta hai abi tak aur kasi currency main as ki trading sahoro nai hoi agher kahi pay aur kasi currency main as ki trading ho bi rahi ho gi to wo chand ak broker hon ga jo trading karwa rahy hon ga lakn apni tak to surf doller ka sath trading ho rahi hai gold ka cross pair abi tak koi bi nai hai dear ap nay chak kya ho ga ka jab usd strong hoti hai to gold ki value km hoti hai aur gold down jata hai aur ya movement ap forex major pairs pay bi chak kar sakty hai aur agher usd ki value km hoti hai to gold up jata hai agher hum gold ko theek trah analysis kar ka trading karty hai to hum gold say asch profit earn kar sakty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein gold ki movement Bahut Yaad Aati hai isliye Hum logo ko gold trading nahi karni chahiye currency trading karna chahiye Ki Kranti main market ki Hoti Hai Jiski wajah se hum log achha profit hasil KR skty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X