Why in Forex there are so many who lose?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    8 ways that traders can avoid losing money

    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
      assalamualaikum dear
      in my view greed sabse badaa factor hai...

      chote chote profit se koi easily khush nahi hotaa trader ko ek hi din me jyda se jyda profit karny ki soch rkhta hai or esi chakkr main wo apne rules break krta hai
      me manta hu agar forex me kisi ko 1-2 yr ka experienc hai to wo 10 deals me se more then 50% me profit krta hai . but wo 50% lost deal ko recove krne k liye jydaa risk leta hai and result is very bad

      Forex trading me school market train start kar lete hain aur unko training karne ka kuch pata nahi hota isliye unko train karne pe loss ho jata hai status chahiye training ke baare mein achi Tarah Se learn Kare aur uski baat hai real account trading start kare
      • #18 Collapse

        jee bahi aap ny acha swaal kiya hai aor acha point uthaya hai forex main losser ziyada hai kion ky hum chahhty hai ky jaldi aor bara profit humain mil jaye ais chakroon main hum apna account he wash karwa laty hai humin chahye ky slow slow kaam karein aor patience sy chalien sirf earning he nahin humin apna capital bhi save karna hoota hia humin chahye ky hum chooti sy chooti lot size lagyeen aor monen management aor risk management ky saath chalien hum aksar take profit ko use karty wakt soochty hai ka kahien bara profit humary haath sy na nikaal jaye ais chakroon mian hum thoora profit bhi khoo bhatteey hain balkye loss karwa bathty hia ais liye lallach sy door rehna chahyee
         
        • #19 Collapse

          Jnb aap nain bht achi BT ko hai main aap say agree karta hun bilkul forex main successful people ki nisbat nakaam logon ki tadaad bht ziada hai aur woh naakaam hotay hain in main sub qasoor inko inexperience factor ka hota hai jub trader jaye Nate market main enter hotay hain to woh apnain kam experience ki wajah say bht loss kar bethtay hain aur in main bht c habit aisai paayi jaati hain Jo in k loss ki wajah banti hai in habit main say kuch aadat hurry factor greed inexperienced no knowledge waghira sub shamil hai ...
          • #20 Collapse

            Re: Why in Forex there are so many who lose?

            Assalamualaikum dear Forex number ji han bahut Sare log jo Forex Mein kaam karte hain wala Jiski vajah se yah an experience hone ki vajah Se Apna account was kar Baithe Hain aur loss kar Baithe Hain Kuchh log Hote Hain Jo ke new trading start karte hain aur real account mein investment Karke trading Shuru kar dete Hain To unko loss ho jata hai wo tuka trading Karte Hain jismein loss ke chances bahut jyada Hote Hain Is vajah Se unko loss ho jata hai aur Apna account Bhaskar Baithe Hain dost se bachne Ka Yahi Tarika hai ke pahle acche se form kar usko Pade Aur Ko follow Karen Agar usko bolo Nahin Karenge To Hamara account Hamesha ke liye block kar diya jaega Iske alava Hamen Shuru madam account mein kam karna chahie Dam account mein kam karna bahut jaruri hai Achcha experience optionally Hasil karne ke liye sabse best Jagah demo account hai usmein kaam karke Ham Achcha experience on kar sakte hain Iske bad Ham real account mein invest karke bahut hi kam time mein bahut hi acchi aur fast earning kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Why in Forex there are so many who lose?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
              assalamualaikum dear
              in my view greed sabse badaa factor hai...

              chote chote profit se koi easily khush nahi hotaa trader ko ek hi din me jyda se jyda profit karny ki soch rkhta hai or esi chakkr main wo apne rules break krta hai
              me manta hu agar forex me kisi ko 1-2 yr ka experienc hai to wo 10 deals me se more then 50% me profit krta hai . but wo 50% lost deal ko recove krne k liye jydaa risk leta hai and result is very bad
              Dear forex trading main loss humari apni galti sy hota ha is ley humy lalich or juldbazi ni karni chae ha balky ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k loss na ho forex trading main humary pass jtna ziada knowledge or experience ho ga hum trading main utny ziada kamyab ho sakty han
              Forex trading loss sirf lalich ki waja sy hoty han humy apny ap ko lalich sy bachana ho ga ta k hum forex trading main aram sy kamyab ho sakty han is k ley humy ziada sy ziada practice karny or ache trading kar k ziada sy ziada earning kar sakty han forex trading humy apna knowledge or experience improve karna ho ta k him kamyab ho sakeny
              • #22 Collapse

                Re: Why in Forex there are so many who lose?

                w.salam dear ap ny bilkal tek kaha hy ham m sy aksar traders ko zyada tar loss hota hy q k forex aik difficult or risky business hy is m hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy forex m loss ki sb sy bari waja lalich hy ham jb b kisi kam m lalich krty han to hamy kbi b success ni milti hmasha loss hi hota hy isi tra forex m b hamy lalich ki waja sy loss hota hy ham chahty han k ham forex m jaldi sy Ameer ban jain is liay ham jaldi or zyada trading krty han jis k ntejy m hamy zyada loss ka samna krna prta hy hamy chaiy k ham lalich ko side py kr k km trading karan or zyada profit hasil karan hamy demo account bna kr us m km az km 2 sal tk practice karni chaiy jb tk k ham aik successful trader ni bn jaty
                • #23 Collapse

                  Re: Why in Forex there are so many who lose?

                  Assalamu alaikum dosto Forex trading aik acha business hay laykin ismay jo ratio hay wo ziada loss ki hay uski waja yay hay k trader ka sai experience na hona ussay trading ka knowledge na hona or sub say barri baat laalich laalich aik aisi cheez hay jis say nuksaan pay nuksaan he hota hay Forex trading may hamay lot size hamaysha thora rakhna chahiyay agar loss hoto asaani say recover kia jaa sakay laykin agar lot size laalich may aakay bara laga day tou nuksaan honay k baad recover kerna mushkil hota hay isi liaye forex may loss ki ratio ziada hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Why in Forex there are so many who lose?

                    Forex business key knowledge key sath agar app trading ka 2 years ka experience be rakty hey aur per be app ko loss hota hay to app ko apni trading strategies aur planing par analysis karna ho ga, app key knowledge me be kami ho sakti hay app key trading experience me kahi na kahi koi kami zaror ho sakti hay es key sath app ki trading strategies aur planing be poor ho sakty hey, app ko agar 50% loss hota hay to apni trading strategies ko change kar dena chaye aur planing ko be behtar karny ki koshish zaror karen.
                    • #25 Collapse

                      Re: Why in Forex there are so many who lose?

                      forex aik worlwide busness hay jis main agar ham door say daikhtay hain to hamko lagta hay k is main kaam krna isay samjhna aur is main earning krna bahut he assaan kaam hay laikin jub ham is main kaam krtay hain to hamko pata chalta hay k yeh knowledge aur experience k baghair krna bahut mushkil hay aur namumkin bhi hay laikin tab tak bahut saray traders is main kaafi sara nuksaan kr chukkay hotay hain is liye bettr yahi hay k ham sab say pehlay isay samjhain kisi kisam ki koi jaldi na akrain aur phir is main barray araam say kaam krnay say ham is honewlay lose say bachnay main success ho saktay hain mairay khyal say yahi solution sab say better hay lose say bachnay ka.
                      • #26 Collapse

                        Re: Why in Forex there are so many who lose?

                        Ji mere bhai forex mein jyadatar bolo blouse karte Hain jinke pass iske bare mein experience nahin hota aur besabri se kam karte hain aur ismein main bilkul nahin karte aur jyada se jyada profit kamane ki koshish karte hain ISI chakkar mein bol Oscar baithe Hain aur emotion se kam karte Hain to isliye vah isme log karte Hain jis bande ke pass iske bare mein experience hai aur uske sath kam karta hai to kabhi loss nahin karega is male or uski vajah se jyada se jyada lot size set karna hai aur aapke paas hota nahin ho raha plot size set kar lete hain stop loss ka use proper tarike se nahin karte ho jiski vajah se aapka account bhi jata hai aur dete Hain jaldbaji mein trade isiliye aapka profit ki Vijay loss ho jata hai isiliye hamen ismein jyada se jyada experience karna chahie kaun sa kam karna chahie usmein profit Dene ki koshish karni chahie Taki aap ek successful trader Ban sakte
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Why in Forex there are so many who lose?

                          Forex market mein loss ke mukhtalif wajohaat hoti hain, jo ki ek trader ammo tour per karta hai misal ke taur per kuch traders bahut jaldi earn karna chahte hain aur apni greed ki vajah se apni sari investment zaya kar dete Hain, kuch aise hote Hain Jo market ki moment ko judgement nahin kar sakte aur ek bahut bara risk trade open kar lete hain aur apna account wash kara dety Hain, kuch traders emotional hote Hain Jo ke chahte Hain ki hamen har trade mein profit hasil ho aur jab unhen loss a jata hai to vah apni trade ko close is vajah se nahin karte ki abhi market return hogi aur mera Los cover ho jaega isi process mein wo apna tamam capital lose kar dete Hain. Members yeh sare examples hai jo ki har traders jaanta hai hi ya us ke sath Hui hain ya uske kisi dusre trader bhai ne usko ho bataya hoga isliye hamen chahie ki ham teen char chizon ko control mein rakhen apne emotions, risk ratio ,aur greed ko control mein rakhenge to bare nuksan se bach sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X