Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai to main aapko batata chalon k trading main sub say pehli or ehm cheez yeahi hoti hai k aap tools ko jesay sahi aur accurate istimal kartay ho timeframe bhi aik qisam ka tools hai forex ka aur iska apnain trading stretgy k hissab say istimal bht ehm hai aap jub bhi trad. open kartay ho apnain mind main rakhi k aap short term trade open kar raha hain ya long term agar aap scalping k liye trading open kar raha hain to short time frame aap k liye best hain maslan m30 m45 best timeframe hain scalping k liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Scalping mein traders ki approach ye hoti ha k short time mein chart ke repeating patterns se faida uthatay huay trading ki jaye. Jesa k scalping trades short time ki hoti hain aur in mein m1 to m15 tak ki time frames ko choose kiya jata ha, is liye traders 1 se ziyada trades open kartay hain. Scalping kay liye support aur resistance ko dekha jata ha, agar previous candle ki close k higher high ya lower low se price next candle mein break nahi hoti to traders short time k liye buy ya sell order open kar letay hain. Volatile market mein scalping itna profitable nahi ha balkay range mein honay wali price movement par scalping ziyada profitable hoti ha.
      • #18 Collapse

        Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

        Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ki Jati Hai Yahi Wajah Hai Ke forest reading day by day sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity Mein izafa Hota ja raha hai
        • #19 Collapse

          Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

          Forex main scalping k leay dosto analysis to H4 ya H1 main karein gay lekin us k leay app us main trade m5 ya m15 main karien gay yahi do time frame best hain koin k us main pher ager app stop loss use kerna chty hain to best ho ga our app ko jo take profit jo ga wo boht bara ho ga app ko forex main mehant kerna ho ge pher he us main app ko ache earning ho gee app bare lot use ker k kum time main us main acha profit ban lety ahin risky hai but acha profit bhe to milta hai
          • #20 Collapse

            Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

            forex trading main scalping aik aysi trading technique hai jis main hum short time frame k sath trading karty hain yah aik aysa frame work hota hai jis main hmari trading main short limit k liye trading ki jati hai or jub hum apni trading karty hain tu small lot k sath short time frame main apni trading karty hain forex trading main slping trading zyda tar new mambers karty hain jin k pass itna knowledge hota hai k wo short time k liye risk lena pasand karty hain or wo desirt level par apna profot eran kar k market se niakl jaty hain tu hmain aghr apni trading main acha profit eran krna chahty hain tu small risk k sath trading karen ta k ap apni trading main loss ko kam se kam face karen jitna zyda apki trading main risk hota hai otna he apko loss hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Agar scalping karni ho to kiss timeframe main analysis best rehty hain aur scalping kay liey kon sa indicator acha rehta hai?
              Assalamu Alaikum scalping strategy main kaam karna bahut jyada risky sabit ho sakta hai jo log bhi scalping strategy Mein kaam karte hain Mere Khyal main Unhe minimum time Prem par Apne analyse karne chahi 30 minutes time Prema Mere Khayal Mein Ek accha timeframe hai Jisme scalping strategy ke liye analyser Kiye Ja sakte hain Baki Jo Bhi kaam karta hai wo Apne analyse Apne hisab se karta hai lekin Mere Khayal Mein sabse best time 15 aur 30 minute se hai Jisme Hum scalping strategy ke liye accha analyse plan bana sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

                Forex traders apni trading kay doraan ziada ter 2 kisam ki strategies ko use kertay hain aur expert traders bhi unhain he advice kertay hain. Scalping aur long term trading strategies do mukhtalif strategies hain jo market mai movement ko daikhtay huay apply ki jaa sakti hain. Agar scalping ki baat ki jaey tou yeh aik aisi strategy hai jiss mai pata chalta hai kay traders market ki movement ko tezi say change honay ki soorat mai apply ker rahey hotay hain. Scalping uss waqt hoti hai jab market mai koi pair ya commodity bihat tezi say apni movement kisi aik he range mai ker rahi ho aur intervals ya waqfoo waqfoo kay saath tabdeel bhi ker rahi ho. Scalping kay liye bahtreen time frame M5 aur M15 ko kaha Jata hai. M5 ko iss liye kaha Jata hai kay Agar 5 minute say pehlay koi trade close ker li jaey aur woh profit mai bhi hoto uss ka profit broker ko refund hojata hai yeh trading ka aik fix rule hai. M5 aur M15 scalping kay liye bahtreen time frames hai laikin traders ko. Market ki selected commodity ya currency ko khud monitor kerna bohat zaruri hai kiyu kay market ki situation bohat tezi say tabdeel ho rahi hoti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

                  Scalping trading esi technique hoti hay jes key ley market analyzing ki bahot importance ho sakti hay, 30 mint time frame 1 tarha se small time frame hi hota hay jes me perfect tareeqy se market ko analysis karna possible ho sakta hay aur har scalping trader 30 mint key time frame ko hi use karny ki koshish karta hay, 30 mint time frame ya es se be kam time frame me short time key ley market movement ki judgement karna asaan ho sakta hay, agar es se zeyada time frame ka use kia jaye to per scalping trading key ley traders perfect market analyzing me kamyabi hasil nahi kar sakty, esi news ko be find karny ki zarorat hoti hay jo market par short time key ley (temporary) effect kar saky.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Scalping kay liey kis timeframe ma analysis karney chahey?

                    pricey ais mai ye hai ok ap ne agar marketplace mai scapling karni hai to aus k diffrent ways hai jis mai ap ho sakta hai okay shifting average use kar rahy hai ya koi resistance ya support use kar rahy hai wo ap par rely karta hai ya ap fibo use kar rahy hai access okay liay agar ap resistance aid par kaam kar rahy hai to ap h1 mai reistance aor aid laga okay aus k baad M15 mai jaty hai aor jaisy hello market kisi resistance ko contact karti hai to ap aus time sell ki entry laga dety hai aor jab market guide ko contact karti hai to ap aus mai buy kar lety hai ais mai ap ko bhi faida hota hai aor ais mai achi baat ye hai k ap ka sl kafi chota hai ais mai ye ni hai okay ap ko ais mai loss ni hota loss bhi hota hai magar earnings bhi acha hota hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X