Day traders aik din main kitne trades karty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day traders aik din main kitne trades karty hain?
    Day traders kaha jaata hai kay profit kay lehaz say zaida kamaty hain. Mera sawal ye hai kay day trading main aik din ma kitney orders lagay aur close kiey jaaty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamualaikum Bhai insaan agar ek din mein achanak 25% profit kama leta hain to wo sochta hain thoda aur trading karne se wo double ho jayega profit aur ish ke chaltein pura hi loss ho jatein hain.Ishliya target sahi hona chahiya
    • #3 Collapse

      day trading karny waly traders ko jab tak acha profit nahi ho jata esy traders many esy profitable trades open karty hey jes me un ko bahot hi acha profit ho jata hay aur esy trades sirf day time ki trading par hi depend karty hey aur koshish karty hey key night time ki trading me zeyda risk aur market ki teezi ko dake kar trading karna behtar nahi samjty, me esy hi traders ko successful samjta hon jes ko agar day time ki trading me loss be ho jata hay to wo per be next day ki trading ka plan bana kar trading ko important samjty hey.
      • #4 Collapse

        Day traders aik din, matlab 24 hours, mein trades open aur close kartay hain. Day traders aur scalpers mein thora bohot difference hota ha. Scalpers bohot short time frames mein trading kartay hain aur day traders zara higher time frames mein bhi trading kar letay hain. Day traders basically targeted trading kartay hain, kyun kay aik din ka forex market ki tasveer wazeh nahi hoti, is liye day traders high risk nahi letay aur kam margin wali trades ka intikhab kartay hain. Day trading mein trades ki koi limit nahi ha, jab traders apna profit hasil kar letay hain to wo trading stop kar detay hain. Yahan traders se murad professional traders hain.
        • #5 Collapse

          bhai boht se sary log day tading main boht se targets set karty hain or wo profit ka bhi target set karty hain k hmain daily base par itny oercent profit milta hai laken mera khyal hai k jub hum day trading main bhi trading karty hain tu hum daily main trading nahi kar paty hain q k hmari trading jub aik din main lgai jati hai tu osk profit par hmain withdraw ka wait karna hota hai jub k withdraw any k bad hum agli trade lga skty hain han yah kaha ja skat hai k jub hmain loss hota hai tu hum zaror roz trading kar skty hain or jahan tak mujhy lgta hai day trading main log trading karty tu hungy maghr daily wo order nahi lga skty hain akbhi kbhi lgta hoga maghr daily nahi
          • #6 Collapse

            Daily Tradng men Day Traders ki apni alag alag policy hoti ha kuch 4 aor kuch 6 ya kuch log sorf 2 trades bhi lagatey han aor sirf aek trade bhi pora din jari rah sakti ha day trading men shirt time frame strategies istemal hoti han zeada tar market ki high movement ko Analysis kar ke kam waqat men kam profit ke saath rades ko close kiya jata ha tahum har koeey apni Hikmat-e-Amli men azad hota ha all day trades men kita waqat spend karrey iss ka koeey fix 100 % time rule to nahen ha Sirf aek Baat Clear ha Day trades ka matlab tamam din ki trades ka fasla ussi aek din men ho jata ha Trades aek se zeyada din jari nahen rahti ha dosrey din 100 % new trades hoti han iss ki main Waja yeh ha keh Day trading men Stop Loss aor Take Profit bahut kam points ke different par set kiya jata ha jiss se trades aek din se zeada nahen chal sakti
            • #7 Collapse

              sallam dosto kia hall hian app logo ka . day trading main agar app trade karty ho tu is k ek ley app k 50 MA ke streatgy honi chaye jiss si app day one main trading kar k ek achi profir le sakty ho par app logo ko pata honi chaye k Day one par app ke trade long term hoge
              • #8 Collapse

                Dear ye zarori ni hai k jo day trader hai wo aik din mai trades count kar k lagata hai ab ye to market mai hai k ap ko ais mai kitni entries milti hai aor aun mai se ap kitni lagaty hai ais mai ye hota hai k agar ap market par bethy hai aor ap k samny koi entry ban gai hai to ap aus par trade laga lety hai aor aus mai take profit aor stop loss bhi laga lety hai intra day trading mai ye hai k hum ais mai time frame chota use karty hai jis se ye faida hota hai k humra target asani se pora ho jata hai aor hum end of the day sari trades close kar k soty hai ye ni hai k humri trades 2, 2 chalti rahy ais mai ye hai k hum ne daily subha entry leni hoti hai aor ais mai kaam karna hota hai aor sham ko trades agar lagi hai to close kar deni hoti hai.
                • #9 Collapse

                  bhai jan traderd ki
                  planning aor strategies py depend krta hai
                  agr apki pehli trade prprofit ma jati hai to apky pas marginlevel increase ho jata hai ap mazeed trades open kr skskty ho lkn agr apki pehly wali trade loss ma chli jay to margin level he bht kam ho jata hai isky elawa agr ap apny account py 100% risk len to bhi yeh bat ajati hai aor agr to ap apny account ko mange aosy krty ho ky 20% risk lety huy trades open krty ho to ap maximum trades bhi open kr skty ho ais sy apky account py koi asar nhi hota lkn management bht zarori hai agr ap ny stoploss aor take profit lgana hai to apko trading ma koi tension nhi hai ap maximum risk ko bhi manage kr skty ho sub kch apky goals aor targets py depend krta hai janab
                  • #10 Collapse

                    Dear day trading to scalping mein hoti hy aur jub aik scalper trad karta hy to wo unlimited profit lay leta hy kiyon k aik scalper tub scalper banta hy jub wo aik professional trader banta hy aur professional trader banny k liye hard working ki zarorat hy aur
                    Removed by moderator.
                    • #11 Collapse

                      dear day trader ek din mein jitni trad usko behtar lgti hein uthi he kr sakty hein q k ye zarori nahi k din mein har din bohat sari achi trad mil sakeen lekin baz time achi earning k liye ap ki daily trading kafi lg jati hein jesy k din mein ap trading krty hein to apki trad bohat he achi lga di jati hein or kisi pura din bhe ek trad bhe nhi milti jis mein banda sure ho k profit he day gi is liye wait kr k trading krna bohat he zarori ha or is mein achi earning ki ja sakti ha
                      • #12 Collapse

                        Yeh aapki investment par depend karta hai aapki investment yaha par Kitni Achhi hai agar aapka strong capital Hai market Mein To Aap Yahan Par daily basis per ispe market Mein investment kar sakte hain Oriya se aap acche wale Adnan Be long time ke liye kar sakte hai agar aap Yahan Par usko part time ke liye join Karenge to aapko yaise earning be come hi milegi
                        • #13 Collapse

                          assalamu alaikum bhai day trading Mein Hum Log bahut jyada profit bana sakte hain Hum Logo Ko Bas mehnat karna Hoti Hai jitni Jyada Hum Log minute Karte Hain Itna Jyada Hum Log profile bana sakte hai isliye Hum Logon Ko maaf karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Yahan Par market Mein working karne ke liye usko stable rakhne ke liye bahut Log Yahan Par daily base par Dekhe time for working Karte Hain Jab Wo Spain West karte hain toh market se Kafi Yadav earning kar sakte hain Aaram ke sath wo kaam kar sakte hain isliye main Soch kar Samajh Kar aur information Lekar Phir investment karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Day trader aik din yani k 24 hrs mein kai dafa apni trade lagaty hain aur order close bhi kerty hain. Mery khayal mein to order lagany ki koi had nai hai. Achy trader jo hai wo sirf din time mein hi trade lagaty hain aur raat ko sony se pehly apna order close ker dety hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X