MONERO Is crypto currency ka future kaisa hy crypto market mein ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MONERO Is crypto currency ka future kaisa hy crypto market mein ?
    assalamualaikum dear
    MONERO Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
    Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .


    Monero Bhut hi PRIVATE FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai


    Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .


    Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyon ky Inhe Network Par hi confirmation milti hai


    Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai Iska price aage jakar kya hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Monero (XMR)
    Monero crypto currency hai jo kay 2014 ma launche ke gai the. Ye currency baki bht sari digital currencies ke tarha launch ke gai aur bht sari currencies ko us tarha say pazeraai nahi mile jis tarha say monero ko mile hai. Us ki basic wajha Monero currency ke privacy hai. Es main aapko privacy kay lehaaz say aise options milty hain jo kay dosri digital currencies main shyed aapko nahi milty hain aur shyed yehi wajha hai kay ess currency ko bht jald he logon nay acceptance level par laya. Yani log ess currency par aitemaad karny lagy aur ess ko bht jald popularity milna shuru ho gai. Monero ka future aany waly dino ma zaida acha nazar aa raha hai kun kay ess main jo aapko security milte hai privacy ky hawaly say wo bht zabardast hai.
    • #3 Collapse

      Dear jo baat ki hai ap ne crypto currency ki to ais mai mainy abi tak atna zayda kaam ni kia hia kun k forex ki market mai bahot sari currencies hai jin par banda kaam ni karta kun k jab banda ais market mai kaam karta hai to kuch pairs pakar lleta hai aor aun par hi kaam karta hai aor jaha tak baat hai crypto currency ki to ais mai koi pata ni hota k ye kitna up chala jaye aor kab ye down chala jaye ais liay agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ye dekh lena chaye k hum ne ais mai kaisy kaam karna hai aor ais mai risk kitna lena hai kun k crypto currency par zayda log kaam kar rahy hai kun k ye ap ko kafi zayda profit deti hai aor ais par risk bhi zayda hai ais liay stop loss zaror use karna chaye.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
        assalamualaikum dear
        MONERO Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
        Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .


        Monero Bhut hi PRIVATE FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai


        Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .


        Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyon ky Inhe Network Par hi confirmation milti hai


        Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai Iska price aage jakar kya hoga
        Cryptocurrency aajkal Bose comes Loki working ke sath working Karti Hai Isme knowledge ke hisab se discuss karna Hota Hai ke Jitna aap ke paas knowledge hota hai aap isme utilise karte hain market investment Karke earning kar sakte hain Aaj Kal Ki movement Jyada Nahi Hoti Hai Jiski wajah se Jiski earning bhi nahi ho rahi hai
        • #5 Collapse

          Cryptocurrencies Pakistan mein jyada popular Nahi Hai Isko join kar rahe hain lekin usme earning karne ke chances for Zyada Kam Hai Jiski Wajah Se Bhi Jyada Nahi Hoti Hai Log Iske Alawa aur usse Pyar Hai Jisme working kar lete hain aur usme kar lete hain isme accounts can manage karna account core stability na bolya Mushkil ho jata hai kabhi bhi kisi bhi time iski Ada movement ho sakti hai
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai aapne bilkul thik baat ki hai agar Hum Log forex market Mein mhnat Karte Hain Hum logo ko Kafi acha profit mil sakta hai isliye Hum logo ko forex market mein jyada Se Jyada Mhnat chahiye Phir Hum logo ko bacha profit Hota Ha
            • #7 Collapse

              A cryptocurrency is a digital currency that is created and managed through the use of advanced encryption techniques known as cryptography. Cryptocurrency made the leap from being an academic concept to (virtual) reality with the creation of Bitcoin in 2009.
              Removed by Moderator.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Monero ka future b bitcoin aur baqi important crypto currencies kay sath he attached hai aur yeh kuch behtar nai lag rha hai .Monero baqi crypto currency ke tarah ke aik crypto currnciy hain hai jo kay 2014 mai launch ke gyie teh.
                Bit coin jo crypto currencies ko lead kar rahi hai iss ke price b aik year mai bohot neechay aa gyie hai . iss ke waja different countries ke regulation hain. Crypto currencies ka future abhi different countries ke regulation ke waja say bohot he ziada kharab ho raha hai. Crypto currencies illegal maqasad aur tax chupana ke liye b use ho rahi teh aur government ka in per koi b control nai tah jis ke wja say kafi countries ne sari cryoto currencies ko regulate karna start kar diya hai aur kuch tu crypto currencies ko ban b kar chukay hain jis ke waja say monero aur iss trah ke baqi currencies ka koi b khas future nazar nai aa rha hai .

                اب آن لائن

                Working...
                X