forex trading kay liye net speed achi ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading kay liye net speed achi ho

    forex trading ky lie net speed ks acha hona forex main kamyab hony ka aik zariea hy ji han agr ap ky pass net achi sapeed main ho ga to ap ghar main baith kar forex markit main traed kar sakty hain agr ap ky jub sepahi jung ky lie nekalta hy to woh us waqt fattah hasel kary ga jub us sepahi ky pass larny ky lie sazo saman mukamal ho ga agr us ky pass saman hi mukamal ni ho ga to woh jung kaesy jeety ga to forex main kam karny ky lie saholyat ka hona zarori hy or yeh teez tareen net ki sapeed ka paya jana bhi forex main kamyab hony ky lie aham zarooryat main sy aik zaroorat hy to jetni net sapeed teez ho gi utna forex main kam, teezi ky sath kiea jae ga or jetna kam tezi ky sath ho ga utna naffah zeyada kma pae ga to tradar dil chaspi ky sath kam kary ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading kay liye net speed achi ho

      bhai apki bat shai hai or min apki bat se agree krta hun forex trdaing aik online buisness hai jis main online kisi bhi trha ki apko news ka online janna he arori hota hai or yah apki net speed par depend hota hai q k jub apka net start hota hai tab tka market apki favor main jaty jaty ap k agianst main move kar chui hoti hai es liye aghr market ko foran he follow karna hai tu apki net speed strong honi chahye jis se ap market ko exact time par pakar kar apni trdaing kar skty hain es liye ayse net ka use karen jis k signal bhi strong hon or wo working main fastely kary or yah apki luck par bhi depend hota hai q k baz okat hmari market hmary favour main hoti hai tu hum net speed slow hony ki wjah se acha profit eran nahi kar skty hain or aghr yahi net speed fast hota hai tu hmary liye achy profit k chances zayda hoty hain
      • #18 Collapse

        Re: forex trading kay liye net speed achi ho

        Bilkul keo k bht teezi see market mein fluctuation hoti ha or apka profit kabhe bhe loss mein change ho sakta ha ha so speed better in trading sirf net speed he nai apki market pa bhe ache grip honi chahea
        • #19 Collapse

          Re: forex trading kay liye net speed achi ho

          forex trading main net speed ki boht ahmiyat hai jis main hum apny buisness ko achi trha se kar skty hain forex trading k liye hmain market ko foloow krna hota hai or jub hmary net ki speed achi hogi hum market ki currennt value ko dekh kar osko follow kar skty hain es k ilwa yahi aghr hmari net speed slow hoti hai tu hum os main market ko achi trha se udate nahi kar skty hain jis se hmary sath yah hota hai k market kahen se kahen chli gai hoti hai jis se hum khud apni trdaing k liye confused ho jaty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main aghr acha reult hasil krna chahty hain tu hmari net ki speed fast honi chahye jo hmain time to time updates deta rahy market k according
          • #20 Collapse

            Re: forex trading kay liye net speed achi ho

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main market both fast movement karti ha to is k ley humary pass net ki speed bi ache honi chae ha ta k hum time pe trade open or close kar sakeny or hum acha profit hasil kar saken or loss sy bach sakeny ye tab he ho sakta ha jab humary pass PC ya laptop acha ho ga or net ki speed ache honi chae ha tab he ap juldi juldi trade open or close kar sakeny gy jis sy AP ko both profit ho sakta ha forex trading main successful hony k ley both hard work ki zarort ha jab tak ap learning ni karty Han to successfull ni ho sakty han so net ki speed k sath sath learning bi karny
            • #21 Collapse

              Re: forex trading kay liye net speed achi ho

              Forex market Puri dunya ke stock markets ka majmooa hay.Puri dunya ke economical,political,social halaat har lamha tabdeel hoty rehty hain. Is waja say forex market main boht tezi say movement hoti rehti hy. Apni trading ko accurate banany kay liye internet ke speed boht he achi honi chahye aur boht tez speed hony ky sath sath data ka volume bhi unlimited hona chahye kiyun ky trade open karna, close karna , pending order lagana aur buy limit , sell limit, buy stop, sell stop lagana aur un ke fori execution karna boht important hota hay aur yeh action sirf taiz tareen internet ke badolat he paya.e.takmeel tak pohnchty hain, otherwise disturbance paida ho jati hay.
              • #22 Collapse

                Re: forex trading kay liye net speed achi ho

                Ji ap nay bil kul perfect sawal kia kForex trading main kay liay net ki speed kitni honi chahiay? To is baray main arz hay k Forex trading kay liay net ki speed high na bhi to kam chal jata hay albata net ki speed ziada slow na ho kam az kam normal hona zarori hay aor is normal speed main tasalsal zarori hay speed brake honay ki soorat main trading bohat ziada mutasar ho sakti hay kun k Forex market ki movement har lamha change hoti rehti hay aor trader is movement ko dekh kar trade lagata hay Forex market main currency ki fluctuation har lamha change hoti rehti yehni currency ki value up down hoti rehti hay jis par ham nay trade open ya close karni hoti hay agar market ki movement kay mutabiq ham nay trade open karni thi jis say hamen yaqini profit hasil hona tha lekin ayen is waqat net disconnect ho gia aor ham trade open na kar sakay aor aglay lmhay net ki mojodgi ki soorat main open ki lekin us waqat trade open karna thake na tha to hamen trading main bohat bara loss ho sakta hay is liay net ki speed normal kay sath sath continue ho to ziada behtar hay wasay Forex trading kay liay net ki ziada speed bhi behtar hoti hay.
                • #23 Collapse

                  Re: forex trading kay liye net speed achi ho

                  yes dear forex work kay kay liye agar acha internet ho to behtar ha kiyonf kay is mein is mein ap trading kartay hein to trad foran close or order lag jaye kiyon kay forex ek aysa work ha jsi mein ek second bhe late apko market mein acha loss day sakta ha is liye bohat he zyada fast bhe internet nahi chaheye hota lekin kuch achi speed internet ki mtlb 4 mb internet kafi ha jis say ap achi forex trading mt4 ko use kar sakty hein or is mein achi earning kar sakty hein kiyon kay fast work karna or market mein short term trading mein order ko fast close karna hota ha is liye is mein ap agar mehnat kareen or achy internet kay sath daily bohat he acha profit earn kar sakty hein or kamyabi hasil kar skaty hein
                  • #24 Collapse

                    Re: forex trading kay liye net speed achi ho

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                    assalamualaikum dear!!
                    friends forex trading main markeet tezi sy moving krti hy is kiye hamain kisi time bhi profit ya loss a sakta hy mery khayal main net speed achi honi chahy ta k ham time py hi odre lagain or bar waqat oder closs kren

                    not .. apki raiy darkar hy??
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai aap ne ek bahut acchi baat share Ki Hai Aur Ek Aisi Baat Hai Jis Par Aksar log kabhi bhi focus nahi karte Aksar Log Kehte Hain ki abhi to Hamari trading ja rahi thi aur abhi Hamare trade loss Mein Jaane Lage uska reason slow net hi hota hai sometimes aisa hota hai ki Hamein Hamara Net slow hone ki vajah se Sahi perform nahin kar raha Hota aur Market ki movement bahut Teji se ho rahi hoti hai lekin net is slow hone ki vajah se Hamein speed ka Sahi andaza Nahin hota agar Forex main kaam kar rahe hain to Forex Mein acche se saaf karne ke liye Hamare net ki speed car best Hona bahut jyada Jaroori hai so that ham I'm a same time par apni trade ko dekh sake same time par market movement ko dekh sake Shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: forex trading kay liye net speed achi ho

                      Forex trading kay liye trader kay pas acha internet speed hona boht zarori hay. que kay trader kay liye forex market say aur broker kay trading software say connect kerna perta hay. que kay trading kay doran jab chart main fast move hot hay to trader kay liye trade lagana mushkil hoti hay. jesay hi net slow ho ga trader kay pas kuch aur price show ho rahi ho ti hay aur actucal price market main kuch aur hoti hay. is liye fast move kay doran trade nahi lagti. is liye jab internet tez ho ga to jo price market main ho gi wohi price trader kay pas show ho rahi ho gi aur wo jaldi say apna order market main place ker sakta hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X