Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Sor g tp to khud bhi ki ja sagti hy lekin loss jub ata hy banda out of control hota hy is liye sl lazmi hy khud sy lot cut ho jaye account wash na ho kiyon k bad mein kam loss recover kiya ja sagta hy lekin account wash ho jaye to kuch ni kiya ja sagta is liye sl lazmi hy sl dekh kar lgaein jahan sport ho wahan sy thora down sl lgaya jaye taky agar touch kar k wapas jaye to hmari lot cut na ho chuki ho sl lazmi hy tp chahy lgao ya na lgao
    Removed by moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Take profit laganeki Apna important hota hai aur take loss karne ki Apni Apni Jagah par importance hai kis cheez Se Zyada advantage lena hai kis cheez par follow kar sakte hain isme apke working kaise increase ho sakti hai aap ko sabse Pehle learning karne ke liye Jyada stronge level hona chahiye Information Officer increase hona chahiye Yahan Par
      • #18 Collapse

        Risk reward ratio mein sab se bara role take profit aur stop loss ka hota ha, is liye stop loss aur take profit dono set karnay zaruri hotay hain. Stop loss aik stopper ki tarhan kam karta ha, kay jab market unexpectedly tradee kay against move karay, to kisi aik point (stop loss) par wo trade close ho jati ha. Agar stop loss na ho to trade loss mein hi chalti rahay gi, until account khali ho jaye. Isi tarhan take profit bhi zaruri ha because market hamesha profit wali direction mein move nahi karti, reverse bhi hoti ha aur agar take profit nahi hoga to profit kam hona start ho jaye ga and even loss mein bhi convert ho sakta ha.
        • #19 Collapse

          Working karne ke liye booth level score generate kar sakte hain aap Yaha par take profit bhi Laga sakte hain aap Yahan Par working karne ke liye take your SBI Laga sakte hain yaha par depend karta hai kya aap ke paas investment kitni hai agar Apke Pas investments jyada hai toh aap easily aap ke saath kaam kar sakte hain aur kisi bhi kasam se aap save Reh sakte hai aur aapke skills generate ho sakti hai
          • #20 Collapse

            Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

            agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna ho ga hamy ache amount invest karne ho ge or hamy mahnet karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex mai take profit hamara safegurad hain hamy isy zaror use karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
            • #21 Collapse

              Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

              Dear trading ke doran take profit and stop loss ek barha eham role ada karte hain and unke andar wo shamta hai ke wo humari trades ko profit mein le jaati hai and bhaari barkam nuksan se surakshit karti hain to hum logo ko chaye ke hum koshish karke trades mein stop loss and take profit order ko zaroor use karen jab bhi hum trades order lagate hain to and humari agar loss ke taraf disha bhatkna shuru kardeti hai stop loss automatically us trade ko close kar deta hai jis se ye hoga hum logo ko profit to koi nahi milta hai but loss bhi nahi hoga trade udhr hi close hojayegi same ye take profit mein kaam karta hai jese trending entry point pe trade pochti hai to take profit se turanat hum logo ko profit mil jata hai.
              • #22 Collapse

                Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                Assalam o alaikum dear members.Umeed hai ap sub bohat achay honagay.Dear aap nay bohat acha or technical sawaal poocha hai jiss ka traders ko sahi tarah sey istamaal pata nahi hota or bohat say traders stop loss or take profit kay tools ko istamaal nahi kertay ya istamaal kernay waley bhi hichkichatay rehtay hain.Mai aap ko zara detail sey samjhanay ki koshish kerta hu takay ziada behtar tareekay sey samjha sakuu.

                Stop Loss

                Stop loss forex trading mai loss ko rooknay kay liye istamaal hota hai.Asaan alfaaz mai agar aap ki trade loss mai jaa rahi hai or aap usay watch bhi nahi ker rahey takay close ker sakey to phir aap ko stop loss zaroor use kerna chaiye.Stop loss waha use karey jaha aap ko 1% bhi yaqeen ho kay aap ka pair dobara reverse keray ga.Matlab aap nay market watch or analysis kay baad gold ki sell mai trade lagai but 1% kahi pay news hai kay ye buy mai chala jaey ga to aap ko stop loss zaroor set ker laina chaiye takay agar change aey to loss kamm sey kamm ho.

                Take Profit

                Take profit forex trading mai Apnay minimum profit ko bhi secure kernay kay liye use honay wala tool hai.Aap nay gold ki buy mai trade open ki hai or aap ko 1% bhi kahi sey koi news mili hui hai kay ye dobara trend change karey ga to take profit zaroor lagaey takay aap ka minimum profit tou secure ho kay aap ko mil jaey.

                Take profit or stop loss ka aap kay account balance kay saath direct taaluq hai.Agar aap kay paas margin or equity strong hai to inn ka usey nahi bhi karey tou long ter trading kernay waley traders ziada successful hotay hain
                • #23 Collapse

                  Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                  Forex trading business mein stop loss aur take profit do ehm option hy aur forex trading business mein stop loss ki apni ehmyeet hy aur take profit ki apni ehmyeet hy aur forex trading business mein stop loss is liye lagya jata hy k agr hum see forex trading business ki market ko samjh nhi saktay aur analysis galt ho jatay Han aur trade loss mein jati hy aur loss hota hy tu stop loss ho ga tu ap ko ziada loss nhi hota aur account wash hone se Bach sakta hy aur agr stop loss nhi ho ga tu account wash ho sakta hy aur take profit is liye zaroori hy k agr apni trade mein take profit ho ga tu ap ki trade us point par close ho jati hy js point par take profit ho ga aur agr take profit nhi ho ga tu market move karti hy aur ap ko profit ho kar loss ho sakta hy is liye apni trade mein stop loss aur take profit lazmi lagana cahaiye stop loss se ap buht ziada loss se bach saktay han aur take profit se profit earn kar saktay han aur New trader ko apni har trade mein stop loss aur take profit ko laga kar trading karni cahaiye is se wo long time trading kar saktay han
                  • #24 Collapse

                    Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                    Asalam o alikum friends stop loss or take profit donu ki apni apni importance ha stop loss apna Kam karta ha or take profit apna kam karta ha is ley donu ko nazar andaz Ni kar sakty han
                    Stop Loss
                    Stop Loss sy hum apni marzi sy set kar sakty han Jo humary analysis k mutabiq fit jaga ho means jtny pips safe hon jin sy humy loss bi ziada na ho or humara stop loss hit b na ho
                    Take Profit
                    Take profit humy apny analysis k baad lagana chae ha jis k mutabiq humy acha profit hasil ho or us main ziada risk bi na ho k value humary take profit sy pehly wapis aa jay or stop loss ko hit kar jay is ley apny analysis karny k baad tohra pehly take profit laga lan tak risk na ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                      Dear Sir ! mery Khiyal se Ziyada Zaroori Stop Loss hy Q K Stop loss hmary account Ko Save Rakhta hy.Markeet kisi b wakt Pagal bho sakti hy is ley Stop loss Buhut Zaroori hy aur Dusri baat ye k hmara order wrong b hoskta hy to ager hmara Stoploss ni hota to hum wait krty rehty hain For Example hmara order Ghalt ho gia hum ko 10$ ka loss ho raha hy hum ye soch kr close ni krty k abhi Wapis Move hoga ya hum ye sochty hain .k Chalo jb 0 P aay ga to close kr dain gy wo 15$ k loss p chala jata hy abhi hum wait main hain wo 20$ 25$ 30$ Even Hmara Accpount Wash ho jata hy .aur ager hum ne stop loss legaya hota hy to hum apny anlyise ko daikty hain k Ye Profit me Jay ga aur ager Loss main chala b jay to 10$ ya 15$ p Order Close ho jay ga .Stop Loss k sath sath TP P legana achi baat hy Jb HUm Tp b Lega let hain to humain Dimaghi tor p Skoon Mehsoos hota hy ..k ya to 15$ le jay ga aur Ya phir 40$ 45$ dy k Jay ga Sakoon is ley hota hy K Account k Wash Hony ka koi Khatra ni hota..
                      • #26 Collapse

                        Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                        Forex trading main traders yeh dono tools apni trading kay doran apnay trading avvount main set kartay hain dono ki importance hay stop loss ko is liay ziada importance hay k is say trader loss ko control kar sakta hay aor is say usy utna hi loss hota hay jitna woh bardashat kar sakta hay aor jitna woh recover kar sakta hay take profit and stop loss ki detail kuch yoon hay.
                        1: Take Profit
                        Take profit main yoon hota hay k traders trading kay doran apnay account main profit ka margin pehlay say set kar data hay jis say jaisay hi base currency ki price value increase hoti hain aor trader kay set kiay howay margin ko touch kari hain to trade automatically close ho jati hay aor profit trader kay account main deposit ho jata hay is say hamara profit save ho jata hay aor aglay lamhay market down honay ki soorat main loss nahi hota.

                        Click image for larger version

Name:	Take Profit -4.jpg
Views:	6
Size:	177.8 کلوبائٹ
ID:	12322806

                        2: Stop loss
                        Take profit ki taran stop loss main bhi trader pehlay say hi apnay account main trade laganay kay bad loss kay margin ko set kar data hay jis say yon hota hay k jab market price down ho kar set kiay howay margin point ko touch karti hay to trade khud ba khud close ho jati hay aor hamara account mazeed loss main ja kar wash honay say bach jata hay ziada tar traders stop loss ko hi set kartay hain.

                        Click image for larger version

Name:	STOP LOSS-2.jpg
Views:	7
Size:	173.7 کلوبائٹ
ID:	12322807
                        • #27 Collapse

                          Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          dear take profit aur stop loss esy tools hey jes ko me samjta hon key agar traders apni trading me es ko use nahi karty to wo apna hi nuksan karty hey, take profit lagany ka faida profit ko manage karna hota hay aur stop loss hamary account ko zeyda loss nahi hony deta, me agar trading karta hon to kesi 1 tool use karny par depend nahi karta meri koshish hoti hay key me take profit key sath stop loss ko be laga don es se profit be control ho jata hay aur loss management be ho jati hay aur account wash nahi ho saky ga.
                          Assalamu Alaikum take profit or stop loss trading tools hi Jisko Main samajhti Hun ki agar traders Apne trade Mein use Nahin Karte Hain Nahin Karte Hain To vah apna hi nuksan Karte Hain take profit lagane ka fayda profit ko manage karna Hota Hai aur stop loss Hamare account ko Jyada loss Nahin hone deta Main Agar trading Karti Hun To Kisi Ek tool ko use karne per depend nahin karti Meri koshish hoti hai ki main check profit ke sath stop loss ko bhi e Laga Dun isase profit bhi control ho jata hai aur loss management Bhi Ho Jaati Hai Aur account varsh Nahin Hota Shukriya
                          • #28 Collapse

                            Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                            Take profit and stop loss
                            Pyare dosto take profit and stop loss bahut hi important tools trading mein, Inki madad se a aap Kisi bade nuksan se Bach sakte hain aur aur ek handsome profit bhi gain kar sakte hain. Basically e ine donon tools ka purpose Tamam senior aur Junior traders ko pata hai Magar in tool ka istemal Sahi Waqt per karna aur Sahi Simat Mein karna Ek Mushkil Amal hai. Aap koshish karen Jab Bhi aap sell ya buy Karen to is Baat Ka Khyal rakhen ki market oversold Ho yah overbought. Aur right direction mein 50 To 100 pips ka take profit Laga De aur isi Tariika se stop loss bhi send kar den Magar ek baat Ka Khyal rakhen ke stop loss market price se a Jyada Kareeb Nahin Hona chahie otherwise aapko nuksan ka khasha hoga
                            • #29 Collapse

                              Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                              Take profit aur stop loss lagany ki agar bat ki jaye to stop loss order me lagana etna hi zarori hay jetna key stop loss lagana zarori hota hay, take profit use na kar key ham kabi be achi trading nahi kar sakty aur na hi conform profit earn karny me kamyab ho sakty hey esi tarha stop loss tool be hay jes ko use na karny ki ghalti hamy bahot zeyda loss order me ho sakta hay, agar stop loss na lagaya jaye to hamy loss ketna ho sakta hay ham es ka andaza nahi laga sakty hey, stop loss agar laga dia jaye to ham es pressure se bach sakty hey key hamara account washed ho jaye ga, traders key ley take profit aur stop loss kesi opportunities se kam nahi hoti.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Take profit lagana zaida zaroori hai ya Stop loss?

                                Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai aur ismein hundred percent theek Kaha aapane Kyon Ki Forex mein agar aap accha profit Chahte Hain To jaruri hai ismein Aaye aap take profit or stop loss ke sath trading Karen hi aap ismein bahut hi acchi earning kar sakte hain aur aap loss se bach lete hain aur ismein aap Kamyab Businessman Ban sakte hain aur ismein profit aapki life change kar sakta hai stop loss or take profit se yah hota hai ki kabhi aap market ke sath touch Nahin ho to bhi aapki trading auto profit ke sath close Ho Jaati Hai Aur zaida loss Na Ho Nahin Hota aur ham Ek bada loss hone se bacha sakte hain isliye take profit aur stop loss donon bahut ahm chizein hain Hamen inke Sath trading Karni chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X