beginner ki trading strategies kia honi chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    beginner ki trading strategies kia honi chaye?
    assalamualaikum dear member Beginner ko chahiye k sabse Pehle apni Hi 1 planning Kare jitni acchi planning Hogi uthna Hi Unka working level Hoga Aur Woh Mazeed Aur Bhi Jyada earning kar sakty hain Agar wo kaam karne mein sports aur uske sath sath resistance Pehli Nazar Rakhna working standard achha wala marriage ho sakta hai kaam karne mein help ho sakti hai yahan se achi guideline Ko Mil sakti hai

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Beginner traders ki trading strategies ki bat ki jaye to esy traders ki ye learning stage hoti hay esy traders ko earning karny key ley koi strategies use nahi karni chaye, Beginner traders ki strategy trading practice ki honi chaye aur esy traders ko ye koshish karni chaye key wo acha knowledge hasil kary aur trading ki practice par zoor de, traders ki learning stage bahot hi zeyda critical hoti hay esy traders ko kamyabi key sath es stage ko complete karna chaye es stage me kesi kisam ki koi missing ya ghalti nahi karni chaye.
    • #3 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayl my new log forex ma ma training krny sy phly planning krni Chaya or in logo ko chaya ky wo log is ma kamyab hiny ky leya zayada still Zayada mhant kre phir hi wo log is ma kamyab ho skty ha
      • #4 Collapse

        Forex As A Beginner
        Forex main koi bhe new banda join hota hai to uski sab say pehly strategy ye honi chahey kay wo ess kaam ko seekhy aur jo kuch seekhy wo demo account par saath saath practice bhe kary. Demo Account new aany waly bandyy kay liey sab say acha madad gaar sabit hota hai. Demo Account par aap apney analysis kar kay trades laga kar unka result check kar sakty hain aur es kay sath sath dosri cheez ye kay aap koi indicator follow karna chahty hain to uska bhe signal ap demo account par test karin aur ye practice kam az kam 3 say 4 month aazmaain aur phir aap real account par trading start karin. Real Account par trading kay liey apny pass trading plan written ma rakhin aur sakhti say us plan par amal karin. Jitna zaida ho saky apne jazbaat par kabu paany ke koshsih karin. Aur in sha Allah aap aek achy trader bann jain gy.
        • #5 Collapse

          sallam dosto kia hall hain app ka . forex trading main new logo ko chaye k pehly forex trading k demo account si start le or demo account par on logo ko chaye k Moving avrage or parablic saar jisi streategy par kaam karna chaye jiss si on logo ko achi experince and knowladge mil jaye ga
          • #6 Collapse

            Dear jaisy ap ne baat k hai k ais market mai jo begginer hai aun ko ais mai kaisy kaam karna chaye to dear mai to ye kehta hun k jo bhi new log hai wo ais mai kaam ko achy se sekh ley aor aus k baad aunhon ne jitna sekha hai aus ko aik dafa demo par try kary aram sakoon se jab aun ko ye samjh aa jaye k ais market mai se wo paisa kama sakty hai to wo ais mai kaam start kar sakty hai kun k ais mai ye hai k hum ne yaha se paisa kamana hai ais mai ye ni hai k hum ne ais mai loss karna hai ais liay hum ko kaam achy se sekh k karna hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai mehnat karni parti hai tab ja k hum ais market mai kamyab hoty hai waisy to loss hi kary gay agar aisy hi kaam karty hai.
            • #7 Collapse

              new members ky leay important steps for starting new trading business.
              1. apko basic knowledge hasil krna chye daily forum ma ain knowledge gain kren skills strategies planning risk factors emotional control avoid greed confidence sub chezen leqrn kren
              2. demo account ma practical work kren indicators ka use sekhen
              3. bonus account py money management aor trading management sekhen
              4. market ka technical analysis krna sekhen support resistance market ky patterns strong buying selling areas bull power bewr power ka pta lgain
              5. volume data market liquidity ka maloom krna sekhen
              • #8 Collapse

                Beginners Johar working karne ke liye Aate Hai unke Paas Koi information nahi hoti hai unke pass capital hota hai unke pass experience hota hai unke pass knowledge hota hai in SAB logo ko learning Karne Ki Zaroorat Hoti Hai Jab learning kar lete hain Humko Pata Lagana Zaroori Hota Hai ki aap ko kaise kam Kare long time kam karne ke liye sabse important hoti hai
                • #9 Collapse

                  Forex trading mein beginners ko sab se ziyada loss ka kahtra hota ha aur sab se ziyada beginners hi forex trading ko quit kartay hain. Beginners chun kay ibtidai marhalay mein hotay hain trading kay, to beginners kay liye sab se best option Demo account ha. Demo account ko bohot undervalue kiya jata ha lekin haqeeqat mein trading skills ka sab se acha source demo account hi ha. Beginners ko demo account mein aisi conditions se trading karni chahiye jo wo real account mein use karain gy, like equity, leverage, lot size, tab ja kay real account wali trading skills develop hongi.
                  • #10 Collapse

                    Beginner traders kay liye best yahi hai ke jab woh real account mai trading start Karin tu in kay mind mai profit earning nai hona chaiye balky forex market mai survival ke soch honi chaiye.

                    new trader jitna ziada achy traqay say survive Karin gaay in ke trading ke learning b iss hisab say behtar hoge . new trader apni pehli investment ko kuch arsa market mai survive kar lain tu baad mai in ko preshani kam hoti hai .

                    new trader kay liye best trading strategy yahi hai ke woh small target mai trading karin , try karin ke trend kay sath sath he trading karin aur bohot he achi aur proper money management kay sath he trading Karin tu inko trading mai kamyabi mil sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Beginners ki trading hoti hai kya beginners kholo level hota hai woh Yahan Par technical analysis ka nahi pata economics jaata ka nahi pata hota hai economics calendar ka pata nahi hota hai market direction ka pata nahi hota hai phir kaam nahi kar sakte hain woh market main bhool gaya tha tabhi earning kar Sakenge Jab Kisi teacher ki taraf se help Mil Jaye
                      • #12 Collapse

                        Beginners ko direct real account main trading se avoid kerna chahiye. pehle iss kaam ko learn kerna chahiye, sath sath demo account main practice kerni chahiye. kam se kam 2 month demo account main practice kerne ke baad real account main trading start kerni chahiye. aour sab se zaroori baat greed is avoid kerain. small transactions lagain. short targets set kerain to loss ke chances bohat kam hote hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                          agar hum forex mai new hain to hamy ache strategy bana kar isy pahly demo account mai test karna chahet agar yai profitable ho to hamy isy real account mai lagana chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                            forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache strategy bana kar isy use kar ky kam karna chahey pheer he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kr ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time table ban kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai aagr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or unique business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                              Asalam o alikum friend ap n both acha question kea ha forex trading main new traders ko chae ha pehly demo account main practice karny knowledge or experience hasil karan or demo account main apni strategy apply karny or Kam sy Kam 3 mah tak practice karny jab ap k pass knowledge or experience acha ziada ho or ap samjny k ab real account main trading kar saken gy to phr ap apny real account main trading karny or real account main bi proper money management or risk free trading karny ta k ap ko loss na ho or ap easily successful hon or ziada sy ziada profit earn kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X