Long term trading short term trading say kesy behtar hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

    bhai jan forex trading main boht se log trading karty hain or sub he trading k liye wo method use karty hain jis main un ka expiernce hota hai main ny boht se logon ko short ternm main trading karty dekha hai jub k boht se log long term main exprt hoty hain tu mera yah manna hai k forerx main koi bhi trading method fail nahi hai yah hmra apna use hota hai jis ko hum zyda best use kar lety hain wohi hmain acha profit de deta hai or hum osi ko he bakun ko karny ka mashwra de dety hain jub k mera khyal yah hai k jo new mambers hain wo short term trading ko prefer karty hain jub k sinors tradors long ko prefer karty hain jo jis main zyda acha kam krta hai osi ko e sahi kahta hai or hona bhi yahi chahye q k jo insan ko khud sahi lgta hai wohi osko use bhi krna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main long term trading or short term trading hoti ha long term trading main hum small risk k sath long wait karty Han achy profit ka jab tak humy acha profit Ni hota ha wait karty han k acha profit ho jay is main hum log small lots use karty han or stop loss take profit use karty han proper money management k sath trading karty han
      Jab k short term trading main hum log bari lots use karty han ya aik waqat main both sari trade open karty han k kam waqat main ziada profit hasil ho jay is main hum log risk bi ziada laty han k juldi juldi humy ziada profit ho jay isi he waja sy baz dafa humy loss bi ho jata ha is ley sab log long term trading ko pasand karty han
      • #18 Collapse

        Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

        mery brother forex main trades chahy app long term kreain ya short term dono he profitable hain us main app ki planning pay depend hai k kese ki hai app ki strategy kia hai pher he jab app trade kerain gay to pher us main app ko ache trades intraday main milain gay our jo app monthly ya weekly setup main diekho gaqy to lambay setup mailian gay jin k oper app choit lot say trade ker k us say acha profit ghar bethy araam say bana sagttay hain
        • #19 Collapse

          Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

          Dear Mere Khayal Se Aisa bilkul sahi Nahin Hai unke long term trading Apni Jagah par dost hai aur short term trading Apni Jagah par Dost Hai long term trading se aap kuch month Mein achha profit Hasil kar sakte hain short term a aap daily profit Hasil kar sakte hain short t e r m Mein ya Hota Hai aap Delhi Apna profit Utha lete hain lekin long-term Aisi trading Hai jis mein aap ko ek bhi 1 month lag sakta hai isliye Mere Khayal Se short-term Jyada best trading hai jisse aap accha experience bhi Hasil kar sakte hain aur achi earning bhi kar sakte hain aur iske sath sath aap ko ek long term trading Lakhani chahi matlab Ek trade long-term ki bhi honi chahie Taka aapko donon Tarah Se Achha profit Hasil ho sake
          • #20 Collapse

            Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

            Darasal jab tak app api psychology say lalauch ko nahe niklain gay tab tak us main app ache earning nahe ker pain gay oru app ko short our long trade main defferance ki kabhe bhe samjh nahe aey gee koin k short trade mean app aik din main yaeda earn kernay ki koshsh ker rahy hain ya pher app scalping ker k aik din main rich hona chahty hian to tak app ko us main greed ka samnan ho ga our jab app long trade k leay analysis kerty hain to its mean app choti lot istimaal kernay say ap ko profit may be itna he milay par app ki earning safe ho gee our app ache eanring pher her dfa ker pao gay our kamyaab hooo gay
            • #21 Collapse

              Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

              Forex trading business aik mustaqil or musalsal chalnay wala business hai jiss mai munafa or nuqsaan saath saath chalta hai. Senior or expert traders long term trading ko short term trading pay iss liye tarjeeh daitay hai kay uss mai munafa ki ratio hamesha short term trading say ziada he hoti hai.Short term trading kernay waley traders ka balance aisa nahi hota jo trade ko ziada time tak support ker sakey magar jin traders ka account balance strong or ziada hota hai wo hamesha long term trading ko support kertay hai takay ziada or confirm munafa he haasil kia ja sakey.Short or long term trading mai dusra farq trades ki tadad ka hai agar ziada trades open ki jaey to ovrall margin or profit ratio long term trading mai ziada he ban jaati hai
              • #22 Collapse

                Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Agar ham short term trading main munafa dekhty hain to us kay hisaab say long term trading main munafa kam hona ha. Kun kay short term trading ma ham kafi saari trades kar lety hain. Magar phir bhe ye kun kaha jaata ha k long term trading behtar ha?
                Assalamu Alaikum Forex trading main Rohit ki trading Hoti Hai Ek short term aur ek long term pahle mai aap ko short-term ke bare mein batata hoon Kishore term trading new members ke liye bahut jyada acchi hai Kyunki is main Jyada risk involved Nahin Hota simply aap 5se $10 ka profit uthate hain aur apni trade ko cross kar dete Hain Jo ki sirf thodi der ke liye hoti hai ek ghanta ya FIR kuch minute ke liye long term trading senior member ke liye Jyada acchi hai Chun ke Unhe achha knowledge Hota Hai Jiski wajah se hua apni trade ko Jyada der tak open Rahane de sakte hain aur new joiners ko Kabhi Bhi Apne trade ko Jyada Lambe time tak open Nahin Rakhna chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Agar ham short term trading main munafa dekhty hain to us kay hisaab say long term trading main munafa kam hona ha. Kun kay short term trading ma ham kafi saari trades kar lety hain. Magar phir bhe ye kun kaha jaata ha k long term trading behtar ha?
                  Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum long term trading kar sakty han or short term bi new trader jo han uny chae ha k uny market ka pata ni hota ha is ley uny jahan sy tohra tohra profit ho la lana chae ha jab k jo experr traders han jo proper planning or strategy k sath trading karty han or achy analysis kar k ache trading karty han is ley phr analysis k mutabiq he trading karty han or long term trading karty han or chart ko dakh k ache trading karty han or is sy maximum profit hasil kar sakty han par new trader itna hold ni karty han juldbazi lalich ki waja sy wo kehty han juldi juldi profit ho or hum kamyab ho sakeny
                  • #24 Collapse

                    Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

                    dear yeh aik simple ki misaal hay k ham jitna chotta kaam ya business karaingay hamko us say earning bhi kam milay ge aur ziada say ziada har wakt riskbhi rahayga same isi tarha say forex markeet main short term trading ka kaam hay hamko aisi trading say jaldi earning milty hay aur jaldi he lose bhi milta hay hamko har wakt trading chart ko daikhna hoga aur agar ham long term ki trading krtay hain to hamko aik baar achay tareekay say analsys krna hota hay phir usk baad agar ham haftay baad bhi aik baar chart ko daikh laitay hain to uska hamko koi harj nai hota hay aur long term main aik baar tp lag janay say hamko pooray month ki earning aik he trade main mil jaaty hay isi liye scalping ki nisbat say hamko long term ki trading ziada achi hay aur ziada faida daity hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Long term trading short term trading say kesy behtar hai?

                      Long term trading short term sy behtr hy un logon k liye jin k account mn boht zyada balance ho. Shoer term wo log trade lgaty hain jo k kam balance rakhty hain ta k unka account wash na ho. Qn k agr market ki move reverse ho to kam balance walon ka account khali hojata hy to wo is liye shory khelty k jab loos ho to foran trade close kr lety hain. Jin k pas boht zyada balance ho to market jidher marzi move kry wo auto py up bhi hogi jab resistance hogi to wo sell kr k 100 percent profit lety hain. Mgr itna balance har shaksh k pas hota ni .
                      is liye hmen agr long term trade lgani to lot size jitna ho saky kam sy kam lgaen ta k account wash na ho isko mony management bhi kehty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X