withdrw hum bank me bhi kr sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    withdrw hum bank me bhi kr sakty hain
    my dear sir mery sawal ye hai aj ap se kiya withdrw hum pakistan me kisi bank me ager humra aocnut ho to us me hum withdrw kr saktuy hain ye skrill me to hum waisy withdrw ly sakty hain or me ye chahta hon k mujy mery bank aconut withdrw mila kry insta forex se kiya ye mumkin ha bank me withdrw lena,,,,,,,,,,
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    assalamualaikum umeed krta hun ap kheriyat sy hun gy!!
    g bahibilkul ham skrill paymnt process main ap apny bank account ko attch kar skaty hain or bank wire ka zariye apni paymnt recive or send bhi kar sakty hain or skrill main ap debit card ka zarye bhi apni paymnt ko direct atm ka zarye bhi app withdraw karwa sakty ho or usky liye apko koi zaida hard bhi nahi hay
    • #3 Collapse

      G brother ager ap yeh chatay hain ke app ko withdraw apny account mai milay tu app withdraw kay liye bank trafer / bank wire type kay option hain in ko select kar kay withdrawal apny bank mai b hasil kar sakty hain . lakin iss mai shaid instaforex ke traf say limits hain aur app ka withdraw amount 50 dollars say oper hona lazmi hai tab he woh bank mai transfer ho saky ge.

      Iss ka b yahi solution hai ke app pehlay apna withdraw skrill mai kar lain aur phir yehi amount apny debt card mai transfer kar lain tu woh ziada asan rahay ga aur app transfer karny mai kafi asni b rahy ge. Aur 50 dollars kay pora honay ka wiat b nai karna parhy ga.
      • #4 Collapse

        My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khaya ma him log apna profit bank ma bi withdrawal krwa skty ha kau ky withdrawal waly option ma bank ka bi option ha Jo ky ek acha ha him log directly bank ma bi withdrawal lae skty ha
        • #5 Collapse

          Bank Main Withdraw

          Bahi aap shyed pehly bhe withdraw skrill ma ya kise aur payment method ma ly chuky hon gy. Aur agar aap nay withdraw lagaty wakat agar ghor kia ho to wahan option hota hai withdraw in bank ka. Agar aap uss option par click karty hain to aap kay samney details aay ge jis main aapko requirements kay baary main btaya jaay ga kay bank ma withdraw kay liey kia kia karna parta hai. Aur jab aap wo saari cheezin us form kay lehaaz say provide kar dain gay to us kay baad aapka withdraw Ap kay bank account main transfer ho jaay ga. Lekin sirf ye baat ka dhiyaan rakhin kay bank main withdraw aam payment method say thora zaida wakt leta hai. Lekin agar aapne saari information provide ki hoge to apka withdraw process ho jaay ga.
          • #6 Collapse

            Dear my frind Forex trading online busniess hai es main aap asani ky sath Bank main deposit our withdraw karwa sakty hai our jab sy skrill aia hai tab sy to boht asan ho gia hai bank sy money withraw karwa us ky liy zaroori hai ky aap ky pass skrill ka verify account ho
            • #7 Collapse

              G han bilkul forex se profit ko withdrawal karny key many different ways hey ham direct apny local bank me be withdraw kar sakty hey aur skrill account ya payco me be withdraw kar sakty hey, withdrawal ka jo method traders ko easy lagta hay ko esi method ko use kar key profit ko withdrawal karna chaye, profit ko withdrawal karny se pehly 1 bat ko mind me rakna chaye key withdrawal requrst send karny se pehly withdrawal method key charges fees ka knowledge hona zarori hay, kesi method me charging fees bahot zeyda be ho sakti hay aur me ne ye analysis kia hay key agar ham direct local bank me agar ham profit ko withdraw karen gey to es ki charging fees bahot hi zeyda ho sakti hay.
              • #8 Collapse

                bhai jan forum ky bonus account ky rules ko follow krna chye apko maloom hina chye ky bonus account py jo ap ny pehli dafa withdrawal method use kr lea ho whi har dafa apko use krna hota hai yeh bonus account ka rule hai aor apko rule must follow krny hoty hai anti fruad department bahot active hota hai jub bhi ap koi rule ko khilaf kam krty ho to apka account foran block kr dia jata hai lehaza apko rules py sakhti sy amal krna chye ta ky apki mehnat zaya na ho trading account aik dafa block ho jay to wo kabi bhi phr active nhi hota hai forex trading ky rules easy hain lkn amal krna bht zarori hai
                • #9 Collapse

                  G ha dear jaisy ap ne baat ki hai k agar hum insta par kaam karty hai aor hum ko aus par profit ho jata hai to hum aus ko bank mai withdraw karwa sakty hai ya nai aus mai ye hai k hum agar real account banaty hai aor hum ne aus mai investment apny bank se ki to aus mai bahot hi asani se hum paisy nikalwa sakty hai aor agar hum ne investment skrill se ki hai aor hum ye chaty hai k hum withdraw bank mai ley to aus k liay ye zarori hai k insta par jo account hai aor bank mai jo account hai wo dono hi same name se ho aus par withdraw asani se aa jata hai waisy to agar ap ka naam change ho to aus par withdraw ni aata ais liay agar ap ne ais mai kaam karna hai to ap ko aus mai skrill wagera par withdraw jaldi mil jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: withdrw hum bank me bhi kr sakty hain

                    forex mai hum kam karty hain to hamy ache earning milte hain hum bank sy with draw ly sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe lalach kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: withdrw hum bank me bhi kr sakty hain

                      Instaforex ki taraf say withdraw aur deposits kay liye bohat say option mojud hain. Instaforex ki taraf say Bank withdraw aik bohat acha option hai Agar iss pay ghour kia jaey tou samajh nai aati hai kay bank withdraw aur instaforex say skrill mai withdraw aur phir skrill say jazz cash mai withdraw aur jazz cash say again bank mai transfer ki bajaey agar directly he apnay bank mai apna withdraw Lia jaey tou bohat faida hai jiss mai time bhi Kamm lagta hai fees aur charges bhi Kamm lagtay hain aur pareshani bhi Kamm hoti hain. Forex trading ki sub say achi baat aur jiss baat ki wajah say iss business ko international online businesses mai sub say ziada ehmiat haasil hai woh iss kay payment methods aur processing system he hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay instaforex aik aisa broker hai jiss mai bonus account say trading kertay huay direct bank mai withdraw lainay mai koi masla nahi hai. Laikin Agar personal investment account say apni investment say trading karengay tou pehlay bank say deposit bhi laazmi hota hai phir he bank mai withdraw Lia jaa sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: withdrw hum bank me bhi kr sakty hain

                        G han dear instaforex account se profit ka withdraw apni marzi se agar direct bank me traders lena chahty hey to ye be sab se best withdrawal method hay, Instaforex ye allow karta hay key bank me profit ko easily withdraw kia ja saky, ye sab se mehfooz aur acha method hay, Forex business ko join karny ki planing ki jaye to es me traders ko ye be dekna chaye key money deposit aur withdraw ka process kia hay aur instaforex kon kon se payment method ko 100% support karta hay, bank wire withdraw be bahot se traders select karty hey aur skrill method be bahot zeyada popular hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X