What is trailing stop????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is trailing stop????????
    My dear friends ma AP sub logo sy ya pouchna chata ho ky trailing stop Kaya Hota ha koi Bhai mj ko bta skta ha is ky bary ma ????????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trailing Stop Kya hay?

    Trailing stop wo Stop Loss hai jo kay ham wakt aur market ke movement kay sath sath tabdeel karty rehty hain aur es ka maksad apni trades ko mehfooz bnaana hota hai. Trailing stop loss ka istemaal esy hai kay pehly aap trade open karty hain aur phir us par TP aur SL set kar dety hain. Jab matket aap kay hak ma aa jaati hai to aap wo stop loss thora up shift kar dety hain. Es tarha aapko loss kam hota ha ya loss bilkul nahi hota aur apki trade safe rehti hai.
    Exapmle:
    Agar aapne EURUSD kay pair par trade lagai hai aur uska Tp aapne 500 pips aur Sl apne 200 pips rakha hai. Ab farz karein aapne 1.1600 sy buy ke the aur abi market 1.1800 par hai. Aur pehly aapne Stop loss 1.1500 par rakha hua tha to aap ab wohi stop loss 1.1700 par lay aain gay aur es tarha aapki trade safe ho jaay ge aur esko ham trailing stop loss kehty hain.
    • #3 Collapse

      Dear traling stop mean stop of trading ka apni trade ko stop karian loss pr ya profit pr trading stop ak important part hai trading ka aksar hum log stop loss or take profit use nahi krta is lia hum har wakat market pr nazar rakhta hain hai ka market loss da rahi hai ya profit da rai hai is lia hum khud s dahk kr trade stop kr karta hain jab dahkta hain loss zyada hona ka chances hain tu hum trade ko stop krta hain or agr hum profit la laya hain or dahka hain market ab trend cha ge krna lagi hai tu profit kam ho sakta hai ya loss bi ho sakta ha is lia hum khud s jaldi s trade ko close kr lata hain or pr profit ko withdrawal karwata hain ya stop trading ka accha or best point pr khud s trading ko close krna ta ka profit ot loss control ho sakka
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
        My dear friends ma AP sub logo sy ya pouchna chata ho ky trailing stop Kaya Hota ha koi Bhai mj ko bta skta ha is ky bary ma ????????
        Bhai jan apni trade aur account ki safty k lie trailing stop lagaya jata hy js sy agar hamari trade hamain koi nuqsaan b dy to hamain faida e ho hamara order profit mai e katy means ap ny apna order 1203 sy laga kar gold mai 1202.5 par stop loss lagaya apko profit hony laga to aap aona sl utha kar 1204.5 par ly gye is ko hum trailing stop loss kehty hain
        • #5 Collapse

          Dear traling stop ki baat kary to ye aik bahot hi acha tool hai jis ki madad se hum agar market mai kaam kar rahy hai aor hum ko ais mai agar profit ho raha ho to hum aus k sath trailing stop use karty hai to aus mai ye hai k hum ko ais mai profit zayda hota hai mean agar hum ne traling stop 20 pips laga dia hai to ye market jab humri side par aati hai to ye stop loss ko sath sath shift karwa deti hai asu mai ye hia k humra profit lock hota jata hai aor agar market wapis aati hai to humra stop loss hit kar k chali jati hai jis se hum ko profit hi ho raha hota hai ais liay hum ko trailing stop use karna chaye ais se humra account safe rehta hai aor ais mai agar market opposite jati bhi hai to humra profit safe rehta hai.
          • #6 Collapse

            assalamualaikum dear brother ap ka quistion buhat hi acha hy k stop loss kya hy stop loss ye 1 buhat hi acha tool haiy oder lagaty waqat trade or account ki safty k lie trailing stop lagaya jata hain jab daihkty hain k loss hony ky zyada chances hain tu hum trade ko ye stop krta hai is sy loss nai hota or acount wash nai hota
            • #7 Collapse

              Take profit aur stop loss key sath trailing stop ki importance ko be ham nazar andaz nahi kar sakty hey, agar ham real time me order place karty hey to yaha par to trailing stop ham laga be nahi sakty hey aur na hi es ki ehmeyat es time ho sakti hay magar jesy hi hamary orders big profit me chaly jaty hey aur ham ye orders close be nahi karty to mery khayal me es situation me trailing stop ki ehmeyat take profit aur stop loss se be zeyda ho jati hay, ham apna profit esy hi loss hony key ley hold nahi rak sakty hey es ki safety key ley hamy trailing stop jesy tool ka advantage dia gia hay.
              • #8 Collapse

                Bhaijaan Forex trading mai trailing stop ki puri ko understand karna bahut zaroori hai trailing stop aapke stoploss ki time to time modification ko kaha jata hai agar aap ki trade profit Main Chali Jati Hai aur aap apni tradeco Masjid profit Mein Lekar Jana chahte ho to aap apne trailing stop ko increase Karte Jate Ho mean to say stop loss decrease Hota jata hai towards your moving trade Jab aapko profit increased Hota jata hai to aap ka stop loss aapke profit ke upar increase Hota jata hai aur aap ko lost a chance is minimum to zero ki taraf Aur phir minus Mein Chalte Jaate Hain isko trailing stop Kaha jata hai
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                  My dear friends ma AP sub logo sy ya pouchna chata ho ky trailing stop Kaya Hota ha koi Bhai mj ko bta skta ha is ky bary ma ????????
                  Trailing stop bahut acche wale features Hai market Mein working karne ke liye Hamare Paas features ko utilise Karenge toh Hamare liye bahut accha hoga time to time increase Hota jata hai aur time to time Ye decrease Ho Jayega is memory investment Kafi acche se Mene Jo sakti hai aur nuksaan bhi kaam ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Forex pe working karne ke liye aapke paas trailing Kaho Na lazmi Hai spelling bee aapko account mein investment karne mein aapki bahut yaad help Karti Hai Yeh aapka market ki movement ke baare mein kaafi Jyada information for white karti hai ke aap ne kis information ko Sath Lekar chalna hai aur Aane wali news market mein kya kya Yahan Par effect kar sakti hai aap apne Gaon ko message kare
                    • #11 Collapse

                      Re: What is trailing stop????????

                      Apne economic planning abhi kar lete hain kuch log theatre jumper cables Log Yahan Par hedging kahan se Aati karna start kar dete Hain capling bhi bahut jyada achche wali aur important chij hai Jiske saath saath Agar Hum kaam karte Jaenge to earning karne ke chances be strong level par Jayenge support and resistance level Kabhi Ganesh acche se Kadam hoyega ki Kaise kam karte hain aur Hamesha aise kaise earning kar sakte hain Soya kya chij hai in Sab Ka Hona lazmi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: What is trailing stop????????

                        ye aik easa tool hai jo k sirf mt4 main humery pass available hai us main hum trailing stop loss ko jab use kerty hain us ka matlab kia hota hia main app ko samjhtai hoon us main ye hota hae k jitnay pips ka app trailing select krty hain mrket pher us ko trail kerti hai us main pher wo price k pechy pechy move kerta hia jes say faida ye hota hai k market against hoti hai to wo hit ho jata hai our app ka khuch profit safe ho jata hia our ager profit main jati jati hai to wo us k pechy pechy move kerta jata hai our bara munafa hoonay pay app khud bhe trade ko close ker sagty hean
                        • #13 Collapse

                          Re: What is trailing stop????????

                          TRIALING STOP KIYA HAI
                          Bhaijaan sabse pahle to aap ko yeah Janna hoga k stop loss Kya Cheez Hai. Stop loss Ye Hai Ke aap is Se Zyada loss ko Bardaasht nahi kar sakte. Aur aur Agar market reverse Mein Chalti hai Hi to is point par meri trade ko close kar diya jaye.
                          Ab Aate Hain trailing stop par. Pehli Baat To Ye Hai hi ki yah sahulat aapko mobile par muyasser nahi hogi.
                          Aap isko computer par use kar sakte hain. Farz karo k A aapki 1 trade profit main main ja rahi hai Hi Tu To aap Chahte Hain k Agar market reverse hoti hai to aap ka wo profit zaye na ho. To aap wahan par training stop ko use kar sakte hain aap apni Marzi se Ae kuch tips for example 20 pips Laga Dete Hain to Jaise Jaise a aapka profit Aage jata hai hi to trailing stop bhi us ky Piche Piche jata hai. Aur job market reverse hoti hai hai to use trailing stop ko hit kar deti hai aur aap par profit loss Mein Jane se bach jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: What is trailing stop????????

                            Trailling stop...................?
                            yah aik bahtreen stop hota hai jis ko hum apni trade main mange kar k apni trade ko profit main rakh skty hain trailling ko sahi set karna zarori hota hai q k aghr hmain es ko use nahi krna ata tu hmain esko use nahi krna chahye trailling stop take profit or stop loss ki trha nahi hota hai yah alag hota hai en se or es ka maqsad bhi or hota hai..
                            Trailling stop ko use karny ka method...........?
                            trailling stop ko use karna boht asan hota hai jub hum order lga dety hain tu tu soi oder k right click se hmain trailling stop ka option mil jta hai es stop main hmain bohts e points milty hain jis main hum apni trade ko kisi bhi point par set kar skty hain aysa karny se hmain hmari marzi ka profit mil jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is trailing stop????????

                              dear stop loss ek bht acha tool hai yeh ap k account ki safty k lia hota hai is se app kisi b bary loss se bach sakty hain is se apka ka account mehfooz rehata hai.koi b trade lagnay k lia humain stop loss zror use krna chayia.agr ap stop loss ni lagaty tu apko kafi loss ka smana krna pr sakta hai.is lia stop loss lazmi use krain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X