Assalamo dear respectable fourm members. Ap log apni apni raye ka izhar krain k forex trading ko join krnay k leay aik admi ki kam say kam kitni education honi chaheay. Bahut say log yeh samjhtay hain k kam say kam taleem matric ha pakistan main forex kp seekhnay aur samjhnay k leay. Lekin me yeh kehna chahta hun forex ko sahe tarha learn krnay k leay apki English strong honi chaheay kyun k world main jitnay bhi best broker hain wo ziyada tar Europe side k hain ic k leay meta trader 4 main tools aur indicators bhi English main hain. Jitna ziyada educated banda ho ga uska sense bhi us hisab say taiz ho ga so matric banda bhi forex ko bahut had tak samjh sakta ha lekin matic aur MA walay braber to nai ho sktay. Finally meray khayal main forex ko sahe tarha samjhnay k leay at least matic hona zaruri ha. Well ap log bhi apni apni raye dain ic baray
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим