Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

    Kesi be traders ki minimum education es level ki honi lazmi hay key wo English ko read kar saky aur understand be kar saky, Forex market me siraf trading hi nahi hoti, market ko analysis karna be trader ka hi kam hota hay agar hamari education etni kam ho key ham economic news ko read na kar saken ya expert traders jo market analysis karny ki report share karty hey un ko ham understand nahi kar sakty to mery khayal me esy minimum education rakny waly traders key ley survive karna aur aur news key mutabeq trading karna mushkil ho sakta hay, learning key ley education ki hi zarorat hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

      Agar daikha jaey tou forex seekhnay aur kernay kay liye education ki ehmiat bohat ziada hai. Aap ki baat darust hai kay brokers ziada ter europe side kay hai aur wesay bhi english aik international language hai. Kahi pay bhi booli aur samjhi jaa sakti hai. Laikin mairay khayaal say ab itna maslanahi raha hai kiyu kay ab social media aur internet pay forex seekhnay kay liye her zubaan mai aur mushkil say asaan her tareekay say forex seekhnay kay liye videos aur mawaad mil jata hai. Forex trading kay liye kisi bhi trader ki itni education hona kaafi samjhi jaa sakti hai jo usay learning,knowledge aur demo mai achi madad ker sakey. Forex mai education ki koi aisi condition aur limit bhi nahi hai. Ab parh kay seekhnay say ziada daikhnay aur samajhnay say seekha jata hai. aik acha learner education kamm honay kay bawajud bhi sub seekh sakta hai . Iss liye education say ziada learning power honi chaiye
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

        Forex trading business may qualifications ki koi limit requirements nahi ha koi bhi forex ko join kar Kay earning kama sakta hai jis may mehnat or earning jazba ho qualifications may ziyda zarori hai Kay humain business ki samj ho or forex ko learn karne ki ability kyu Kay jab tak humain business ka asal meaning nahi samj lyte hum kabi bhi kamyab nahi ho sakty forex may achi earning Kay liye humre pas ziyda sy ziyda knowledge or information hona bohat zarori hai forex Kay mutabik jis ko use karty hoe hum profitable trade lagty hain or kam waqt may acha profit kamaya ja skta hai...
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Forex trading k leay minimum education kia honi chaheay?

          Assalamu alaikum my dear friend ismein aur 24 ghante kam kar sakte hain aur apni Marji ke mutabik kar sakte hain aap ka market ka acchi Tarah Hona chahie analysis karne chahie aur senior ke mashhur hai kya Karni chahie tabhi aap Kamyab ho sakte ho

          اب آن لائن

          Working...
          X