trading ky liye best timing kya hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading ky liye best timing kya hy?

    Pyare doston forex trading different session mein continue rehti hai mukhtalif countries main morning time ke hisab se trading start aur stop hoti hai. Agar aap Pakistan mein trading karna chahte hain tu Pakistan ke waqt ke hisab se 12 baje se le kar 4:00 baje tak ka time bahut acha hota hai, iski wajah yah hoti hai ki London session per American session overlap karta hai aur wah char ghanton mein donon ekatthy operate hote rahte hain is waqat market ki speed bahut fast Ho jati hai. Is time main aap ko trading trend clear ho jata hai aur aap jis simt mein trade lagate Hain us mein aap ko fayda milta hai. Lekin ek baat apne zehan mein rakhen ki fundamental effect Jo hote hain wah kisi bhi fashion mein effect kar sakte hain aur market ki movement ko fast bana dete Hain is liye aap fundamental analysis ko bhi madhe nazar rakhen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading ky liye best timing kya hy?

      Trading kertay huay ye jaanna bohat zaruri hai kay traders kiss waqt trading karain takay unhain faida haasil ho sakey. Forex market mai jab news anay waali hoto trading ko hold ker laina chaiye issi tarah Agar world. Level pay koi big event araha ho jaisay kay OPEC ki meeting ho, USA ki economy reports ho, Europe ya USA kay job rates ho tou uss watq trading ko hold kerna chaiye aur apnay balance ko strong rakhna chaiye kiyu kay unn kay anay kay baad achi trading ka moqa milta hai. Issi tarah daily sessions mai bhi European aur USA sessions mai achi movement hoti hai aur market mai acha business kia jaa sakta hai. European aur USA market mai commodities ka business ziada hota hai iss liye market ki movement solid hoti hai aus uss wajah say her currency bhi pressure laiti hai.
      • #18 Collapse

        Re: trading ky liye best timing kya hy?

        Dear Agar market trend from ho aur ham Ne market ko analysis karne mein koi Galti na ki ho to hamare liye trading ka Har time best ho sakta hai expert traders ke liye trading Kavya best time wata Jab market mein big movement Ho Jaati Hai Aisi situation main market Trend100 % change ho jati hai ismein expert traders market Trend change hone ka hi Intezar karte hain London season on New York season main market Mein Teji a Jaati Hai jyadatar trader ISI ko per time trading kya samajhte hain magar main samajhta hun Agar yah best time hai to Mari market analysing bhi acchi Hona jaruri hai
        • #19 Collapse

          Re: trading ky liye best timing kya hy?

          Agar market Trends from ho aur Humne market ko analysis karne mein koi Agar Cena ki ho to hamare liye trading ka Har time hi vyast ho sakta hai expert Riders ke liye trading ka vyast time hota hai jo market mein big movement Ho Jaati Hai Aisi solution mein market trend hundred change Ho Jaati Hai ismein expert readers market trend change hone Ka Intezar Karte Hain Log session aur new workstation main market Mein Teji a jaati hai aur jyadatar traders Aisi Koi best time trading kya samajhte hain magar main samajhta hun ki agar best time trading kya samajhte hai magar main samajhta hun ki agar yah best time hai Hamari market analysis bhi achi honi jaruri hai Kyunki was time market Mein movement first Ho Jaati Hai Aur Agar Ham Thodi Kuchh message karen to bahut hi Hamen fayda hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: trading ky liye best timing kya hy?

            Dear advance me market key best time ko determine nahi kia ja sakta hay ham ye bilkul be advance me andaza nahi laga sakty key trading key ley kon sa time acha hay aur kon sa acha nahi hay, trading key best time ko agar identify karna be hay to pehly market key open hony ka intezar karna chaye aur market ko watch karna chaye ta key market ki condition aur market ki movement clear ho saky,

            kesi be market session me aur din ya rat key kesi time be market ki condition aur movement koch be ho sakti hay pehly se ye andaza lagana key es time trading ki jaye to acha profit ho sakta hay ye bat ghalat hay esa mumken be nahi hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X