Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis

    Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Umeed Karti Hoon ok aap khairiyat se Honge bhai aapne fundamental aur technical analysis ke baare mein Pucha hai toh main aapko Yeh batate chalo ke l Analysis

    fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain image Karti Hoon ki aap mere is jawab Se Accha baat karenge aur aap ki maloomat mein izafa hua hoga Shukriya Allah Hafiz
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Fundamental analysis or Technical analysis

      forex mai analysis ke bohat iqsam hain hamy in ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy agar hum forex mai loss sy bachna chatey hain or acha profit gain karna chahey to hamy market ky rules ko follow kar ky fundamental analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss sy siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain

      اب آن لائن

      Working...
      X