New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?
    Assalamo alikum to all my dear fourm members. Jesa k hum sb jantay hain m trading kisi bhi new user k leay asan nai ha aur start main har koi apko mashwra day ga k demo account pay practice krain lekin demo account pay practice agr thoray din ki jaye to uska sahe faida nai hota aur trading k jo paicho khm hain wo itni jaldi samjh nai atay lehaza aik new user k leay ap k khayal main kitnay dim demo account pay practice zaruri ha yeh bat bhi thek ha k har banday ka mental level different hota ha kisi ko jaldi samjh ati to kisi ko late lekin demo pay jitni ziyada practice ho gi utna ziyada useful ho ga aik user k leay. Me nay aisay trader bhi daikhay hain jo bahut arsay say trading kr rahay hain lekin bhi bhi real trading k sath sath demo account pay practice bhi jari rakhtay hain un k khayal main demo pay practice hamin acha experience deta ha. So ap sb logo say me yeh raye lena chahta hun k new user k leay kitnay din demo account pay practice krni ho gi jis k bad wo ic qabil ho jaye k apnay leay acha profit earn krna start kr day?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g respected member iss baat ka andaaza her aik professional ya phir senior trader ko hay kay aik new trader kay liye trading start kerna kitna mushkil hay sab ko shuru may struggle kerni perti hay bohat loss hota hay shuru may jitna bhi baray say bara trader hay uss ko shuru may loss shi howa hay to new traders ko direct loss say bachaanay kay liye demonstration account bohat important hay iss may aap ko fake currency per trade kernay ka moqaa diyaa jaata hay jiss say traders may confidence ziyaada hoota hay wo trading ki basics seekhtai hay or her new cheez demo per experiment ki jaa sakti hay ab baat hay kay demo ko time kitna diya jaaye to insaan jitna bhi acha trader ban jaaye demo account per practice kabhi nahin chorni chahiye shuru may at least 2 months full concentration say demo use kerain jesay wo real investment ho to aap trading kat start may loss ko avoid ker saktay hain
    • #3 Collapse

      forex trading main aik trador ko demo account par ta tak trading ki practice karni chahye jub tak wo confident nahi ho jata hai k hum real account par trading kar skty hain q k demo account par popractice karny ak yahi matlab hota hai k hum real account main trading karny k qabil ho jaty hain forex trading main demo account aik aysa plat form hai jsi main hum apni trading startgy ko bhi chek kar skty hain k hum ny jo palning kar rakhi hai wo kamyb ho ksti hai k nahi es liye deemo account ka faida he hota hai es liye hmain chahye k jub tak hum demo account use karen osko real account ki traha he traet karen q k demo account main jesy trading hoti hai wesy he real account main bhi trading hoti hai tu hmain demo account lazmi use karna chahye jis se hmari trading skiills main izafa ho jay or hmari achi earninga ka bhi asabab ban jay
      • #4 Collapse

        Dear agar trading skills ko increase karny ki bat ki jaye to demo account me kabi be practice ko stop nahi karna chaye, demo account ki practice ka advantage traders key life me bahot kam ata hay, esi practice se traders ka trading me confidence me ezafa us ko successful traders banny me help kar sakta hay, agar trading confidence key sath ki jaye to ham jo be trade open karny ka decision len gey wo 100% profitable hi ho ga es ki waja hamara confidence key sath ki gai trading hoti hey jes me ham kabi loss ho hi nahi sakta hay ye sab demo account ki practice par hi muken hay key ham apny confidence hasil karen.
        • #5 Collapse

          New Trader Ki Demo Account Par Practice

          New aany wala trader demo account par kaam karney ko sirf yehi samjhta hai kay shyed ess account ka yehi maksad hai kay aapko pata chal saky ka kis tarha say order lagany hain aur kis tarha say order ko close karna ha. Aur wo jab ye cheez seekh jaata hai to samjhta hai kay shyed ab wo saara kaam seekh gaya hai aur ab wo real account join karny kay liey ready hai.
          Demo Account ka asal maksad ye nahi kay chand din aap ess par kaam karo gay to uskay baad aap expert trader ban jaao gay. Demo Account kay mukhtalif makaasid hain jinko aap hasil kar kay ail achy trader bann sakty hain. Demo Account apko deta ha:
          Free Trading
          Apni Strategy Test Karin
          Risk Management Seekhna
          Pending Orders Ka Istemaal

          Ye saari cheezin aap demo account par practice kar sakty hain aur ess kay liey aapko kuch din ya maheeny maskhsoos karney ke zarooat nahi aap jab tak apny aap ko comfortable na samjhin us wakat takk ap practice karen.
          • #6 Collapse

            Dear jaisy ap ne baat ki hai new traders ki to ais mai ye hai k jab banda ais market mai kaam karta hai to bandy ko khud hi pata chal raha hota hai k wo ais mai kaisa kaam kar raha hai aor aus ko mazeed practice ki zarort hai ya nai kun k agar ap demo par kaam kar rahy hai to ap ko pata chal jata hai k ap ais mai kaam kary to ap ko ais mai kitna aor kaam karna pary ga ais liay ais mai ye hai k ap ais mai agar kaam sekh bhi gay hai to sath demo par kaam karna chaye kun k kai dafa hum koi trading strategy check karna chaty hai jis k liay demo account ho to banda aus par kaam kar ley ta k hum ko ye pata chal jaye k ye strategy kaisi hai aor ais par hum kaam kar k kaisy kamyab ho sakty hai ya ais ka result kai hai.
            • #7 Collapse

              Practice make man perfect is leya him logo ko zayada sy Zayada practice krni Chaya jtni zayada him log practice kre gye hmry experience it a zayada ho ga or jtna zayada experience ho ga him log Itna achha profit bana sakte hain
              • #8 Collapse

                New trader ko jitna ziada say ziada mumkin ho demo account per trading karne chaiye. new traders jitna ziada demo per trading Karin gaay in kay experience mai aur market kay baray mai knowledge mai itna he ziada izaffa hota ha.
                Demo account itna important hai ke Aksar achy traders tu real account kay sath sath b demo account ko use karty hain aur apny trading ideas ko mazeed behtar karty hain.
                New traders ko demo per practice pahly tu 2 ya 3 months tak continue Karne chaiye phir iss kay baad jab kam iz kam aik month tak woh profitable trading kar lain tu phir beshak woh real trading account open kar kay iss per trading Karin , lakin achi baat yahi ho ge ke real kay sath sath b demo per practice jari rakhin.
                • #9 Collapse

                  him log demo account py jtni zyada practice krty ha him logo ko itna hi zayada fida hota ha or him log itna hi achi tra sy or kamyabi sy trading kr skty ha forex market ma is leya him logo ko demo account py zayada sy zayada practice krni chay
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                    Asalam o alikum dear Sir demo account forex ny hamy aik bot achi saholat di hy jis m ap free m trading kr k practice krty han or experience hasil krty han hr trader ko chahy wo new ho ya old usy demo py practice krty rahna chaiy new users k liay ye bt b b tek hy k un k mind py depend krta hy k wo ktna jaldi pick krta hy ya kafi time lag jata hy new users ko kam az kam b 2 sal sy zyada demo account bna kr practice krni chaiy us k bad phr b agr wo feel kry k abi b wo perfect trader ni bna usy kuch arsa or trading krni chaiy to wo phr b demo m trading kr skta hy agr wo zrort mehsos kry to real account k sath sath b demo trading jari rakh skty han ap jitna zyada experience hasil karan gy wo utna hi zyada ap ko trading m profit dy ga to koshish karan k sath sath experience hasil krty rahan
                    • #11 Collapse

                      Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                      new trader ko demo account per practice kerni chahye jab tak new trader ko yeah yaqeen na ho jaye kay wo achi trading ker sakta hay. jab trader is kabil ho jaye kay us ko grift market main achi ho jaye to wo aik chota demo account ope keray aur us ko double kernay ka target set keray aur us main money management ko aur risk management ko kerna seekhay aur apnay liye trading strategy ko test keray aur sari trading usi trading strategy kay sath hi keray. is say trader ko achi traiding ka idea ho jaye ga aur wo live trading main problem say bach jaye ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                        Apne Gaon Mein Ek planning GB Karte Rehte Hain kuch log status jumper cables Log Yahan Par handling Ki Har Shay Arti Kannada chat kar sakte hain Kaplan bhi bahut jyada acchi wali aur important chij hai Jiske saath saath Agar Hum kaam karte Jaenge to running karne ke chances be strong level par Jayenge support and resistance level Kabhi acche se kam ho jayega ki Kaise kam karte hain aur Hamesha aise kaise kar sakte hain aur yeh kya cheez hai in Sab Ka Hona Plassey Hai Instagram account verified karna Koi Jyada
                        • #13 Collapse

                          Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum forex mai kam karny ke learning hasial karna chatey hain to hamy demo account mai rozana kam karna chahey pher jab hum demo account mai practice ky bad real account mai amount invest kar ky kam karty hain to hum kamyab ho ky ache earning hasial kar lety hain forex mai demo hamy as a teacher guide karta hain demo mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik bohat bara business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                            insan jo kaam bhi shuroe karta hy to us insan ki yeh koshesh hoti hy keh is kaam ko main jetna ho saky juldi sikhny ki koshesh ki jati hy or yeh baat bhi hoti hy har kesi ky zehen main keh keh main ny is kaam main kamyab bhi hona hy or hona bhi juldi hy to or demo account py kam us waqt tuk trader jari rakhy ga jub tuk us demo account py mukamal twr py trading karna sikh ni lita or hona bhi ise trah chahy keh hum ny jub kesi bhi kaam main kamyab hona ho to us kaam ko achy tariqy sy sikhna chahy taqeh hum jub us kaam ko karin to us ka asani sy kar sakin trading main bhi yahi baat hy keh agr hum trading ko achy tariqy sy sikh kar karin gy to hum ko naffah bhi ho ga or loss sy bhi buch jaen gyto demo account py us waqt tuk hum kaam karty rahin gy jub tuk ham trading ko sikh ni paty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trader ko demo account pay kitnay din practice krni chaheay?

                              New trad karny walay ko demoacont par zayada say ziyada prcts karni chahy aur tab tak kary jab tak as ko as bat ki samgh n.a. ajay kay trading kass par karni chahy hai aur ak bat ya kay jab bhi trading kary soch samj kar kary market ko ak bar zaror dakh lye k ks par trad kary asa karna achy burkar ki neshani hoti ha.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X