Robot Trading krni chahye ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

    ROBOT TRADING FAIDAY MAND HAI OUR KESAY OUR AGER NUKSAAN DAY HAIN TO KESYA NUKSAAN DAY HAI :
    Forex main dosto kafi traders robots trading k leay use kerty hian us ka ye faida hai k us main humean her time mt4 k samnay nahe beithna parta hai our na he humean koi tension lena parte hai our aik faida ye bhe hain k us main hum aik say zeada account chahy wo quantity main 5 say zeada hon un ko robots k zareay hum easily manage ker sagty hain jin ko account management khety hain us main humean robots say kafi help mil jatia hai our ager us main manual trading karein to pher us main kafi hard ho jeay ga
    lekin dosto us k losses ye hain k ager app ka account 3000 say 10000 USD ka hai to app nay robot ki lot size bare rakh de hai to may be wo khuch to profit day lekin at the end wo account ap ka wash ker day ga to us leay kafi nukasaan day bhe sabit hoty hain mery apni aik dost ka 3000 usd ka account aik din main wash hoa hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

      robot trading sy behtr allowed independent trading hai
      iski reason ma apko btata hun agr to ap logo ky pas big trading account aor bug investment hai tb apko robit software purchase kr lena chye keun ky robot kafi mehnga software hai is sy behtr hai ap apna account manage krva len apko kam sy kam trader 40% profit ly ky 60% apko day to deta hai
      independent trading ka yeh faida ho ga ky ap forex trading expert bn skty hain ap ghaltion sy sekhty jain ga market ko smjhna apky leay asan hita jay ga aor waqat ky sath sath jo tabdeeli mark3t ma ay gi us ka apko bakhobi andaza ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

        Forex trading ak online business hai jas hum currency ka karobar karty hai aur ya boht hi risky hai agher robot trading kambay hoti to her koi trading ka ak account banta aur koi asch sa robot buy kar ka apny account pay run kar dita lakn ass kuch bai nai agher ap robot use karty hai to ap ka account mukmal risk pay hota kayo ka robot ak computer program say bana aur her robot ki strategy alg alg hoti hai agher robot ki strategy ka hasb say market movement nai karti to ap ka account main loss hona shoro ho jata hai jas say ap ka account wash bi ho sakty hai as lay ap say ya hi kaho ga ap robot trading ki bajy manual trading kary to best ak to ap ka account ap ka hath main ho ga aur dosra ap ko jab trading ka pata chaly us wqt trade kar sakty hai.
        • #19 Collapse

          Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

          Forex trading main robot ko use kerna chaey ya nhen is mozoo per akser discussion hoti rehti hey. Humain seb se phly jis baat ka ilm hona chaey woh yeh hey keh robot hey kia?
          Robot aik software hey jo Meta Trader key sath configure ho jata hey keon keh yeh MQL- Scripting language ki base per bayaya jata hey.
          Robot main aisi programing hoti hey keh yeh automatic trading kerta hey. Robot key kuch advantages bhi hain aor kuch disadvantages bhi, main isky do pehlon per baat kerny ki koshish kerta hon.
          Advantages of Robot:
          Yeh insan ki nisbat fast aor accurate chart ko analyse kerta hey.
          Automated hey khud kaam nhen ketna perta.
          Time ki bachat hoti hey.
          Tight market situation main bhi perfect analysis kerta hey.
          Even small pips ki movement main bhi trading ki salahiat rekhta hey.
          Maximum scalping per kam kerta hey aor short time main ziada profit deny ki khobi hoti hey.
          Disadvantages of Robot:
          Expensive hoty hain.
          Robot chonkeh aik software hey is leay isko Hacker aor Virus bhi effect kerty hain.
          Kuch time ya jeb tak iski warenty hoti hey utny tak theek kam kerty hain.
          Sirf technical analysis ker sekty hain jeb keh market per fundamental analysis ziada effect kerty hain.
          Conclusion:
          Robot trading key bary main meri yeh advice hey keh isko use nhen kerna chaey ager yeh itny hi effective hoty to manufecturer khud keon use nhen kerta?
          Robot key use key bary main kabhi bhi kisi authentic website ya journal main promotion nhen ai.
          Trader khud experience hasil nhen ker sekta.
          Akser sudden market price change main fail ho jaty hain. Is leay khud tradung seekgain aor khud trading kerain.
          • #20 Collapse

            Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

            robot trading ka faida zaroor hy par robot ko bhi loss ho sakta hy ., agr ap k pass trading ka time nai hy to is soorat me ap robot ko use kren wo bhi minimum lot size pr , q k agr ap k EA ny koi bari trade laga di market flow k opposite to ap ka account wash ho sakta hy .
            • #21 Collapse

              Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

              wlakum salam robot trading krna nhi chhaye kion kah robot ka aksr dakha jata hay good profit nhi hota hay trader ko robots kay chkaron main na jana hay trader ko forex trading main apny experience say trading krnay main boht faida hota hay trader robot ka use kar kay losses karty hian robot agr use krna bhi hay phly is ka kai bar bar result check krain agr demo account main robot ap ko profit day rha hay aor result 100% robot say trader ko mil rha hay phr us robot ko trading main use kar lay to problem na hay otherwise trader ko khod ki trading manual krna chhaye is say trader ko experience ho ga aor trading main experience say hi trader successful trading kr skta hay robot say kabhi experience trader ko nhi ho pata hay.
              • #22 Collapse

                Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                assalamualaikum
                dear member main ny ye pochna tha k rebot trading loss ka koi da to nai hy robot sy trading krni chahye ya nai?
                Mere Pyar Mein Tu robot trading nahi karni chahiye Mone Mone hoy robot Tumko like karta hoon Kyunki agar aap robot trading Karte Hai To usse aap kaise ho sab theek hai Ko Nahi Milta isliye Punjab at present Main Tere Banke manual trading Kare jisse aapko threading Ji sikhne ko milti hai manual trading trading in Forex trading main accha trailer Milne Ki Koshish Kare agar aap lemon trading Karenge to add permanently acche of successful traders Ban 2nd year or a professional trader aqib and sucking gif
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                  Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai jo Apne Sawal Kiya Hai Ke robot trading To Nahi Chahiye ya nahi Yeh bahut accha Sawal hai Jahan Tak Mera Khayal Hai Hame robot trading nahi karni chahiye Hume Khub threading karne chahiye Kyunki Hum profit or loss core i3 Jyada Soch Samajh Kar Achcha Faisla Le sakte hain Jab Ke robot trading Main Aisa kuch nahi ho sakta uske andar Jo feed Kiya jata hai usko software hota hai Hamare liye kya profit hai or kia loss hai wo nahi janta aur humbistari kaise Jante Hain Main Karti Hoon aapko mera jawab accha laga Hoga ya aap se baat karenge aur Agar aapko Koi Aur ki haal hai to aap apni opinion car izhaar kar sakte hain Shukriya Allah Hafiz
                  • #24 Collapse

                    Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                    assalamualaikum
                    dear member main ny ye pochna tha k rebot trading loss ka koi da to nai hy robot sy trading krni chahye ya nai?
                    Mujhe personally to robot trading pasand nahi hai Kyunki Jab Hum robot to use Karke trading Karte Hain Tumko Chala nahi karte Hum a report tab use karna chahiye Jab Hame robots use Karke loss Na Ho lekin aisa nahi hota aur Hame robots ko use Karke bhi loss ho jata hai aur hum khud bhi Kuch Yaad Nahi kar sakte isliye manual trading zada bada hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                      Agar Hum Log forex market Mein robot trading Karte Hai To iska Hum logon ko bahut hi kam fayda Hota Hai Hum logo ko robot trading Karke achha profit banana chahiye Jiske Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain
                      Removed by Moderator.
                      • #26 Collapse

                        Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                        Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex aik profitable business hy ye ham sb ko profit frahm krta hy agr ham khud is m mehnat sy kam karan khud trading karan to hmary liay achi bt hy hamy robot trading ni krni chaiy agr ham achy or successful trader han hmary pas acha experience or knowledge hy to hamy khud hi mehnat kr k achi trading sy acha profit hasil krna chaiy hamy robot trading py depend krny k bjaiy khud py zyada bhrosa krna chaiy q k ham robot trading to kr lyty han mgr is sy hamy acha knowledge or experience hasil ni hota hamy chiay k ham trading ko sekhan smjan or bagar kisi lalich k is m kam karan anylyses jo k aik achi saholat hy un ko study kr k achi trading karan
                        • #27 Collapse

                          Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                          Forex pay trade lagne Kay liye humain robot trading nahi karni chahye ky kyu robat trading humian bus trade order lagty hai kabi bhi market ko understand nahi karti or na hi situation ka analysis kiye begaar trade hoti hai robot trade ko humain Toky pay chOr skty hain agr luck hoi tw acha profit earn kiya ja saky ha mager mostly robat trade I help nahi lyNi chahye kyu Kay humain khud mehnat karni chahye or koshish karni chahye Kay market ka analysis karty hoe profitable trade order lagai jiye ta Kay acha profit earn kiya ja saky warna robat trading say humain loss ka samna hi karNa parhta hai or humian recover karne Kay liye kafi time lag jata hai is liye robot say ziyda khud practice karni chahye or profitable trade order lagna chahye ta Kay hum kisi or ko Blame na kar saky...
                          • #28 Collapse

                            Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                            assalamualaikum
                            dear member main ny ye pochna tha k rebot trading loss ka koi da to nai hy robot sy trading krni chahye ya nai?
                            Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading hum log normally manual trading karty han khud analysis karty han or phr usi hessab sy trading bi karty han par reboot trading humary pass aik software hota ha jis main kuch information dalni parti ha phr us hessab sy trading wo software khud karwata ha khud trade lagta ha or close karta ha is main loss ho ya profit koi farq ni parta ha jo information usy di jati ha us k mutabiq trading karta rehta ha is main bazdafa profit hota ha or bazdafa loss hota ha par is k muqably main manual trading best ha q k jab humara dil kary ga to trade open karny gy or jab dil kary ga close karny gy software bar bar trade open karta ha jis sy loss ho sakta ha par manual main hum khud lagaty han or close karty han apny account ki safety ka khayal rakhty han
                            • #29 Collapse

                              Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                              Robot trading forex mai softwares ki madad say trading ko kaha Jata hai. Forex trading mai traders manual yaani khud bhi trading kertay hai aur iss kay elawa softwares ki madad say auto trading bhi ker saktay hain. Forex trading aik aisa business hai jiss mai her Tarah say traders ko facilitate kia jaata hai takay woh apni trading achay tareekay say ker sakain aur iss say faida uthaa sakain. Robot trading say ziada profits laazmi nahi hotay kiyu kay robot softwares situation kay mutabiq apni Settings ko change nahi ker saktay hain. Issi liye expert traders hamehsa robot trading ki bajaey manual trading ko he prefer kertay hain aur advice bhi yehi kertay hain. Manual trading mai traders kisi bhi situations ko handle ker laitay hain kiyu kay uss mai manually traders khud he apni trade ko set ker laitay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Robot Trading krni chahye ya nai?

                                Asslam o alaikum dear forex member Hamen kabhi bhi robot trading nahin karna chahie Kyunki Jo train Ham acche se kar sakte hain vah ek robot kabhi bhi nahin kar sakta isliye Hamen chahie ki Ham Hamesha Sahi Apne trader per hi focus Karen aur kisi robot per na ummid Karen Kyunki robot ka dimag Nahin Hota aur na hi vah bahut Achcha trade kar sakta hai isliye main aapko Yahi Mashwara Dunga Ki Itna Akaal Insan ke dimag Mein Hota Hai utna Kisi Mein Nahin Hota isliye aap robot trading se avoid Karen Hamesha Sahi sirf aur sirf Apne trade ko hi prefer Karen Khud analysis Karen agar aap acche se analysis Karte Rahoge To aap bahut hi Achcha tropen kar paoge aur ek din aap expert Ban jaaoge agar aap robot depended Honge to vah hamesha aapko nuksan hi dega ke na I think a vah trade open kar sakta hai aur na hi close Kyunki vah to ek robot Hai Is Tarah aapka time sirf Waste hi hoga isliye usse avoid Karen sirf aap trading Karen robot ke Sahare baithana fazool hai .is liyebapnay valuable time ko waste hone se safe kronaur apnyvtrade par focus b khud karo robot kbhi bhi achhi analysis aur achhi trading nhi kr sktaaa ....
                                Visit My Profile

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X