Kia Profit ko withdraw karna money management hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

    Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha forex trading main jab ap ko profit ho to ap ko withdraw kar lana chae ha
    Forex trading main money management is ko kehty han k ap k account ka jtna balance ha us k mutabiq trading karny or us k hesaab sy trading karny us k mutabiq trade open karny ta k ap ko loss na ho is ko money management kehty han is sy jtna bi profit ho us ko withdraw kar len
    Ap ko money management sy trading karni chae ha forex trading main jab ap apny account k mutabiq trading karty han to risk kam hota ha is sy ap tohra tohra profit hasil kar k monthly ache earning kar sakty han is ley ha ap k ley behtar ha risk free trading karny small lots use karny or tohra tohra profit hasil karny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

      Yaha bhi aapne ek baar Thik Nahin Hai Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta to hum yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kaam mein stability rakhne ke liye train mein kaam karna zaroori hai agar Hum Log friend Nahi nikalenge To Hum Yahan Par Kabhi 20 long time ke liye working kar ke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahi kar Payenge position ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
      • #18 Collapse

        Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

        Business mai earnings ka Matlab profits hota hai aur koi bhi business profits kay liye he kia Jata hai. Issi tarah forex trading business bhi profits kay liye kia Jata hai. Forex mai jabb trader investments kerta hai tou uss ki khawhish hoti hai kay usay acha business kernay ka moqa milay aur woh apnay achi earning ker kay profit ko withdraw karey aur phir usay apnay use mai laey. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Agar traders aik formula Bana lain tou unhain bohat achay tareekay say apnay business ko mange ker kay run kerna bhi ajata hai aur profits ko withdraw kernay ka tareeka kaar bhi pata chall Jata hai.

        Forex trading business mai money management ka Matlab, investment, uss investment say acha business kerna, business say acha profit earn Kerna aur phir profit ki withdraw kerwana hota hai. Aik trader ka account balance Agar 100$ hai aur woh chahta hai kay uss ka business bhi grow Karey aur woh acha withdraw bhi laita rahey tou usay pehlay apna profit earn kernay kay liye acha business kerna chaiye phir he withdraws shuru kernay chaiye takay withdraws kay baad bhi accounts weak na ho jaey.
        • #19 Collapse

          Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

          profit ka withdrawal kise sorat money mangement main nahi atta hai yeah to ap k apney oper depend hai k ap kitney balnce k sath ik achi traiding kar skty ho or ap ko kitna profit withdrawl lina chahi hai . money mangemnt yeah hai k hamry pass frz kar ley k 100 doller hai to ham os kise trha money mangement ka use karty hoy 100 doller k oper traiding kary geyai sub sey phily to ap ko 100 doller k oper traiding karny k lia ik acha knowledg or expernce hona chahi hai forex traiding ka kiun k yeah bahot hi kam bouns hai agar ap k pass knowledg expernce hai to os k bad ap money mangement ka use karty hoy is par jo traide lagao geyai os ka jo lot size hai wo 0.01 hi rakho geyai is ziada bilkul bhe nahi or 100 doller k sath ap CL or Gold k oper bhe traiding nahi karo geyai kiun k un main movement ziada hoti hai agar gold thori se bhe lalachk karta hai to 100 doller doob jayai geyai yani k ap ko traiding k lia EURUSD USDJPY isi currancy ko selct karna chahi hai or un ka sl or tp 50, 50 pip ka hona chahi hai yeah jo chizy hain money mangement main ajati hai .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Kia Profit ko withdraw karna money management hay?

            Ji han bilkul karvana Mani management Mein Hi Shamil hota hai Kyunki agar aap aap apni investment Karke profit kar rahe hain to usmein yah Jaruri hota hai ki Jab aapko Ek Hafte Tak profit Ho Jaaye to aap usko withdrawal kar le Kyunki Jab Ek limit per profit pahunch Jaaye to Forex trading risky business hai to Sath Sath Apna withdrawal lete Rahana chahie apni Ek fix investment Rakh kar usse Upar jitni bhi aapko profit Ho usko petrol Karte Rahe aur sath sath earningkart Rahegi jab tak aap withdrawal Nahin Lenge to se aapko nuksan Hoga Kyunki bus time aapki galat trade aapke account ko Vash kar sakti hai to isliye Saath-Saath money withdrawal kar dena chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X