Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?
    agar traders other private business ya government job karty hey to wo kesy same time me Forex business me be trading kar sakty hey, agar forex business ko understand karny ki bat ki jaye to forex ko zeyda time dena be zarori hota hay esy me ham other job key sath forex ko kesy time den gey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai forex trading business aik part time bsuiness zeyda kiya jaat hai es liye sub forex k sath sath others jo bhi karty hain es liye rahi bat es ko mange karny ki tu yah tu hmain khud se he tine nikalna parhta hai forex kos mjhny or skihny k liye q k es ko leran kiye bgair hum es main kam nahi kar skty hain es liye yah ab hmari apni marzi hai k hum kis trah es ko time den mera khyal hai k es k liye rat ak time zeyda best hota hai qk tab hmarin koi distrub bhi nahi kar skta hai or hum thora time forex kos mjh kar trading karen tu hum boht zeyda earning na sahi aik achi eraning gain karny k qabil tu ho he jaty hain es liye others job k sath sath es ko bhi amnge karna zarori hota hai
    • #3 Collapse

      Job K Sath Forex Buisness

      Brother aapka sawaal hai kay normal jon k sath sath forex ko kis tarha manage kia jaa sakta hai. To bahi avar koi bhe job kar rahy hain magar aap cahhty hain k apko extra income ho aur ap zaida sy zaida kaam kar k paisa kama sakin to forex buisness aap kay liey best choice kay torr par sabit ho sakta hai. Normal agar dekha jaay to koi bhe part time job karin gay to us kay liey koi maksoos time hoga ka ya phir aapko weekly ya monthly schedule mily ga kay kis tarha say apne kaam karna hai. Magar forex main sab say best opportunity apko ye hai kay aap kise bhe time par aur kise bhe jagha par hon aap apna kaam kar sakty hain. Even aap nay agar job kay doran he break main kaam karna ha to simply aap apney mobiles ya pc say trading ka kaam kar sakty hain. Lehaza aapkay liey part time job ke bajay forex trading start karna sab sy achi choice hoge.
      • #4 Collapse

        My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma ager him logo ko forex trading ma zayada work krna ha to phir is ky leya him logo ko mhnat bi Zayada krna ho gye jtni zayada him log mhnat kre gye him logo ko profit bi Itna hi Zayada Mily ga or jtni Zayada mhant kre gye Itna hi Zayada kamyab ho skty ha forex ma
        • #5 Collapse

          assalamualaikum daer apky is sawal ka koi juz nai hy agr agr ap forex k bary main thora buhat bhi knowledge rkhaty ho to q k forex trading k liye koi time fix nai hy ap kisi time bhi is ko kr sakty hain or jitna time chahye dy sakty hain jitna zayda time dy gy or jitny achi post kro gy utna hi bonus mily ga or esy hi forex trading main apko jitna experience hoga utna loss kam ho ga
          • #6 Collapse

            Dear jaisy hum koi bhi business karty hai to aus mai hum koi bhi kaam kar rahy ho aus ko learn kar k aus ko time dety hai aor aus mai hum ne jab kaam karna hota hai to aus mai ye hai k hum ko ye pata hota hai k hum ne ais business ko kaisy growth karna hai hum ye plan banaty hai aisy hi hum ne agar ais business ko maintain rakhna hai to ais mai hum ne ais mai aik shedule bana k kaam karna hai aor aus k baad hum ne ais mai agar kaam karna hai to hum ko ye pata hai k ais market time lagta hai magar ais mai banda kamyab ho satka hai agar hum ne ais mai time dia hai aor mehnat ki hai to hum ko ais mai lazmi faida hota hai aor hum ais mai se atna kaama sakty hai k humra guzara acha chal sakta hai.
            • #7 Collapse

              Dear ye bahot hi mushkil situation hoti hay key traders job be karen aur es key sath Forex business me trading be karen, dono ko same time me handle karna bahot hi mushkil kam hay magar me samjta hon key mobile trading aur terminal tools ko understand karny key bad esy traders ko bahot asani ho jati hay jo key same time me job/other business karty hey aur trading be sath me karty hey, me khud job karta hon aur sath me mobile trading be karta hon aur mery ley sab se zeyda trading me asani terminal tools ki waja se hi howi hay jo key mery job timing me be mery ley helpful ho jaty hey aur trading me mery orders be profit me close ho jaty hey.
              • #8 Collapse

                Forex ko bhae other kaam k sath asani k sath ker sagty hian kion k ye market to 24 hours open rheti hai our app us main jab bhe din main free hoon forum k oper posting bhe ker sagty hain sath main app trade bhe chahy din ho ya raat ho to app ksii bhe time technical analysis ker k our fundamental analysis ko deikhty hoey forex main trade open ker k to other job k sath achy say forex business bhe manage ker sagty hain appp ko forex main hard work kerna ho ge app phelay us ko siekh lain gay to pher kisi bhe time app market main enter hon k us say ache earning pher us ko part time kisi bhe time enter ho sagty hain
                • #9 Collapse

                  Dear forex business easa hai k ye humery pass week main full time open rheta hai us main app jab bhe free hoon us main app din ho ya raat ho ap us main trade ker sagty hian jesay k main khud job kerta hoon to meri jab morning shift hoti hai to main forex ko afternoon main our night main full time dita hoon our jab meri afternoon hoti hai to pher main morning main Asian session trade kerta hon jes main pher meri selection bhe japanies our AUD pairs hoty hian our pher jab night main same day main kerta hoon to pher main GBP and USD pairs ko trade kerta hon koink us time longon our US session over lap ker rahy hoty hain pher maximum pair main ache move mil jati hai to market to dear app k pas 24 hours opne sunday to friday tak open rheti hain to app us main kisi bhe time trade ker sagty hain oru 24 hours main app 10 hours job k ilawa easily forex ko day sagty hian
                  • #10 Collapse

                    Jo b trader trading k sath koi or job karta hai to wo trading ko part time job rakh ly jab b time mily is ko dekh ly jesy agar duty me half time hai tab market movement dekh ly or agar sham ko ghar ata hai to posts tab kar ly trading to mobile sy b ho jati hai jab moqa mily market movement par nazar rakhy or jab lagy market stable hai or trading ho sakti hai tab trade open kar dy stop loss or take profit set kar ly. Is tarha work b hota rahy ga or jab time mila tab trading b. Agar ap ko time milta hi nai to raat ko sony sy pehly rat ka khana khany k baad kuch time bus trading ko dy dy earning k liye itna hi kafi hai agar sahi tarha sy dia ho or trading itni mushkil nahi agar ap proper seekhy gy is ko.
                    • #11 Collapse

                      Re: Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?

                      ​ Assalamualaikum Iske baare mein main aapko Yaad wise Hona chaahoon KRK aap ko Iske baare mein main aapko Yaad wise Hona chaahoon KRK aap ko Apne Dono jobs ko alag alag rakhni Chahiye ya nahi Iske baare mein main aapko Yaad wise Hona chaahoon KRK aap ko Apne Dono jobs ko alag alag rakhni Chahiye ya nahi apni other job or is trading of job kar rahe ho aap Iske baare mein main aapko Yaad Kaise Chahoon KRK aap ko Apne Dono jobs ko alag alag rakhni Chahiye ya nahi apni Ada job or trading Jab aap job kar rahe ho aap apni job karni ho to adding Na Kare Dono ko Dono ko alag alag kar kare
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?

                        bhai forex trading aik ayasa business hai jis main hum apni trading ko kbhi bhi kar skty hain q k forex hmain 5 din deta hai trading k liye or yah hum par depend hota hai hum jub chahen tab he kar skty hain es liye aghr hum koi or other job yah koi other business kar rahy hain tu apko cahhye k ap es ko part time main karen q k hum lait night tak bhi es kam ko kar skty hain forex maina yse koi bhi limit nahi hai jis main hmain aik he time ko follow krna hota hai or koi time main hum nahi kar skty hain market hmain 24 ghnty milti hai es liye hum jub chahye tab he market main achi entry pakr skty hain or sath main trading kar skty hain or sub se bari bat yah hoti hai k hmain kahen jana bhi nahi parhta hai gher beth kar he hum earning kar lety hain forex k business se
                        • #13 Collapse

                          Re: Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?

                          Jo beta trading ke sath Koi Aur job Karte Hain To vah trading co part time job rakh le Jab Bhi time mile isko Dekh Kar Jaise Agar duty mein half time hai tab market movement dekh le aur Agar Sham ko ghar aata hai to post tab Karle trading to mobile se bhi Ho Jaati Hai Jab mauka Mile market movement per Najar rakhte aur jab Lage market stable hai aur ready ho sakti hai tab trade open kar de stop loss aur tab profit set kar le Is Tarah work bhi Hota Rahega aur Jab time mile tab trading Bhi Agar aapko time Milta Hai Nahin to raat ko Sone se pahle Raat Ka khana khane ke bad Kuchh time based trading ko Dede earning ke liye itna hi Kafi hai agar Sahi Tanha se Diya Ho Aur trading itni mushkil Nahin Agar are proper sikhenge isko to aap Jarur Kamyab Honge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Other work key sath Forex business ko ham kesy balance rak sakty hey?

                            Forex trading business aik world wide business Hai aur iss kay bohat say faiday hai. Aur forex trading business ki bohat si khoobioo mai say aik khoobi yeh bhi hai kay iss mai traders full time bhi kaam ker saktay hai aur part time bhi kaam ker saktay hain. Aisay traders jo forex mai full time kaam kernay ki bajaey part time kaam kertay hain aur uss kay saath saath koi Dusri job ya business bhi kertay hain tou unn ko apnay time table ko manage kerna parta hai. Jo traders part time iss business ko kertay hain unhain apnay bohat say dusray zaruri kaam chornay partay hain aur apni social life ko bhi control kerna parta hai. Aisay traders ko forex ko seekhnay kay liye apna pace slow rakhna chaiye aur demo account trading ko ziada say ziada time daina chaiye iss Tarah ziada practice aur ziada knowledge aur learning gain ker kay real trading mai Kamm waqt mai ziada acha business ker kay ziada achi earning ker saktay hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X