Trading main sabar kis tarha kiya jaay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

    Fx business easa hai dosto jes main sabar jo nahe kerta hai jo apny emotions k oper control nahe ker pata hia wo us main loss kerta hai forex main humean sabar apnay anadar peda kerna ho ga pher he us main hum kum bonus ya investment ker k he ache earning ker sagain gay forex main risk kafi hota hai to aik trader us main risk ko jab kum karey ga to pher us ko us main loss kum ho ga our profit us ka increase kreay ga humean forex main hard work kerna ho ga us ko seikhna ho ga koin k app ki kamyaabe ka 50% app k mind set pay hain jes main app greed emotions or sabar k sath kaam karna seikhan gay to pher he app us say acha earning ker pian gay koin k forex main jald bazi kernay wla kbhe bhe kamyaab trader nahe banta hai us main success wohi hasil kerta hai jo us maen mehnat kerta hai ouir us ko full rules hain regulation k sath kerna ho ga pher he profit acha earn ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

      ji forex main trading karny walon ko bsa awqat to jo raqm lgae hoti hy us main sy bhi loss ho jata hy or bsa awqat jo raqam trader trade py lagata hy us main sy to kuch kum ni hota albata jo naffah kmaya hota hy woh naffah loss ho jata hy bsa awqat trader jo raqm trade py lagata hy us sy na to kuch kum hota hy or na hi kuch us py zeyati hoti hy to in tmam swrton main trader ki neyyat to naffah kmany ki thi but us main naffy ki bjae nuqsan ho geya ya kafi den intzar main guzary keh rade lgae hy naffah hasl ho ga fulan kam karin gy fulan kam karin gy ab jub taim pora howa to na naffah howa or na nuqsan to insan ko parishani to laheq hoti hy but in tmam chizon py sabar karna chahy jo hona tha woh to ho gea ab sabar ky sath bardasht kary ga to us ky lie behtar hy
      • #18 Collapse

        Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

        Forex trading aik aisa business hy jis main traders lalach boht ziada karty hain aur osi lalach ke waja say boht ziada loss kar bethty hain.Aik misal mashhoor hay kay lalach buri bala hay.Boht sary traders raton rat karor pati banny kay khawb dekhty hain aur usi hisaab say sochy samjhy baghair andha dhund trading karty hain aur by tehasha loss kar bethty hain. Smajhdar traders aisa bilkul bhi ni karty balky sabar aur hosly say kaam lety hain aur thory sy profit par he khush ho jaty hain aur is tarah say wo boht ziada loss sy bhi bach jaty hain. Trading kay dauran hamesha sabar say kam liya jay aur ye soch kar sabar kiya jay kay agar account bachy ga to kuch profit earn hota rahy ga aur account he wash ho gya to phr earning kesy karen gy.
        • #19 Collapse

          Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

          Asalam o alikum friends ap ny both acha question kea ha sabar bot ahm Chez hy forex m agr trading krni hy to hamy hr Chez m sabar krna ho ga forex m agr sabar sekhna hy to hmary pas mukamal knowledge or experience hona chaiy or demo account bna kr hamy tb tk practice krni chaiy jb tk k hamy trading k bary m sb kuch smj a jaiy hmary liay ye bt zrori honi chaiy k hamy profit mil ra hy thora thora profit milta ra ga to hamy loss ni ho ga mgr jasy hi ham sabar kho dan gy or jald bazi sy kam lyna shro kr dan gy to ham greedy ho jaty han or apna loss kr bythty han ham jaldi bazi Karan gy k hamy jaldi or zyada profit hasil ho to bari lots lgana shro kr dyty han jis sy by luck kbi to profit ho sakta ha mgr zyada tr loss hi hota hy is liay all forex sabar sy kam lan
          • #20 Collapse

            Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

            Trading main sabar kis tarn kia jasakta hay?
            Hota yoon hay k aksar trader trading kay doran sabar nahen kartay aor jaldi ziada karaty han jis say unahan loss ho jata hay. Agar kisi trader ko first time trade karnay par khush qismati say thora sa profit ho jata hay to us ki thinking yahi hoti hay kah ab usay trading poori taran agai hay is par woh bari bay sabri say big trade laga deta hay jab keh woh poori taran trading kay liay tiar nahen howa hota is ka result yeh nikalta hay k trade start honay kay sath hi us say honay wali mistakes ki line lag jati hay aor phir usay loss bhi big hi hota hay ab loss honay kay bad bhi woh sabar nahen karta aor loss main hi trade band kar deta hay jab kah usay sabar karna chahiay tha aor apni mistakes ko door kana chahiay tha. Lehaza trading main bay sabri aor jaldi kay bajay sabar karna chahiay aor soch samajh kar trading krni chahiay.
            • #21 Collapse

              Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

              bhai pahli bat tu yah hai k forex trading aik risky business hai jis main hmari choti se galti hmain loss krwa skti hai es main ahtiyat ki bohtz arort hoti hai es k sath stah hmara trading knowledge he him main trading ki ability kos trong kar skta hai tu hmain chahye k hum aghr apni trdaing main kamyb hona chahty hain tu apni trading ko pahly achi trah se sikhen os k bad apni trading ko start karen or aghr hum bat trading main saber karny ki karen tu hmain apni trading main es bat ka mind bna lena chahye k aghr yah business hamin profot deta hai tu loss bhi natural hai es liye hmain chahye k humain es loss ko kam krna hai or boht se log greed ki wjah se jald bazi karty hain jis k bais wo nmazedd loss ka smana karty hain jub k loss hony k bad har trador soch smjh kar trading karen ta k un ak loss cover ho jay aghr jald bzai karty hain tu wo kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

                Sabar kerna aik bohat mushkil kaam mana Jata hai issi liye sabar ka phall meetha bhi hota hai. Forex trading mai traders kay liye bhi yeh aik mushkil kaam hai kiyu kay trading kertay huay aisay bohat say moqay atey hain jab traders ko samajh nahi aati kay trade open karain ya na karain aur issi tarah trade close kertay waqt bhi yehi hota hai kay trade jab profit mai hoti hai tou pata nahi chall raha hota kay close ker lain ya ziada profit ka wait ker Lia jaey. Aur yehi waqt hota hai jab laalach aur sabar ka muqabala hota hai.

                Forex traders kay liye sabar ya patience seekhna aur uss pay ammal kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay jab tak traders ko sabar aur patience ka pata nahi hota hai uss waqt takk achi aur positive trading nahi ho sakti hai. Sabar seekhnay kay liye sub say bahtreen jagah demo trading account hota hai. Demo trading account mai he traders patience ka control seekhtay hain. Forex mai laalach aur patience he asal mai traders ko forex business mai kaamyab ya nakaam kertay hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

                  dear Forex trading business Ek bahut jyada profitable or risky business hai Forex per Agar Ham trade Laga De To Hamen profit Ka vate Karna chahie koshish karen Ke Baar Baar apni trade Ko Na Dekhen aur Apna maximum take profit ka margin set kar den aur Sabar Karen Apne Marjana Tak aapki trade close hone ka bahut se traders Apne trade ko loss Mein Jaate Hue Dekhte hi loss Mein close kar dete Hain Aisa nahin karna chahie Hamen vate karna chahie aur accha profit Hasil karna chahie market Kyunki apan down rahti hai isiliye kabhi bhi apni trade ko loss Mein close na Karen aur profit ka wait karna chahie Forex per Jitna Jyada Ham Apne profit ke liye Sabar Karenge Ham utna easily Forex per Kamyab ho sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

                    Dear forex treding m jo log sbr nhi krty wo kbi b kamyab treadr nhi bn skty forex m kmyab treadr bnna etna asan nhi es m boht zyada hard work krna prta hy sbr krna prta hy greed nhi chlti es m es m sbr krna hr tredr k liye zrori hy chay wo new hon ya senior member hmy sbr sy treding krni chaiye soch smjh k tread open krean r apny tak profit ko km sy km rakhen km profit ly k market sy fta ft nikl aen agr tread loss m muslsl ho tu hmy chohy sbr karen q k mrket ki movmnt ko smjhna etna asan nhi market movmnt kr k profit m askti hy es liye stop loss set kr k sbr karen r mrket ki movmnt ko wapis any den aysa karen gy sbr sy kam len gy tu ap kbi b treding m nakam nhi hon gy bs sbr karen r kam karty rhen loss hony py forex ko bora bhla na kahen q k ye ak online beznus hy es m sub ko loss hota hy sbr sy kam len dill brdashta na hon.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading main sabar kis tarha kiya jaay?

                      Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ke aap log khairiyat se Honge. Doston Jab Ham yah business start Karte Hain To Ham mein lalach Paida ho jata hai ki Ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake. Aur jab Ham profit Hasil kar lete hain To Hamen aur Jyada lalach badh Jata Hai Is Se Hamara nuksan hota hai aur ham loss kar Baithe Hain isliye Hamen use Waqt Sabar se kam Lena chahie Hamen apni investment aur apni knowledge ke mutabik hi trading Karni chahie aur apni training ke mutabik ki bonus ko Hasil karne ki koshish Karni chahie use Jyada ki Lalach Nahin Karni chahie isase Ham Beqaboo ho jate Hain Hamen Sabar se kam Lena chahie. Hamen apni posting ko Zyada Se Zyada time Dena chahie ya Ek Farigh Rahane wala business hai is Mein Koi Jyada mehnat Karni Nahin padati isliye Hamen Saber Se Kam lete Hue acchi trading Karni chahie acchi posting karne chahie Taki Ham Achcha bonus Hasil kar sake.THANKX

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X