Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?
    Asalam-o-alikum!
    Friends gold ke value kis wajha say up ya down hoti hai? Aur kis baat say andaza lagaya jaa sakta hai kay gold ke value buy jaay ge ya sell jaay ge. Kon kon say factors hoty hain jo gold ke value ko affect karty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ​ contest members and Forex trading members gold price moving factors bahut change hai Gold ka inflation se Koi Taluk nahi hai gold move Karta Hai supply and demand Gold mining pe
    Aap ko Maloom hona chahiye Asia mein gold ki price tab aap hoti hai Jab marriage season start Hota Hai gold ki price tab down ho jati hai Jab Ramzan Ka Mahina Aata Hai aur Logon Ko goldpy zakat dena padti hai tab yahan pe gold ki price Gir Jati Hai Kab Ke foreign countries mein gold moving index ka andaza is Baat se Lagaya jata hai
    1. Gold price move with commodities pricw and other Global groth
    2. gold price affected with real supply and demand
    3. gold price increased with imbalance trade and debt against USA 2002 se 2011 tk doller weak hua jis sy gold ki price girti rahen aor central bank assets ko khtra lahak ho gia.
    4. gold price increase hui jub central banks ny gold sale krna shuru kia 1969 sy 2009 tk.
    5. central bank reserves of gold also affect gold price
    6. increase in CPI in USA also increase gold price


    • #3 Collapse

      Gold ki market price up ya down USD currency ki wajha se hoti hay, agar USD currency bahot zeyda weak ho to gold ki market price bahot zeyda increase ho sakti hay, gold/USD pair hi hay es waja se agar ham gold me trading karty hey to gold ki news key sath hamy USD currency ki news par be nazar rakni ho gi, achi trading tab hi ho sakti hay jab hamy usd index ki market news ho es se ham asani se gold ko buy ya sell karny ka decision le sakty hey, agar USD currency me koi khas movement na ho to gold ki market movement be slow hi ho gi.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

        forex mai gold aik risky pair hain is mai kam karny ky liye hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey gold aik bohat taze sy move karny wala pair hain hamy is mai forex ky har rule ko follow kar ky kam karna chahey forex aik bohat bara business hain agar hum forex mai new hain to hamy gold mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

          gold mai spread ky difference py movement hote hain or gold bohat taze sy move karny wala pair hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy agar hum forex mai new hain to hamy gold mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga forex mai gold ail risky pair hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy lalach ko qabo mai rahk ky forex mai kam karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

            bhai sub se pahly tu gold ku proce ko dollrs effect krta hai jesy he dollrs ki qeemat main izafa hota hai tu gold ki value main bhi izafa ho jta hai or esi trgha jesy he dollrs down main chlta hai tu gold ki qeemat bhi gir jati hai hai or aghr hum gold ko effect karny k factor ki bat karen tu sub se major effect apka dollrs he hai jo boht texi se gold ki market ko asar andaz karta hai es liye aghr ap gold ki gtrading karna chahty hain tu sub se pahly dollrs ki value ko aik anzar chek karen q k apko andza ayse he hota hai k ap gold ko kesy apni trading main use karen buy karna hai k sell laken ap jub market k according gold ki trading karty hain tu he apko acha profot milta hai q k gold ki market boht fast mpve karti hai jis se loss hony k chabces bhi boht fast hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

              forex trading main gold ki market k up or down jany ki sub se bari wjah dolrs hai jis main hota yah hai k jub dolrs increase hota hai tu gold ki qeemat main bhi izafa hota hai or jub dolrs ki qeemat main kami ati hai tu gold ki qeemat main bhi kami ati hai es liye gold ki trading k liye dollrs ki market ko chek kar lena chahye q k en ka apas main gehra taluk hai or jitny bhi tradors trading karty hain sub he apni trading main gold k pairs k liye dollars ka hisab chek kar k trading karty hain or jub apko gold main trading ka expiernce mil jta hai tu apko gold ki trading main asani mil jati hai or ap gold main acha profit earn kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                gold ki trading k liye gold main chnaing ki sub se bari wjah dolrs hota hai en ka donu ka apass main boht gahra rishta hai or aghr dekha jay tu jub gold nechy girta hai tu dollars main kami ajati hai or jub dollars barhta hai tu es gold ki qeemat bhi barh jati hai esi trha he gold or dollrs k darmiyan rishta bna rhta hai jis se trading hoti ki jati hai es liye aghr hum trading karna chahty hain gold main tu hmain en amin jo jo rishta hai os ko achi trah se analysis kar k trading karni chahye q k gold aik aysa pair hai jis main hmain risk koz dya face krna parhta hai or hum tab es main loss ko face karty hain jub ahtiyat ks ath trading nahi karty hain es liye apko chahye k ap small lot k satn trading karen aghr achi eraning karni hai tu s
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                  Dear friend gold ki value ka USD k sath relation han means USD ki value up ho ge to gold auto pe down jay ga or jab USD ki value down ho ge to gold up jay ga is ley humy is sy samj ati ha k USD ko dakheny or samjny k us k currency strong ho rehe ha ya week to is he hessab sy trade open karny ta k ap ko ziada profit ho or loss bilkal bi na ho
                  Forex trading main hum USD ki value pe ache tahra nazar rakh k gold main ache trading kar sakty han q k jab USD ki value movement kary ge to gold us k ult movement kary ge is ley hum USD pe nazar rakh k gold main ache trade open kar sakty han or gold main movement ziada hoti ha or us main small risk sy him ache earning kar sakty han or forex trading main hum kamyab ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                    Gold mein gold Mein Ham Logon Ko Soch Samajh Kar training Karni hoti hai agar ham log hardworking Nahin Karenge to Gold Mein Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hardworking karte hue trading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                      Gold ko puri dunya men investment k lye safe samjha jata hai Lehaza jab b dunya men kisi jaga per koi blast hota hai ya kisi mulk ki political situation khrab hoti hai to wahan k investors apna pesa gold men invest kar detay hain jis ki waja se Gold ki qeemat men izafa ho jata hai......
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                        Dear Gold value me ezafa hona ya kami ana US dollar se related hay, US dollar me ezafa hony se gold ki market down hoti hay aur ye hamesha hi opposite chalty hey, es tarha bahot hi kam dekny me ata hay key gold aur US dollar ki market price same time me increase howi ho ya decrease howi ho, agar app ne gold ki market ka jaiza lena ho to app ko USD currency ko ignore nahi karna ho ga sath me app ko useful information US dollar ki market analysis se be mil sakti hay aur US dollar currency se related jo be news hoti hay ye Gold par positive ya negative effect kar sakti hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ke value kis wajha sy up ya down hoti hai?

                          Gold aik aisi commodity hai jiss pay bohat si cheezain apna impact daalti hain jinn ki wajah say gold ki prices up hoti rehti hain. Koi bhi aisi news jiss ka taaluq USA say ho chahay woh USA kay internal financial maamlaat ho ya phir internal political maamlaat ho unn ka direct asar us dollar pay parta hai aur jab us dollar pay pressure ata hai tou sub say pehlay gold ki prices barhti hai kiyu kay currency ka mutabadal gold hai. Investors fori tore pay gold ki buying shuru ker daitay hain jiss say supply Kamm aur demand barh jaati aur gold ki prices barh jaati hain. Aur phir aisa bohat Kamm hota hai kay gold ki prices dobara down ho sakain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X