Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?
    Mane apney trading experience main 3 brokers par kaam kiya hai aur har broker main har pair par mukhtalif spread hota hai. Mukhtalif spread same pairs ma honey ke kiya wajha hai?
    Kiya har broker ke policy slread kay hawaaly same different hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G yeh baat sahi hai ke Har broker ke apna apna spread hota hai. Broker currencies ka spread rakhnay mai azad hoty hain iss liye woh apni marzi say spread set karty hain .

    Har aik broker ke yah kisi b business ke apni apni target market hoti hai aur woh iss hisab say commission aur spreads ko set karta ha.
    Kuch brokers baray investors ko target karty hain aur in ko iss hisab say services b farahim Karty hain jis kay badaly mai phir broker in ko ziada spread charge ziada karta hai.
    For example ager koi broker immidate withdrawal ke offer day raha ho tu iss baat ka kafi chace hai ke woh iss kay against app ko charge b ziada kary ga.

    Choty investors matalb jin kay pas investment kam hoti ha woh phir apny trading style kay hisab say broker ka intikhab karty hain.
    For example scalping karnay walay iss brokers ko tarjee dian gaay jo kam say kam spread charge kar raha hoga.
    • #3 Collapse

      dear members Insta forex broker ka spread fix hai baki brokers ka spread vavariable hota hai jub news time ap trade open kren to apko maximum spread charge kr lety hain jo ky 3 sy 11 17 20 tk bhi ja skta hai reason slippage etc ki dety hain insta ka spread bht he best hai jo ky fix hai chye koi bhi currency pair ho har aik ka spread clear define hota hai jub ap currency add lrty hain wahan py mention hota hai.
      major currency pairs py spread 3 pips hai
      gold py 60pip
      silver 40pip
      crude oil py bht kam hai 3pip
      baki pairs py differ krta hai lkn hai fix
      agr spread variable ho to humen iska bahot loss hai apko kisi bhi waqat koi bhi reason bna ky spread maximum charg kr lea jata hai is leay apko broker ka intekhab soch smjh ky aor verify krny ky bad select krna chye
      • #4 Collapse

        Bahut acha sawal ha apka well meri bhi yeh observation ha k jitnay bhi broker forex trading k sath deal krtay hain un main say har aik aik ka spread alag hota ha uski vja yeh ha k har broker apnay hisab say commission leta ha uski apni policies hoti hain koi kam commission leta ha koi ziyada spread basically commission ha aur aik ap logo nay bhi note ki ho gi me bhi share kr deta hu jb kisi pair main bahjt fast movment ho rahi ho up down to kuch time k leay spread yeni commission barh jata ha uski vja yeh ha k us time bahut ziyada log sell ya buy kr rahay hotay hain aur wo apna commission barha detay hain lekin meray khayal main achay broker market k behavior k change honay say spread change nai krtay.
        • #5 Collapse

          bhai forex trading main jo same currency hoti hai laken os main jo dosri curency hoti hai wo change hoti hai aysa nahi hota hai k donu currencies main he alag alag spred ho spread alag hony ki yahi wkjah hai k apko aik currency same mil skti hai maghr pora pair same nahi hota hai es liye change hota hai or forex trading main spread wo hota hai jo k sell or buy main jo farak hota hai osy spraed kahty hain or har pair main spread alag alag hota hai q k wo har molk ki apni apni currency values ki wjah se hota hai or yah aik haqiaqt hai k jub hum trading karty hain tu jitna hmain spraed milta hai soko hmain brokers ko commetions ki sorat main dena hota hai es liye jub bhi trading k liye pair ko select karen kam sored kam wali pair main trading karen
          • #6 Collapse

            Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

            forex aik international business hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

              forex mai brokers bohat types ky hain in mai spread ka farak hota hain hamy insta broker ko select karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik international business hain hum agar is mai dar dar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy phal raha hain forex mai hum pairs or currency mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty or hum forex mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                g han bhai apki bat shai hai forex trading main ame currency pairs mains pread alag alalg hoty hain or jesa k hum sub janty hain k spread hmary brolker ko traf se hmain milta hai or har pairs k spread main har broker alalg alalg hota hai es liye hmain alag alalg spread show ho rahy hoty hain hmain es bat k andaza lgan chahye k hum os spread waly pairs ko select karen jis main ap apni trading main acha pofit eran kar skty hain mery expiernce k hisab se hmain os pairs main trading karni chahye jis main ap ko spraed kam se kam milta hai q k kam spraed waly pairs main hmain commetion kam se kam dena parhta hai or os main hmain acha profit bhi mil jta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main different broker Han jo different pair main different spread daty han jis broker ka fix or kam kam spread ho ga wo broker sab sy best hota ha is ley humy sab friends ko chae ha wo broker use karny Jo fix or kam sy kam spread daty hon instaforex ka spread fix hota ha baqi ap dakh lan Kon sa broker ap ko passand ata ha woe broker use karny Pakistan main forex trading ko aam karny ki zarort ha or is ka knowledge bi sab ko share karna chae ha woe sasta tareen ta k sab log easily afford kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                    humery pass forex trading ko kernay k leay kafi brokers hain jen main insta sab say best hai un main aik he time main spread different honay ki kafi reason hai us main aik to ye hai k tmam broker achy coustomer bnanay k leay kum say kum spread provide kertry hain ta k log zeada tadad main forex ko us broker say join karein our us say un ko us almi market say kafi faida hota hai jitnay zeada joiner hoon gay to utna he un ko us main fiada ho ga jesay k insta fix spread day raha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                      Insta foreign exchange broker ka unfold fix hai baki brokers ka spread vavariable hota hai jub news time ap alternate open kren to apko most spread rate kr lety hain jo ky 3 sy eleven 17 20 tk bhi ja skta hai motive slippage and so forth ki dety hain insta ka unfold bht he high-quality hai jo ky restoration hai chye koi bhi foreign money pair ho har aik ka spread clean outline hota hai jub ap forex upload lrty hain wahan py point out hota hai.
                      major foreign money pairs py unfold three pips hai
                      gold py 60pip
                      silver 40pip
                      crude oil py bht kam hai 3pip
                      baki pairs py range krta hai lkn hai restoration
                      agr spread variable ho to humen iska bahot loss hai apko kisi bhi waqat koi bhi reason bna ky unfold maximum charg kr lea jata hai is leay apko broker ka intekhab soch smjh ky aor affirm krny ky terrible select krna chye
                      • #12 Collapse

                        Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Mane apney trading experience main 3 brokers par kaam kiya hai aur har broker main har pair par mukhtalif spread hota hai. Mukhtalif spread same pairs ma honey ke kiya wajha hai?
                        Kiya har broker ke policy slread kay hawaaly same different hoti hai?
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main different brokers main same pairs pe different spread hota ha means aik pair la lan or different brokers la lan to ap ko same pair main different spread milta ha jo k broker ki tarif hota ha q k jo spread hota ha yehe broker ka commissioned hota ha or yehe humy forex market ta rasai k ley commission hota ha har trade pe jis trade main jtna spread hota ga woe commission laty han just is k alawa koi charges ni laty han is ley humy kam sy kam spread waly pairs ko select karna chae ha ta k humy ziada sy ziada profit ho or hum sy kam sy kam commission lea jay
                        • #13 Collapse

                          Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                          Mere Khyal Mein Aakar ham log heartbreaking Karte Hain To Ham log forex market Se Achcha Pradarshan kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hardworking Karni Hogi aur aap log Agar kamyabi Hasil karni hai to Fir ham log bahut hi Kuchh banaa sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda ho sakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Brokers ma same pairs par different spread kun hota hai?

                            Dear har broker apna faida dake kar pairs key spread ko kam offer be kar sakta hay aur zeyda offer be kar sakta hay agar instaforex ki me bat karon to instaforex koch pairs me bahot hi kam spread offer karta hay jab key koch pairs ka spread bahot zeyda be hota hay ye broker ki apni marzi hoti hay hamy es me aamal dakhal nahi karni chaye, agar ham instaforex key sath trading kar rahy hey aur es broker ko ham ne trading key ley choose kia hay to spread rate ko nahi dekna chaye, hamy brokers par trust karna chaye aur wo jo be fees lety hey es par hamy discus be nahi karni chaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X