Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?
    Dosto jesa k hum sb jantay hain k hum kisi bhi karobar ya business ko baghir seekhy nai kr sktay so forrx trading bhi dosray business ki tarha aik bahut he trusted aur bahut acha business ha lekin ic ko seekhay baghir ic main profit hasil krna thora muskil ha. Aur meray point of view k mutabiq daily forex main 2 ya 3 ghantay dainay hon gay jis forex ko learn krna asan ho ga. So sb say pehlay fprex main learn krain phir earning k baray socah. Ap log bhi plz apni apni bat koi share krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Main Trading Kay Liey Daily Time
    Forex main time kay hawaaly say dekha jaay to aap jitna time es market ko dety hain us main aapka utna he faida hota hai. Aur aap har time kuch na kuch neya seekh rahy hoty hain. Forex market ko time dena ess liey bhe easy hai kay ye market 24/5 khuli rehte hai aur 5 din main kise bhe time aap Monday say ly Friday tak market ko time day sakty hain aur apni learning ka process ya apni trading ka process jaari rakh sakty hain.

    Forex market ko time jitna bhe diya jaay es baat ko make sure kiya jaay kay aap apny kaam ko sahi tarha sy utilize kar rahy hain. Kunkay agar aap saara din bhe market ko just observe karty hain rahin to aap utna kuch nahi seelh sakty jitna aap 1 ghanty main market ke movement ke wajha aur proper search kar k seekh sakty hain. Main cheez yehi hoti hai kay market ke movement ke wajha seekhna hai k kis base par hoti hai. Jab aap ye cheez seekh jaain gy to yakeenan aap daily 2 ghanty bhe dain to apkay liey wo enough hon gy.
    • #3 Collapse

      janab mera to hmwsha c yehe eman rha he k sekhe bina r smje bina insan kuch nai he r agr hm is lalach men par jain k bs pesa kmana he to na ap kma sko ge r na e sekh sko ge is lia pehle kisi b ko hasil krne k lia us k bare men maloomat leni parti hn tb ja k kamyabi mutwaqu hoti he r reh gai time ki bt to forex men trading k lia km az km 2 c 3 ghnte to dene e chahea
      • #4 Collapse

        Dear Forex business ko me 7 years se daily proper rotten key sath 1 hour ka time spend karta chala aya hon aur mazeed es mehnat ko continue rako ga, es 1 hour me different strategies ko learn karny key sath Forex ki education aur trading ki practice be include hay, 1 hour ka time bahot hi kam hay magar 7 years key long time ko agar deka jaye to time table key sath 1 hour ka time spend karna be bahot hi acha hay es mehnat ki waja se trading skills key sath mazeed mery confidence me be time key sath improvement howi hay.
        • #5 Collapse

          Forex trading ke learning kay liye traders ko kafi zaida time spare karna hota hai.

          achy traders ko forex trading ke learning karnay mai aur phir trading skills improve karnay ke liye daily hours kay hiasb say forex trading ke terminal ko use karna hota hai , tab kahin ja kar forex trading ke samjh ate hai aur traders iss qabil hoty hain ke woh apny liye behtar trading strategy develop kar kay trading kar sakin.

          Mai khud forex trading part time mai he karta hon iss liye Pakistan forex furum kay liye aur market mai part time trading kay liye time b mushkil say he milta hai aur forex trading ke learning kay liye bilkul b time nai milta hai. lakin iss ka matlab yeh nai ke learning kay liye time nai daina chaiye. forex trading ke learning jitne ziada ho itna he trading mai acha result milta hai.
          • #6 Collapse

            Bhai him log jtna zayada time learning ko dae gye him logo ko Itna hi Zayada fida Hota ha Kay ky jtna zayada knowledge ho ga hmry pass him log itni hi achi trading KR skty ha or him log Itna hi acha profit hasil KR skty ha him logo ko mhnat krni Chaya
            • #7 Collapse

              Yahan Par Hame jeetna timebie ho sake Forex ko de aur ismein long time ke liye kam Kare Hum Jitna Zyada time is pe spend Karenge Hum Yahan Par earning karne ke chances kuch nahi Zyada increase Honge Hum hai yaha par kaam karne Main Itna Zyada benefit or advantages Milenge forumias easily kaam kar sakte hain Is Pal apni investment ko bhi control mein rakh sakte hain aur aaram ke saath kaam Karenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                main jo bhi kam krta hon bari mehnat or lagn sy karta hon to forex trading ko bhi bari lagn ky sath kr rha hon miry koshesh hy jetna zeyada ho saky main forex ko samjhny ky lie taim dia jae mujhy pta hy keh jetna zeyada taim dy gain utna jaldi forex trading samajh bhi ae gi or utna hi ziyada naffah bhi ho ga qeyon keh banda jo kam bhi karta hy us ki koshesh yahi hoti hy keh is kam ko jaldi sy samjh bhi lon or jetna zeyada ho saky is sy naffae bhi hasel kr lon to is lie main bhi koshesh kr rha hon keh j etna zeyada ho saky forex trading learningmain taim dea jae ta keh is ko samajh bhi lon or is sy baqi logon ki trah naffah kma sakon zaher c bat hy yeh sara kam taim diny ka hy jes trah dosry kamon ko taim diny sy banda un ko sikh lita hy or un sy naffah hasel kr lita hy to tmam doston ko guzaresh hy jetna ho saky forex ko taim din takeh ap is ko jald sikh sakin or jald hi is sy naffah utha sakin
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                  Forex trading ki learning ka liye daily time trader kay trading skill per munhasir hota hay. ager trader experienced trader hay to wo kam time deta hay. aur ager new trader hay to us ko time zayada dena perta hay. que kay new trader ki kafi sari queries hoti hain wo un ko samanay main kafi time laga deta hay. is liye us ko time zayda lagta hay. aur wesay bhi new trader que kay leaning kay amal main hotay hain to un ko maximum learning main time dena chahye. is say wo achay ilam ko hasil kernay main aur jald knowledge hasil kernay main kamayab ho jaen gay. jab trader learning kay amal say nikal jata hay to us kay bad wo kabi kabi un queries ko hal kernay kay liye learn kerta hay jo us ko dar pesh hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                    Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Ek bahut hi Bada aur Mushkil a business hai isme agar aap thoda sa time hai Denge to aapko isme Itna Jyada knowledge jaan se nahi hoga Jitna aap ko isme successful hone ke liye chahiye isliye aap Forex trading co daily basis par learning ke liye 2 se 3 ghante the jis mein sirf aur sirf aap Forex trading ki learning Karen aur Agar ho sake to Jada bhi time is main gussa Rahe Hain Kyon Ki Itna achha aap learn kar lenge utna acha profit earn kar lenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                      Bilkull my friend ap ki bat sahi hy dunia mein esa koi business nahein hy jis mein mehnat na ho aur phir profit na ho forex trading bhi unhe businessess mein sy aik hy jin ko pehly sekhna zarori hy us k bad profit milta hy forex ko sekhy bgair koi bhi mein profit gain nahein kar sagta to humein apna experience gain karna chahiye pehly
                       
                      😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                        Forex trading ko learn karny ky liye jitna time dena chahye main utna time to ni dy pata, bahar hal kuch time deta zarur hon. Actually hamen forex trading ko shauq sy seekhna chahye aur is ko regular proper time dena chahye kiyun kay ye aik boht he acha business hay. Har business ko karny say pehly us ko seekhna parta hay.same ici trah say forex trading ko bhi karnay sy pehly seekhna boht zaruri hay kiyun kay ye baqi businesses sy ziada risky hai. Is ko seekhny kay liye sab say pehly is ky bary main knowledge hasil karna boht he zaruri amal hay jis ko complete karnay kay liye ap ko daily proper aur ziada say ziada time dena pary ga ta kay ham is ko seekh saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                          Asalam o alikum friends ap sab ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading duniya ka best online business ha is ko jab tak hum sahe tahra seekeny gy ni to ap forex trading main successful ni ho sakty han is learning both zarori ha forex trading ko seek k karna chae ha din main agr ap daily aik ganta b ache tahra laga lan to successfull ho sakty han analysis karny trading sy pehly market k trend ko follow karny is ziada chance hoty Han successful hony k mary khayal main jab tak ap forex trading k ley demo account use karny is sy ap ko learning main both ahsani ho ge or ache trading Kar saken gy or ache earning kar saken gy or forex trading main successful hon gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                            Bilkull ap ki bat sahi hy dunia mein koi bhi karobar ho sekhna to parta hy bina sekhy to bacha roota bhi nahein hy isi liye humein chahiye k hum forex trading mein mehnat karein full experience gain karein taky hum acha profit gain kar sakein
                             
                            😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading learning main ap daily kitna time detay ho?

                              Forex trading business mai learning aur seekhnay ka ammal kabhi khatam nahi hota. Kiyu kay yeh aik aisa business hai jiss mai her waqt kuch na kuch new seekhnay ko milta rehta hai. Forex trading ko mai din ka jo bhi free time hota hai woh zarur daita hu. Apnay free time ko pak forex forum pay kaam kernay, forex market ko watch kernay, trading kay liye analysis kernay aur movements ko watch kernay kay liye mai taqreebun waqfay waqfay say din mai 4 say 4 hours zarur spend kerta hu. Pak forex forum kay members ko posts aur threads ko mukhtalif sections mai parhna aur unn pay mojud replies ko parhnay mai kaafi time daita hu. Aaj kall market ki movements ko ziada time daita hu kiyu kay aisay halaat baar baar nahi hotay jinn mai market itni ziada volatile aur Un expected movement ker rahi hoti hai aur expert analysis kay saath saath international economic related statements ko bhi time daita hu. Traders ko achi trading aur achay results kay liye acha aur positive Time market mai zarur spend kerna chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X