Learning behtar hai Earning sy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning behtar hai Earning sy?

    G han bilkal ap ny tek kaha hy forex jasa k aik profitable business hy mgr ye aik difficult business b hy is m hamy bot mehnat ki zarort hoti ha forex m agr ham earning ko zahan m rakhty hoay trading karan gy or learning chor dan gy to ap kbi b successful ni ho skty mtlb agr ap k zahn m hy k yahan sy sirf kmana hi hy or ap ka zahn sekhny ka ni hmary liay earning sy ziada learning zrori hy agr ham smjty han k ham ny bot kuch sekh lia hy to ye galt hy ap ko trading m profit kmany k sath sath sekhna b chaiy q k jb tk ham kisi kam ya business ko achi tra sekhan gy ni to kbi agy ni bahrh skty forex m agr successfull hona hy to apny zahn m sirf or sirf learning ka btha lan jb ap ki learning achi ho gi to ap ki earning khud b khud achi hoti jaiy gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning behtar hai Earning sy?

      Hum koi bhi kaam kartay han tu us kaam ko sekh kar samjh kar karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han aur forex trading business mein bhi learning ki buht ziada ehmyeet hy agr hum forex trading business ki learning kartay han aur forex trading business ko sekh kar samjh kar aur learning kar k kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han aur hum ko forex trading business mein learning knewledge hasil karna zaroori hy aur hum ko agr loss hota hy aur profit hota hy tu is se hum ko kuch sekhna cahaiye kiok agr hum forex trading business ki learning khtam kartay han aur learning knewledge hasil karna band kar daity han tu is k sathh hi forex trading business mein hum ko earning bhi nhi ho gi aur learning nhi kartay tu earning bhi khtam ho jati hy aur agr hum forex trading business ki learning kartay rehty han aur forex trading business ka knewledge hasil kartay han tu earning bhi hoti rehti hy kiok learning mein hi earning hy learning karain gay tu hi earning ho gi learning nhi ho gi tu earning bhi nhi ho gi
      • #18 Collapse

        Re: Learning behtar hai Earning sy?

        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasal kar sakty hain hamy ache learning hasal kar ky kam karny ka risk lena chahey hum internet py babypips py forex mai kam karny ke learning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain is mai trading ky bad jab hum real account mai amount invest kar ky trading karty hain to hum kamyab ho jaty hain or hum ache earning hasial kar lety hain learning ho ge to he earning ho ge
        • #19 Collapse

          Re: Learning behtar hai Earning sy?

          learning ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna ho ga hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke tarha nahi hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum computer py ya mobile py trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain kuch log forex ko fake kahty hain lakin yai aik real business hain is mai hamara koi boss nahi hain
          • #20 Collapse

            Re: Learning behtar hai Earning sy?

            Ji ap nay bohat hi acha sawal kia aksar trader yeh kartay han k woh internet ya kisi aor zariay say sun kar k Forex aik bohat hi acha busi ness hay is say bohat kam time main bohat ziada profit hasil ho jata hay is kay fawaid jan kar aor ziada earning kay lalch main bina kisi knowledge aor learning kay trading start kar datay han jis say hota yeh hay k trading main bohat ziada loss ho jata hay jis say dobara usay start karnay main bohat ziada mushkil peash aa jati hay aor Forex trading main earning to door ki bat Forex start karna bhi bohat mushkil ho jata hay is liay Forex trading main behtreen earning lay liay betreen learning zarori hay har new trader ko chahihay k woh sab say pehlay Forex trading ka full knowledge hasil karay aor Forex ko achi taran learn karay aor phir learning kay bad foran real account main trading nahen karni chahiay sab say pehlay demo account main practice karni chahiay aor is kay liay kam az kam 3 ya 4 months zarori han k practice ki jay jitni behtar learning aor practice ho gi utni behtar trading ho aou behtar trading ki waja say utni hi ziada aor behtar earning ho gi.
            • #21 Collapse

              Re: Learning behtar hai Earning sy?

              ji haan mere Bhai aapane bilkul theek kaha learning bahut behtarin usse agar Ham ismein ek bar experience Le Le tu hamari ful jindagi kam aaega kyunki yah kaisa business hai Jo kabhi nahin band hoga agar Ham isko business ke taur per nahin to Ham ismein bahut jyada profit hasil kar sakte hain isiliye ismein experience bahut jyada jaruri hai jitna jyada hamare pass experience hoga utna hi profit 85 jyada hai agar hamare paas experience nahin hai to Ham ismein trade karke lossy khayenge aur apna account bhi bhajpa sakte hain isiliye hamen ismein jyada se jyada mehnat chahie aur ismein experience chahie agar ek bar Ham ismein experience hasil karne to Ham apni had trade mein ek accha profit hasil kar sakte hain aur successful businessman Ban sakte hain aur ek accha profit kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Learning behtar hai Earning sy?

                Leaning behter hai earning say kyu Kay humain forex say ziyda say ziyda profit earn karna hota hai is liye humain chahye Kay hum earning say phaly kuch valuable learning or experience ko sikhna chahye begaar learning Kay kabi bhi achi earning kamai naii ka skti is liye hir trader ko chahye Kay Wo forex trading business may kamyab or successful hone Kay liye sab say phaly forex ki basic ko samjy or demo account pay practice kare trade ki techniques ko samjy graphics read karain market ki up and down movements ko analysis kare jab proper knowledge build ho jiye tab ja Kay humian chahye Kay hum earning ka sochy kyu Kay begar learning Kay forex may earning ka Sochna apne balance ko zaya karne Kay equal hai..
                • #23 Collapse

                  Re: Learning behtar hai Earning sy?

                  Is baat mai koi shak nahi hai kay forex trading business mai earning say learning behtar hai. Forex traders ko jab yeh baat samajh ajaati hai kay earning say learning zaruri hai tou woh forex mai success haasil kerna shuru ker laitay hain. Traders ko learning aur knowledge kay liye ab ziada mushkil bhi nahi hai kiyu kay technology ki taraqqi kay baad ab internet say ghar baithay baithay apni learning haasil ker laitay hain. Internet ki madad say forex kay barey mai kuch bhi Jaanana mushkil nahi hai. Iss kay saath saath ab mobile pay bhi her cheez asaani say parhna aur samajhna mumkin hogaya hai. Ab ghar baithay, travel kertay ya koi bhi dusra kaam kertay forex ki learning aur knowledge haasil kerna, aur real trading kerna bhi bohat asaan hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Learning behtar hai Earning sy?

                    Dear friend ye bat to drust hy k ham khas kr new traders forex trading main is soch k sath aty han k humy yahan bot zyada earning honi hy jb k forex aik behad difficult business hy is wja sy hamy earning tbi mily gi jb ham achi learning karan gy learning ki forex trading main bot zyada ahmiat hy hamy trading ki basic learning hasil krna chaey phr hi hamy real account m trading karni chaey hamy achi learning k leay forex forum join krna chaey forex forum main hum posts kar k achi learning or bonus dono hasil karny hoty han forum ka maqsad acha knowledge or learning aik dosry sy share krna hota hy is leay humy forum join kar k achi learning hasil karni chaey
                    • #25 Collapse

                      Re: Learning behtar hai Earning sy?

                      Frocks bhi acchi trading ke liye learning ki bahut ahmiyat hai Kyunki jab tak Ham fresh ko acchi Tarah Lal Nahin Karte Hain Ham Kabhi bhi acchi chatting nahin kar sakte hain isliye Jitna ho sake utna hi frocks ko learn Karen aur apni trading beta ke liye. Ko acchi Tarah Se land Karen aur fresh ko acchi Tarah Se sikhe Taki aapko trading karne mein aasani ho kharab ki apni trading Baras ka factor bhi kam se kam ho frustrating main earning tab hi Hamen milati Hai Jab Hamari learning acchi hoti hai aur ham learning ki base per hi acchi trading kar sakte hain isliye Hamen chahie ke Agar Ham friend se earning Chahte Hain To pahle apni learning ki taraf focus Karen Joker jab tak learning Nahin Hogi tab tak earning bhi nahin Ho Gi isliye frustrating Mein learning hi behtar hai aarang se
                      • #26 Collapse

                        Re: Learning behtar hai Earning sy?

                        Assalamu Alaikum dear friend earning without learning ho hi nahin sakti hai aur na hi traders is business Mein without learning ke Kamyab ho sakte hain Agar profit without ke ho bhi Jaaye to isko successful trading ka naam Ham Nahin de sakte hain necessary learning kabhi bhi nahin Karni chahie proper learning karne per focus karna chahie Agar Ham learning karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To regular profit earned karna easy ho jata hai without learning ke trader Ko Kisi had Tak to profit Ho Sakta Hai Magar Aise trader big loss bhi kar sakte hain learning Karne traders ko loss Zyaada face nahin karna padta hai aur vah kahan gayab ho Jaate Hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Learning behtar hai Earning sy?

                          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex main learning bahtr hoti hai earning se aghr hum yah bat midn main rakh kar kam karen tu hum apni trading ko bahtr kar skty hain or jub learning par focus hota hai tu hmain earning khud he mil jati hai tu hmain apni trading main aghr kamyab hona hai tu learning par foucus krna hoga jis main hum kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain or jub hum trading ko bahtr karengy tu hmain achi earning mil skti hai forex main jub tak hum apni trading main learning or forex ka knowledge gain nahi karengy tab tak hum kamyab nahi ho skty hain or hum achi earning kar skty hain forex mai mahnat or lagan ks ah kam karengy tu he hum kamyab hongy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X