Learning behtar hai Earning sy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning behtar hai Earning sy?
    Han g.
    Trading jab ap karty hai to ap ko is niyat sy karni chahiye k ap kuch seekhy agar ap ka mind har dafa seekhny k bary me hoga to ap har dafa jab visit kary gy market ya forum ko to ap seekh kar hi jaye gy.

    Lekin agar ap ka mind hi is tarf huwa k kuch seekhny ki bjaye sirf earn karna hai to ap kuch seekh nahi pao gy or ye ap k liye sahi nahi.

    Agar ap kuch seekhy gy nai to ye ap ki trading k liye achi baat nahi.
    Trading to naam hi seekhny ka hai agar ap trading me seekhna chor dy gy to ap ki trading khatam ho jaye gi.
    Or phir apko loss huwa kary ga.
    Agar ap seekhy gy to earning khud ba khud hogi apko pata b nahi lgy ga k earning kaha sy ho rahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Earning Say Behtar Learning
    Amoomi tor par forex main learning par dhiyaan kam diya jaata hai aur earning par zaida tawajha de jaati hai. Earnings agar kaam karna aata ho to aa he jaati hai aur kaam karna seekhny kay liey leaning bht zaroori hai magar ham log jab bhe forex ko join karty hain hamari yehi koshis hoti hai kay jald say jald ham apna profit nikalwaain aur zaida sy zaida market sy kamaain. Magar es baat ka ehsaas ham logon ko bht time kay baad hota kay learning kay bina earn nahi kiya ja sakta. Learning Step By Step ham kar kay achy trader ban sakty hain aur wo steps ye hain
    Basic Forex Knowledge
    Technical Analysis
    Fundamental Analysis
    Account Management
    Making Strategy
    Demo Account Practice

    Agar saary steps ko follow kiya jaay aur learning proper ke jaay to mujhy yakeen hai kay jitna profit ham nay 1 month main bnaana hai wohi en saary steps ko follow karty huy ham 5 din ma bhe bana sakty hain magar es cheez kay liey time ka khayal rakhna bht zarori hai. Time say pehly ya kuch seekhny say pehly aap ye cheez hasil nahi kar paain gy.
    • #3 Collapse

      Koin nahe bhae forex trading aik easa business hay jes maen agar us ki earning phelay kartay haen us maen us ki basic taleem say lay k advance knowledge tak ki taleem hasil karty haen to us maen aapp ki learning kafe ache ho jate hy our koi bhe business airf learning k oper nahe kia ja sagta hy aapp ko sath sath experience bhe gain karna ho ga jo k appp demo account trading say hasil karo ga us ko bhe proper way maen karo gay to pher he forexmarket ko samjh sago gay
      Us k bad app ko real account maen 5 say 6 month ki musalsal learning our tajarbay k bad jab real account naen trading start karo gay to pher app k leay kafe acge earning karnay daily profit banany maen kafe asani rahy gee our jald ap aik successful trader ban jaen gay
      • #4 Collapse

        sir i think learning is most importent for us then earning because if we r all tjme think abuot earning then we r not earn because without learn we r not explain our movements and thinks so 1st learn and second earn and earn
        • #5 Collapse

          dear earning without learning key ho hi nahi sakti hay aur na hi traders es business me without learning key kamyab ho sakty hey, agar profit without key ho be jaye to es ko successful trading ka name ham nahi de sakty hey, necessary learning kabi nahi karni chaye proper learning karny par focus karna chaye agar ham learning karny me kamyab ho jaty hey to regular profit earn karna easy ho sakta hay, without learning key traders ko kesi had tak to profit ho sakta hay magar esy traders big loss be kar sakty hey, learning karny waly traders ko loss zeyda face nahi karna pardta hay.
          • #6 Collapse

            My dear friend him logo ko apny experience ma or knowledge ma ezafa krna Chaya phir him logo ko bahut fayda Hota Hai Aur Hum Log Kafi acha profit bana sakte hain aur him logo ko acha profit Milta ha
            • #7 Collapse

              my dear friends forex ma him logo ky pass jtna zyada knowledge hota ha him log itni hi kamyabi sy trading kr skty ha or itna hi zyada or acha profit hasil kr skty ha is leya him logo ko bhot sare mhnat keni chaya zyada sy zayada phir him logo ko kamyabi hoti ha
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Jab bho ham trading krty hy to hamy phr bhot zeada risk bhi lyna hota hy agr ham ko trading my bhot zeada risk nai lyty hy to ham ko prodit b nai milta hy ham ko trading my bhot zeada lerning krni chiya ham ko trading my bhot hi zeada sekhna chiya agr ham sahi trha sy nai sekhty hy to ham ko phr trading krny my bhot zeada msla bnta hy ham sahi trha sy trading nai kr paty hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                  Han g.
                  Trading jab ap karty hai to ap ko is niyat sy karni chahiye k ap kuch seekhy agar ap ka mind har dafa seekhny k bary me hoga to ap har dafa jab visit kary gy market ya forum ko to ap seekh kar hi jaye gy.

                  Lekin agar ap ka mind hi is tarf huwa k kuch seekhny ki bjaye sirf earn karna hai to ap kuch seekh nahi pao gy or ye ap k liye sahi nahi.

                  Agar ap kuch seekhy gy nai to ye ap ki trading k liye achi baat nahi.
                  Trading to naam hi seekhny ka hai agar ap trading me seekhna chor dy gy to ap ki trading khatam ho jaye gi.
                  Or phir apko loss huwa kary ga.
                  Agar ap seekhy gy to earning khud ba khud hogi apko pata b nahi lgy ga k earning kaha sy ho rahi hai.
                  Forex trading se agrah traders learning karna chahte hain to uske liye learning karna bahut zaroori hai bina trading school ke baare mein ladki hai traders Forex trading se Hara nahi kar sakte isliye traders ko chahiye Kya Bahane trading ke baare mein lag Ni Karna sikhe aur uske baad hai aur Na Kare Bina learn K traders KVB Forex trading saying organelle nahi kar sakte hain isliye traders ko chahiye ke pehle learning of e-Learning cost of chain
                  • #10 Collapse

                    Learning in forex:
                    forex main achi trading k liye leraning ki boht ahmiyat hai q k jub tak hum forex ko achi trah leran nahi karty hain hum kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye jitna ho sky otna he forex ko leran karen or apni trading main bahtri k liye har point ko achi trah se leran karen or forex ko achi trah se sikhen ta k apko trading karny main asani or apki apni trading main risk ka factor bhi kam se kam ho jay
                    Earning in forex:
                    forex trading main earning tab he hmain milti hai jub hmari leraning achi hoti hai or hum leraning ki base par he achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k aghr hum forex se earning chahahty hain tu pahly apni leraning ki traf focus karen q k jub tak leraning nahi hogi tab tak earning bhi nahi ho es liye forex trading main learning he bahtr hai earning se.........
                    • #11 Collapse

                      G Han Dear Bilkkul Aisa Hee. Me Agree Kart Hun Ke Hamey Earning He Nai Learning Bhi Karni Hy. Khas Tou Par New User Ko Chiaye Ke Wo Pura Focus Learning Par Karein Then Agye Bhi Learning And Earning Ka Process Going Rehta Hy Aur Jab Tak Hamra Mind Learning Ka Nai Hga Jab Tak Hamara Pick Nai Kar Skein Cheye Koi Hamry Samne Lectures De Ta Rahe .Wo Misaaal Ati Hy Yahan Ke Bhenns Ke Agye Ben Bjana. Hamra Pura Focu Learing Par Hona Chaoye Demo Practice Ko Karein Shouq Ke Sath Aur Apne Seniors Se Bhi Jo Milye Le Lein Guide , Knowledge, Experience, Skills. Demo And Senior Se Acha Koi Way Nai Hy Learning Ka And Real Me Learning Expert Krte Hain New Ko Loss Hne Ka Chaneces Hy.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Ap ka question bilkul zaberdast hai k earning achi hai ya learning? Forex trading aik aisa kaam hai jis ko aap learning k beghair nahi ker sakty. Her kissi ki ye koshish hoti hai k wo forex trading se jald se jald earning shuru ker de mager ye bohat eham point hai k jab tak aap iss kaam ko proper seekhain gay nahi aap iss main earn nahi ker sakty. Iss liye start main earning se behter learning hoti hai aap jitna ziada iss business ko learn kerain gay aap ko utna hi ziada faida ho ga iss k liye demo practice bhi bohat eham hai yaad rekhain jo log proper demo practice kerty hain un ko trade main loss bohat kam hota hai jiss ki reason ye hai k wo market ko samjhny lag jaty hain un ko maloom hota hai k kiss point pay entry kerni hai kiss point pay sell kerna hai aur kiss point pay buy kerna hai. Jab aap achi learning ker lain gay to phir iss k baad sari earning hi earning hai.
                        • #13 Collapse

                          Learning ko me earning ki bunyad samjta hon agar me apny experience ki bat karon to learning stage me kabi be me ne earning ka nahi socha hamesha apni learning ko complete karna me ne apna tast samja aur ab be me prefect trader nahi ban saka es ki waja ye hay key Forex ko kam time me ham kabi be nahi samaj sakty, expert traders se agar experience ki bat ki jaye to wo kehty hey key ham ne up to 10 year ka trading experience hasil kia hay aur ye bat 100% correct hay key long time key experience ki waja se hi ham achy traders ban sakty hey.
                          • #14 Collapse

                            Forex jo ya koi bhe our business ho ya app koi bhe study kiisi bhe profession main ker rahy hoon to us main dosto app learning pheelay kerty hain jesa k for example MBBS aik doctor bnanay k leay kerta hai our us ki study ka period 5 saal hai or us k bad wo aik saal practice kerta hai pher us k bad house job kerta hai our pher ja k wo patients ko check kerta hai to yahan jab forex main hum baat kerty hain to na to education hoti hai na he demo practice kerty hain to pher kesay possbile hai k hum forex say acha profit earn ker sagain humen us main mehnat kerna ho ge pher he us main ache earning ho ge our acha profit milay ga phelay learning kerna ho ge pher he ache earning kesay possible ho gee ap k sath apna mazeed knowledge our experience us link main share ker raha hoon

                            http://investsocial.com/ur/showthread.php?...45#post7902045
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning behtar hai Earning sy?

                              Dear friend learning is liye better hai earnings hai kio k earnings tub humey melti hai jub hum learning karty hai .learning say earnings be ata hai .subject say pehly learning k hona zarori hai tub hum kafi acha earnings kar sakty hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X