Re: Jaiza: Online forex related aur baqi financial fraud say kaisay bacha jiye.
Online business mai bohat say loog scam ka shikaar hojatey hain. Scam kernay waley individual bhi hotay hain aur fake websites bhi hoti hain. Forex ki bhi bohat si fake brokers ki stories aur victims mojud hain. Bihat si Dusri online companies bhi scam kerti hai. Online business mai scam aur real mai faraq kerna bohat mushkil hota hai laikin Agar sirf trusted aur reliable broker kay saath kaam kia jaey tou he behtar rehta hai. Scam ka shikaar loog uss waqt hotay hain jab kisi ko batatay nahi hain aur mashwara nahi kertay hain. Kisi bhi kisam ki aisi offer jiss ka pata chal raha ho kay mumkin nahi hai uss say hamehsa bachna chaiye. Kisi bhi individual ki profit ki offer ko kabhi accept nahi kia karain aur jo kuch kamana hai khud he kama at ki koshish karain chahay Thora he kiyu na ho. Kiyu kay fraud kernay waley sirf laalachi logo ko victim banatay hain aur woh asaani say shikaar bhi bantay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим