New member

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member
    Asalmu alakum to all dear members. Me new user how. Please mujhy kuch forex k bary mein guide kerien. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    DEAR, agar ap forex me nye hey to ko chahiye kay forex k baare me new information ho aur ap forex ka baare me all to all information kare ta k forex me ya forex trading me ap ko har cheez ka knowledge a jye aur ap forex k rules aur deegar cheezo ka pata chal jye aur aap ko forex forum me rules ko nahi torna warna ap ko ka account ban ho sakta ha aur aap ko agar new forex forum me join kya hato ap ko yad rakhna ho ga ke forum me kisi ki bhee posts ko copy karne ki ijaat nahi ha aur ap khod apne idea se posts likhay ta k dosre bhee ap ki posts se faida utha sakay. aur agar ap ne forex trading ko bhee join kiya ha to ap ko sab se pahle demo account par trading krni chahye ta k ap trading krne ka tareeqay se wakaf ho jye aur ap ko real live trading me kisi bhee naqsaan ka samna na krna parhey aur mere khyal me shyed ye chand baate he jin ko ap follow kar kay forex me acha kaam kar saktey hey.
    • #3 Collapse

      dear agar app new hey to app ko forex business ki complete education hasil karni chaye esi education key base par app trading business me kamyab ho sakty hey, sab se pehly demo account ki practice bahot zarori hoti hay jes me trading key basic cheezu ka app ko knowledge ho jata hay us key bad forex business ki esi books be hi jes ki study kar key expert traders app ban sakty hey, jesy jesy app demo account me trading practice karty jaty hey app ka confidence aur trading skills me behtri aye gi jo app ko kamyab traders banny me help kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading currencies ka buisness hai jis main currencies ko buy aur sell kiya jaata hai. Es buisness main apko kaam karney kay liy hard cash ly kar kise currency exchange par jaany ke zaroorat nahi hai. Aap ghar bethy online currencies ko khareed bhe sakty hain aur bech bhe sakty hain. Us kay liey aapko kise broker ka intekhaab karna ho ga. Broker aapko forex market tak rasaai deta hai aur aapka kaam karta ha buy aur sell karny kay orders ka. Broker us main sy apna commission ya usko spread kaha jata ha wo charge karta hai.
        Es kaam ko aap 2 tareekon say kar sakty hain ya to aap direct investment kar kay apna karibar start kar sakty hain ya phir aapko bonus hasil karna pary ga jisko hasil kar kay aap apna profit bana sakty hain. Lekin ye kaam jab bhe shuru karin us say pehly demo account par apni practice lazmi kar lain aapko us say bht faida hogaa.
        • #5 Collapse

          hy h r u dear? ap ne forex ki information k bare men bt ki to dear apko forex ya forex trading k bare completly information lena ho ger ye maloomat apko bookx k ilawa net pe search krne c b mil skti hn ap is k demo k bare men jane trading forex likh k search krn all information mil skti hn aj kl to net ne hr kam e asan kr dia he aur yad rkhia ga completly infarmation jb tk na hn chahe wo koi b kam ho ap us mn kamyab n ho skte so information is most importent
          • #6 Collapse

            asslam o alikam dost ap ne bohat acha sawal kiya hai new member ko zada experince nai hota forex main is liye sab se phaly hume is main knowledge hasil krna chaiye jo hume demo account main hasil krna chaiye ur is k sath sath market ko be dailly fallow krna hota hai hu me old member se help leni chaiye os k paas acha experince hota hai hume fallow krna chaiye
            • #7 Collapse

              bhai forex aik trading business hai jsi main online trading ki jati hai or trading hmain internationl currencies main trading karni hoti hai jis main yah tu hum buy karty hain ya pher sell karty hain yah do order hoty hain jin se hum trading karty hain forex trading ko smjhny k liye apko market main boht se boks mil skti hain or net par bhi apko boht se vedios mil jati hain ap un ko leran kar k informtaion gan kar skty hain about trading ki es liye hmain apni trading ko bhatr banany k liye apni leraning ki traf zeyda focus karna parhta hai jub hum leraning karty hain tu hmary liye sub kuj asan ho jaat hai or hum asani se osko smjh kar apni trading karty hain apka jitna acha knowledge ho ga otna he ap k liye ahtr hoga
              • #8 Collapse

                Dear forex market aik bahot hi bari market hai jis mai hum currencies par kaam karty hai ais mai ye k hum online koi bhi currency le sakty hai aor ais mai jab market move karti hai to hum ko aus par profit ya loss hota hai agar hum trade ko close karty hai to wo humry account balnce mai add ho jata hai aor agar hum trade chalny dety hai to wo profit humry account mai add ni hota aor humri equity zayda hoti jati hai jaisy hi hum trade close karty hai to jitni equity hoti hai atna humra balnce ho jata hai ais liay hum ne agar koi trade lagani hai to aus k sath hum tp aor sl lagaty hai ta k humra account time to time bara hota jaye aor hum ko profit hota jaye ais tarha hum profit bana sakty hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Asalmu alakum to all dear members. Me new user how. Please mujhy kuch forex k bary mein guide kerien. Thanks
                  Forex trading hack online business hai ek foreign exchange business hai isme currency all commodities trading ki Jati Hai reading Duniya ka sabse bada business hai tere se log Forex trading in Forex trading Duniya ka sabse bada business hai agar aap Forex trading main trading karna chahte hain to uske liye zaroori hai ke aap Pehle Forex trading ki knowledge gain Kare aur uske baad he trading start Kare Ye aapke liye bahut bada hoga aur aap acchi trading kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    my dear friends mary khayal ma news member fo forex forum sy phly apny knowledge ma ezfa krna chya phir him logo ko zayda sy zayada mhnat krni chaya phir him log acha profit hasil kr skty ha or kamyabi hasil kr skty ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      bhai sub se pahly tu main apko forex ki duniya main welcome karta hun or apk liye best wishes deta hun k ap ny forex ko join kiya hai yah aik boht achi bat hai tu bhai ap ny yah sawal kiya hai forex trading kiya hai tu yah aik trading buisness hai or yah business online kiya jata hai jis main ap trading k liye currencies ko use karty hain jis main apka main thing yah hota hai k ap ny un currencies ko yah tu buy karna hai yah pher sell karna hota hai es k ilwa ap curremcies se kuj nahi kar skty hain laken ap yah aik proper knowledg k sath kar skty hain ayse apko kuj ilm nahi hga es k liye apko forex ki basic eraning karni parhi gi jo k kafi books pr net se kar skty hain bhai forex ka business aysa business hai jis main ap kamyb tab he hoty hain jub ap es main mahnt karty hain mahnt k bina ap ko kuj nhai milta hai
                      • #12 Collapse

                        Assalamu alaikum my dear brother new member ko chahiye ke woh sab se pehle demo account mein Jyada Se Jyada practice kar phir Madhubala real account patriot Kare Phir usko fayda Hoga Aur Woh bahut jyada profit na sakega
                        • #13 Collapse

                          Re: New member

                          insan jub bhi kesi kam main hessa lita hy ya jub bhi koe kam shuroe karta hy to woh us kam main new kehlata hy to forex main jaisy hi koe banda forex joiening jaisy hi koe karta hy to us ko new member kehty hain to chonkeh insan kesi bhi kam ko jub shuroe karta hy to woh us kam main new kehlata hy kam jaisa bhi ho jub us kam ko shuroh kia jata hy to us kam ko shuroe karny wala new member kehlata hy to jaisy jaisy us kam ko taim guzarta rehta hy to us kam ko sambhalny waly member ko tajarba hota rehta hy woh kam karny wala us kam main pukhta hota rehta hy agr us kam main mehnut ki jae to us kam ko sambhalny waly ko kam yab busnus maien ko kam yab busnus maein kaha jata hy to kesi bhi kam main any wala jub apna pehla qadum us kam main rakhta hy to us karny waly ko new member kehty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New member

                            Pak Forex Forum ko join karnay walay new member ko chahiay k sab say pehlay apnay account say login ho aor bonus withdraw kayliay Pak forx forum kay accoun say isataforex kay account ko attached karay is kay bad sab say pehaly usay post karnay say pehay forum kay senior members ki post ko reed karna chahiay ta k us ko Forex kay baray main thora bohat kuch knowledge hasil ho sakay aor usay Forex kay mutaliq post karnay aor post main diay gay sawalat kay jawabat dainay ka kuch andaza ho sakay is kay bad usay aisi post kay jawab danay chaiay jin ka usay kuch na kuch knowledge zaror ho post ko topic kay mutabiq lekhay aor apnay mind kay hisab say likhay na k kisi dosray ka idea copy karay forum pay regular post karay aor Forex trading ko sath sath learn karay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New member

                              Welcome to forex trading. Dear sab say pehlay ap ko forex kay baray main study kernay ki zarorat hay. aur ap ko yeah jan na chahye kay forex market kia hay aur is main kia kia kam hotay hain. yeah kaisay kam kerti hay aur is kay main element kia kia hain. is kay kon kon say asool aur principle hain jis ki base per yeah run kerti hay. aur is ko kernay kay liye trader ko kia kia kerna perta hay aur aur trader ka level kia hona chahye. trader ko kon kon say ilam hasil kernay chahye. aur is ki practice kaisay kerni chahye. yeah sab kuch ap ko internet say mil sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X