How we can increase our earnings and decrease our loss in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How we can increase our earnings and decrease our loss in forex trading?
    Forex trading main sab traders ka kehna hai kay loss bhe har kise ko hota hai. Aur ye aap par depend karta hai kay aap us loss ko kis tarha handle karty ho. To mera sawal ye hai kay esa kiya kia jay kay loss kam aur profit zaida ho?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaisy ap ne baat ki hai loss ko kam karny ki aor profit ko zayda karny ki to ais mai ye hai k hum agar market mai trading karty hai to hum ko kuch baton ka khyal rakhna chaye aus se ye ho ga k humra profit zayda ho ga aor loss kam ho ga.

    Risk Reward Ratio

    dear agar hum trade lagaty hai aor sath risk reward ratio k hisab se tp aor sl lagaty hai to ais mai ye hai k hum ko agar loss 30 pips ka ho raha hai aor tp hum ne 60 pips ya 90 pips lena hota hai ais mai ye hai k humry tp jab hit hoty hai to ais mai kafi zayda profit ho jata hai aor ais mai loss kam hota hai.

    Money Management
    dear agar hum ne money management ka suna ho to aus mai ye hai k hum ko aus k hisab se kaam karna chaye ais mai ye hai k hum jab ais k hisab se trade lagaty hai to hum ko ais mai kafi zayda faida hota hai kun k hum apny account par ais hisab se risk lety hai k hum ko ais mai loss agar ho to atna zayda ni hota aor ais mai humra account safe rehta hai.
    • #3 Collapse

      Trading management aor perfect market analysis

      dear members market ma profit ratio increase aor loss ratio kam krny ky leay first step hai market ka analysis aor analysis ky leay apko pas knowledge aor experience zarori hai
      market ma.technical analysis ky leay apko market ki previous current history ka pta hona chye forex trading ma high chart sy he apko market ma support aor resistance ka andaza hota hai triple top triple bottom double top double bottom ka andaza hota hai aor humen forex trading ma economic calendar sy market ka andaza hota hai loss aor profit ky leay market understanding bht zarori hai
      • #4 Collapse

        forex business me apni earning ko increase karny key ley hamari trading timing aur trading strategies achi honi chaye, agar ham se trading me koi ghalti na ho aur market me trade open karny ka hamara time acha ho ga to hamari earning khud ba khud increase ho jata hay, loss ko decrease karny key ley hamy trading me money management par depend karna ho ga jab hamari money management planing strong ho gi to hamy kabi be zeyda loss nahi ho saky ga, earning ko increase karny par zeyda focus nahi hona chaye, hamy importance loss ko decrease karny ko deni chaye.
        • #5 Collapse

          dear trading mn nuqsan c bchne k lia apko sb c pehle trading ki history maloom honi chahea r is c pehle kia r kese loss howe aur kese profit history maloom ho ge to hm buht sare nuqsan c bch skte hn r 2re num pe apko is k bare mn sari maloomat ka hasil krna zrori ke 3ra hmari trading sstretegic ache r perfect honi chahea r iski timing b buht imortance rkhti he r is k sath sathapki mony managenent bri ehmiat ki hamil he in chnd chezon pe gor kr ln to kafi sare nuqsan c bch skte hn
          • #6 Collapse

            forex trading main ap loss ko khatam to n kars akte ho laiken ap isko kam se kam kar sakte ho wo si tarah se k sab se pehel ap forex k mutaliq pore tarah knowledge gain karo aur har tarah ki information related to forex ap k pas hone chahie aur hen ap apni trading skilsl develop karo aur us k sth sth demo pai zaida se zaida practice akaro and then tiem k sth sth ap experience gain akro to mains amjhta hon k in sab cheeon ki wajah se ap loss ko kam se kam kars akte hoa ur apne eanring ko barha sakte ho laiken in sab cheezon k sth sth patience hoan bht he zaida lami hai us k bagair ap is buisness main nakam ho
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Forex trading main sab traders ka kehna hai kay loss bhe har kise ko hota hai. Aur ye aap par depend karta hai kay aap us loss ko kis tarha handle karty ho. To mera sawal ye hai kay esa kiya kia jay kay loss kam aur profit zaida ho?
              Agar Hum Jaate Hain ke Hame Forex trading Mein trade Karke profit jyada ho or loss kam ho to uske liye Hame chahiye ke hum hardworking kare Bina hardworking ke hum Forex trading main Kabhi be successful nahi ho sakte Is liye Hamesha hardworking Karke trading Kare aur successful hone ke liye proper plan plan Banaye
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Ager him log forex ma mhnat krty ha to him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko apny experience ko apny knowledge ko istamo krna Chaya phir khi ja ky him log acha profit hasil KR skty ha
                • #9 Collapse

                  my dear friends him log forex ma jtna zyada mhnat kre gye him logo ko itna hi zyada profit hota ha is leya him logo ko forex ma zyada sy zayada mhnat krni chaya ta ky him log forex sy acha profit bna skty or loss sy bach sky
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                    Forex trading main sab traders ka kehna hai kay loss bhe har kise ko hota hai. Aur ye aap par depend karta hai kay aap us loss ko kis tarha handle karty ho. To mera sawal ye hai kay esa kiya kia jay kay loss kam aur profit zaida ho?
                    Agar Hum Jaate Hain ke Hame Forex trading main kaam karke profit jyada ho all laws thoda ho to Hame iske liye hardworking karna hoga Kyunki Bina hardworking ke hum Forex trading main successful Nahi Bolna Forex trading profit gain kar sakte hai isliye Jyada Se Jyada hard working Kare or Forex trading Se Jyada profit gain Kare aur apne loss ko kam kare
                    • #11 Collapse

                      bhai aap nay jo sawaal poocha iss main do sawaal hain aik to yeh kay loss keday kam kiyaa jaaye or dusra yeh kay maximum profit kesay haasil kiyaa jaye

                      Loss ko kesay kam kiya jaaye.

                      ager hamnay apnay loss ko kam kerna hay toh sab say pehlay apnay main say gred ko nikaalan perya ga insaan hamesha laalach main aaker money management waghera her cheez ko bhool jaata hay to pehli baat hay kay aap laalach nah kerain hamesha aap moderate lot size ki trades open kerain kabhi bari lot nah lagaain or hamesha 1-2 say ziyaada trades at a time open nah kerain.

                      Profit kesay barhaaya jaaye.

                      profit increase kernay kay liye sab say zyaada zaroori yeh hay kay aap entry lenay say pehlay acha tareekay say market analysis kerainnews check ker lain or indicators per bhi aik nazar daal lain uss kay baad aap apnay ideas kissi or trader say shhuru ker kay uss ka mashwera bhi ley lain apna tp bohat bara nah laggain inshallah acha profit hoga aap ko.
                      • #12 Collapse

                        Trading mai loss ko minimize karna aur prfit barhana profitable trading kay liye important hai. Forex trading mai ziada profit earn karnay ke lye aur apny loss ko kam say kam level per rakhnay ke liye traders ko maire khayal say sab say ziada jis cheez ke zaroort hoti hai woh disciplined trading aur trend kay mutabiq trading hai.
                        Jo traders disciplined trading karty hain who apni trading mai loss ko minimize kar laite hain . kion ke trading mai discipline ke waja say woh trading say aur fazool trading position open karny say bach jata hain .
                        Iss kay sath sath , ager trader trend ko follow kar kay trading Karin tu phir in ke trading b profitable ho jiye ge. Aur who market say ziada sy ziada profit earn kar sakin gaay.
                        • #13 Collapse

                          Re: How we can increase our earnings and decrease our loss in forex trading?

                          forex trading main hum apni eraning apni leraning se incraese kar skty hain jitna cha hmary apss trading ka knowledge hoga hum otni he achi eraning kar skty hain q k jub hmain aik kam k bary main knowledge mil jata hai tu hum soko achy tariky se kar skty hain or esi traha ghr hum trading ki bat karen tu jub tak hum apni leraning ko increase karen gy tab ak hum apni trading ko bhi profitable bna skty hain es k ilwa agjhr hum loss ki bat karen tu os main bhi hmari leraning ki count hoti hai q k jub hmara expiernce acha hota hai tu hum apni trdaing ko achi traha se analysis karny k bad trading kar k achi eraning gain kar elty hain or hmain loss hony k bhi chances boht kam hoty hain tu apko chahye k apni trading ability ko jitna ho sksy otna he gain karen or apni leraning se apny knowledge ko strong karen q k jub ap ayse karty hain tu ap boht achi trading ko run kar k boht achi eraning ain karny k qabil ho jaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: How we can increase our earnings and decrease our loss in forex trading?

                            Trading my aony ap ko incres krny k liya ham ko bhot bhot mhnat krni krni orhti hy hamy lerning nai chorni chiya to ham shai trha sy is my kam kr sgty hy ya kam ham us taime tak sahi kr sgty hy jab ham is my apna mind full active rakhty hy our us my ham sahi prodit ly sgty hy phr agr ham is kam my sahi trha sy kam na kry lerning chor dyty hy to ya bhol b sgta hy our achi trha sy market smjh bhi nai ata hy our ham ayk jaga tok jaty hy bry trader nai bn sgty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How we can increase our earnings and decrease our loss in forex trading?

                              dear forex mein apny profit ko increase karny kay liye forex mein bohat he acha balance backup hona behtar ha kiyon kay ap kay pass jitna acha balance hoga itni he achi earning hasil ki ja sakti ha is liye apkay pass acha experience or knowledge ka hona bohat he zarori ha is liye hard work or achy experience kay sath ap apni life lo kamyab or acha bna sakty hein is liye hard work or acha experience forex kay about hona bohat he zarori ha kiyon kay unexperience apko market mein bohat he loss karwa sakta ha is liye apny profit ko increase kay liye market mein achy balance kay sath work karna zarori ha kiyon kay forex mein backup he apko bohat he acha profit dilwa sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X