hamari post quality kesi honi chahyie ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: hamari post quality kesi honi chahyie ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
    assalamualaikum friends umeed krta hun ap kheriyat sy hun gy
    agr hum acha bonus leta chahty hain to apko post ki quality ko maddy nazar rakhna chahye
    is tara ham apna bonus kai guna bar sakty hain
    pos esi ho jo bhi apki post pe ay like & thank kiye baghair na ja sky or apki post sy us ko buhat kuch hasil ho apsy itna mutmain ho ap ko friend rq krny py majbor ho jay
    is tara ye apka buhat acha forum ban jay ga parny k liy bhi or kama ny k liye bhi
    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k Pakistan forex forum pe hum log jtni bi post karty han ya new thread post karty han to is main apna maximum knowledge or apna experience share karen ho sakey to is ki koi picture ho digram ho wo sath attach kar dan to ziada behtar ha
    Jtni ache quality ki post karny utna he bounce ziada mily ga is ley ziada sy ziada knowledge or experience wali post karny ta k ziada sy ziada bounce mily
    Jo bi post karny to us main kam sy kam words 500 honey chae han or is sy ziada bari jtni post karny gy ap k ley behtar ho ga is ley post quality or quantity k lihaz sy best honi chae ha tak maximum bounce mil sakey ap ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: hamari post quality kesi honi chahyie ?

      Pak forex forum pay members kaam kertay hain aur monthly bonus haasil kertay hain jiss say trading ker kay profits ko withdraw kerwa laitay hain. Jo members forex forum pay acha kaam kertay hain tou unhain bonus bhi acha milta hai. Pak forex forum pay acha bonus lainay kay liye kaam bhi excellent hoto maza ata hai. Quantity aur quality ka khayaal rakhna her member ki apni zimadaari hoti hai. Forum pay posts kerna aik bohat technical kaam hai. Forum pay posts ko rules kay mutabiq kerna chaiye. Her member jab post kerta Hai tou usay iss baat ka khayaal zarur rakhna chaiye kay posts mai jo information share Karey woh bilkul theek aur reliable ho aur Agar apna khud ka experience share kia jaey tou posts ziada achi ho jaati hain. Aisi posts pay thanks achay miltay hain kiyu kay ziada members unhain parhtay hain. Posts ki length ka khayaal rakhna bhi bohat zaruri hota hai

      اب آن لائن

      Working...
      X