forex trading mushkul hy ya asan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading mushkul hy ya asan?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
    aassalamualikum friends umeed krta hun ap kheriat sy hun gy friends jo b bisnass shuro main dushriyan zaror ati hy hain in dushwariyon sy ghabrana nai chahye balky dat kr muqabla krna chahye choti chati preshaniyan to zaror ati hain jo is ghabra jay wo kabi b 1 acha traders nai bansakta apni khamyo ko pehchaniye or in ko khud sy dor kijy inshallah ap zror kamyab hun gy
    Assalamu alaikum bhai Forex come business Ek bahut hi complicated or risky business hai forex business Ek Aisa business hai jisse Aksar log Asan samajhte hain lekin Itna Aasan Ho is business ko samajhte Hain Itna Aasan yeah really t mein nahi hai aur bahut Sare log Aise Hain Jo forex business ko bahut jyada Mushkil business samajhte Hain two forex business Itna Jyada Mushkil business Bhi Nahin Hai Jitna ke usko log samajh lete hain Agar Forex ki logo ko Samajh Mein Jaaye Jin Logon Ko samajh aa Jati Hai unke liye forest 1 accha aur Aasan business hai lekin jo log Forex ko nahi samajh Pate Hain Jinke Paas knowledge Nahin Hota permission nahi hoti unke liye ek bahut hi jyada Mushkil business hai us sometimes unke liye ek irritating business free Hota Hai Forex main isiliye Kaha jata hai ki agar aap Forex Nahin easily survive karna chahte hain to aapke paas information on Knowledge Ka Hona bahut jyada Jaroori hai Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading mushkul hy ya asan?

      Forex trading un k leay asaan business hai jo k us main mehnat kerta hia our jo us main shortcut k chakar main rheta hai to dost wo us main loss he kerta haii us main humean mehnat to kerna ho gee koin k ye internetional business hia our us main barey traders k sath mukabla hai to un say win kerna hai to din raat aik ker k forex ko apny leay asan bnana ho ga
      • #18 Collapse

        Re: forex trading mushkul hy ya asan?

        us world main koi bhe kaam ya business muskhil ya asasn nahe hota hai hum khud us ko apny laay dhalty hain apny leay mushkil ya asaan bnaty hain ager jo bhe hard worker hota hia us k leay her kaam asaan hota hai ouir jo bhe us main mehnat nahe kert hai us k leay muskil hota hia
        • #19 Collapse

          Re: forex trading mushkul hy ya asan?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          aassalamualikum friends umeed krta hun ap kheriat sy hun gy friends jo b bisnass shuro main dushriyan zaror ati hy hain in dushwariyon sy ghabrana nai chahye balky dat kr muqabla krna chahye choti chati preshaniyan to zaror ati hain jo is ghabra jay wo kabi b 1 acha traders nai bansakta apni khamyo ko pehchaniye or in ko khud sy dor kijy inshallah ap zror kamyab hun gy
          Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading in k ley both muskal ha jo bagar knowledge or experience k trading karty han jin k pass learning or practice ni hoti ha or na he koi information hoti ha trading ki wo just tuky pe ya luck pe trading karty han asy logun k ley forex trading both muskal hoti ha or wo apna he loss karwaty han
          Jab k Jo log pehly learning or practice karty han or us sy acha knowledge or experience hasil karty han or forex market ko samjty or seekty han or analysis karna seekty han or us k bad proper money management or risk management k sath trading karty han or is tahra ache trading kar k ache earning karty han in k ley forex trading both ahsan hoti jati ha jasy jasy in ka knowledge or experience ziada hota jata ha or ye auto pe ache earning start kar laty han
          • #20 Collapse

            Re: forex trading mushkul hy ya asan?

            Business koi bhi asaan ya mushkil nahi hota bulkay sub aik jaisay he hotay hain. Issi Tarah forex ki bhi yehi state hai. Agar forex ko achi Tarah seekh kay karain to forex bohat asaan hai aur Agar poori Tarah seekhnay aur learning kay baghair Kiya jaey tou ye bohat mushkil business hai. Kuch traders forex ko aik proper planning say shuru kertay hain aur unn kay zehan mai ye baat hoti hai kay forex ko aik lambay arsay kay liye apna profession Bana hai iss liye wo forex ki learning aur knowledge kay saath saath demo training bhi aik professional approach kay saath kertay hain aur aisay traders he forex mai kaamyab bhi ho jatey hain. Unhain forex aik asaan business lagta hai. Kuch traders forex ko dusray online businesses ki Tarah laitay hain aur waqti faida uthanay ki koshish kertay hain aisay traders forex ko seekhnay baghair shuru ker laitay hain aur bohat jald left bhi ker daitay hain unn forex trading business bohat mushkil lagta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: forex trading mushkul hy ya asan?

              Forex trading.
              Dear members Forex trading mein different currencies ki trading ki jaati Hai, in mein do currencies ke pair banae jaate Hain aur trading hamesha pair mein ki jaati Hai is ka matlab yah hai hi ki 2 countries ki currency ka aapas mein comparison kiya jata hai ki kaun si currency up ya down ja rahi hai. Forex trading buniyadi taur per technical indicators aur fundamental analysis per depend karti hai magar donon ki situation change hoti hai. Kisi bhi country ki currency uski economic condition ke hisab se up down hoti hai is liye hamen trading country ke hisab se a economic position ko follow karna parta hai. Forex trading aik mushkil business Hai Magar tab tak Jab aap ke pass knowledge nahin hota Jab aap ke pass knowledge a jata hai to Forex trading ek aasan business hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X