Economic calendar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic calendar
    Assalamu Alaikum bhai mai aap se Yeh puchna Chahta Hoon k economic calendar Kya Hota Aur Hum is sy Kaise fayda Asal KR skty ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum bhai mai aap se Yeh puchna Chahta Hoon k economic calendar Kya Hota Aur Hum is sy Kaise fayda Asal KR skty ha
    Assalamu alaikum bhai economic calendar means KSR calendar Hota Hai Jisne economic situation par Bartender kyu Hoti Hai Ke is sweet mein kya hua yaar is saal mein kya hua kaise hua aur next year mein kya ho sakta hai ya next month me kya ho sakta hai ecomet economic calendar ko Dekhte Hue Hum Apne order ko laga Ne Se Pehle Bahut Achi Tarah Se market ko analysis bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      ECONOMIC CALENDAR

      Walakum Salam bhai economic calendar woh calendar hota hay jis main forex trading market kay bary main jo updates aor meeting ya forecast ya phr data any walay hoty hian un kay bary main btata hay aor economic calendar kay help say trader ko forex market ko fundamental analysis karna chhy aor economic calendar world ki important countries kay meetings aor planing kay bary main trader ko agahy day rha hota hay aor is economic calendar say trader ko forex market main honay walay next changes ki information mil jaty hay aor forex trading main economic calendar ko trader daily watch karain is kay updates ko smjhain aor economic calendar main jo high level kay meetings hoty hian in main market kay movement bhut fast ho jaty hay qion kah important updates main different countries kay economic situation ko zahir kia jata hay agr ksi country ki economic situation thek hoty hay to forex market main us country ka trading pair ki price up ho jaty hay aor is tarah say agr us country ky economic situation bad ho gy phr us country ka trading pair bhy down hota jay ga yeh sb updates daily economic calendar main trader ko mohya ki ja rhay hoty hain in ko smjhna trading market main important hota hay
      • #4 Collapse

        Economic Calendar Aur Us Kay Faiday

        Economic Calendar aik schedule hai news ka jo kay market kay hawaaly say aati hain aur market price par asar andaaz hoti hain. Economic calender har mulk ka aledha say ya phir sab mulkon ka aik jagha par aapko mil sakta hai. Jis main Daily ya Weekly Economic news ke details aapko mil sakti hain. Economic calender main aapko aise news ke date aur time milta hai jin ke details pehly say he govt aap kay sath share kar daite hai. Economic calender main mukhtalif news jesa kay
        GDP
        Nonform Payroles
        DAILY WAGES
        PPI
        CPI
        Interest Rates

        Wesghra shamil hoty hain aur en ka asar market par unkay news main aany waly figure say parta hai.

        How To Use Economic Calender:
        Economic calender main news kay aany say pehly aapko 2 cheezin provide ke jaati hain aur aik news kay baad aapko pata chalti hai. Agar news positive ho to aapko us currency ka mazboot hony ka ishaara hota hai aur negative jo to phr currency weak hony k chances hoty hn.
        Exapmle: Agar GDP ke news aani hai to aapko pehly Previous aur Forecast btaai jaati hai. Jab kay Actual data aany kay baad show hoti hai. Agar forecast say actual achi ho to currency strong aur actual agar kam jo to currency weak hoti hai.
        • #5 Collapse

          dear jaisy ap ne baat ki hai Economic Calender ki to ais mai ye hai k ap ko ye pata ho ga k market mai news aati hai jis ki waja se market mai kabi moment taiz ho jati hai aor kabi slow ho jati hai jab bhi market mai koi news aati hai to aus time market kafi zayda fast ho jati hai ye economic calender mai jitni bhi news aani hoti hai aun ka ap k pass record show ho raha hota hai aor aus mai ap ko ye pata chal raha hota hai k kon si news important hai aor kon si aisi news hai jis se market par atna khas faraq ni pary ga ais k liay diffrent sites hai jin par ap ye calender dekh sakty hai aor agar ap ne market mai news k time trading karni hai to ap ko aun sites se help bhi mil jati hai aor ap aus k hisab se trading kar sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Economic calendar

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main har saal economic calendar jari kea jata ha is main 3 qism ki news hoti han jin ka market k sath both ziada role hota ha in ki waja sy market main both tazi ati ha or market tazi movement karti ha calendar main 3 qism ki news hoti Han jin main aik high level , mediam level or low level ki news aati Han
            High level news main market main both ziada movement hoti ha market tazi up or down jati ha news positive ho to up jati ha or negative aay to down movement karti ha
            Mediam level news main market itna ziada movement Ni karti ha tohri c Kam movement karti ha high level sy or up ya down news k positive ya negative pe hota ha kdr move Kary ge
            Low level news market mediam level sy bi kam movement karti ha low level news market pe itna ziada asar ni parta ha
            • #7 Collapse

              Re: Economic calendar

              Economic calendar different countries ke important economic data ke news ke relase time kay mutabiq bana hota ha aur woh sari important economic news jo pehlay say he scheduled hoti hain woh sari he economic calander ka hisa b hoti hain.
              Economic calendar mai data ke importance aur realse date aur release ka time b diya hoa hota ha. Aur iss trah isss economic calendar ko use kar kay traders berwaqat economic news hasil kar kay apni trading kay doran faida hasil kar sakty hain.
              Har trader ke liye economic calendar say istaifada hasil karna zaroori ho jata hai kion ke iss ko use kiye baghir achi trading karna aik mushkil aur risky kaam hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Economic calendar

                dear friend Forex trading main economic calendar news ke liye istemal Hota Hai economic calender Mein Delhi ke base per news Aati Hain Jeene mein different type ki news hoti hain koi hai impact medium impact Iske alava low impact high impact news main market both pass moment karti hai hi jism ki vajah se a market mein bahut Taisi Aati Hai aur market value Teji se up down move karti hai medium impact mein Market medium movement karti hai na Zyada fast hoti hai na Low hoti hai low impact news mein market slow moment karti hai aur aur Apni Jagah per rahti hai na zyada movement karti hai aur na Zyada up down Jaati Hai economic calendar pure Sal Ka Jari Kiya jata hai jis main daily weekly aur monthly ke hisab se news Aati Hain high impact news market mein bahut zyada Asar Andaz hoti hain isliye Hamen high impact news pa Zyada Nazar rakhni chahie aur aur news ke time per bahut Athiyat se trading Karni chahie hai

                اب آن لائن

                Working...
                X