Stop trading in unstable market????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop trading in unstable market????
    Jub bhi aap trading karnain lagain to aik bar zarior soch main air achi tarah analysis kar main tb hi aap kamyab hun gay air yeah kaafi bar kaha gaya hai k hub bhi market unstable ho market main enter hi nan hun q k is doran trade ka andaza laganan bht mushkil ho jata hai air aap market main ussi waqat enter hun jubaap ko trend ka andaza ho jaye Ayr aap achi tarah soch main support air resistance level bhi zaror check kar main tb trade lagayen Ayr apni trade main lot size SL air tp ka khaas khiyal rakhain air achi tarah trade lagayen in dinon market kaafi unstable hai is liye trading karna bewaqofi hai aap apnan account phansa bethain gay Ayr phir loss recover karnan mushkil ho jatay hai.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    app ki bat se me agree karta hon unstable market movement me kabi be trading nahi karni chaye, agar market trend ko app samaj nahi pa rahey hey to esy time me trading karna bahot hi zeyda risky ho sakta hay, market ko analysis kar key trend ko understand karna chaye us key bad risk factor ka khayal rak kar limited lot size se trades open karny chaye, jab be ham first trade open karty hey to us ka lot size bahot zeyda kam hona zarori hay, kam se kam lot size laga kar market ko understand karny me asani ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      G han ak achy tradet ke liye zroori ha k wo trade opn us time kray jb market ki movement achi ho .up ya low trend ka pata ho .jisi bhi trader k liye ya sahi nahi ha k wo us wqat trade opn kry jb market unstable ho unstable market main kbhi bhi trad nahi krni chaye .loss k siwa kuch nahi milta.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai aap nay theek kaha hai jab market unstable hoo to trade ko leave kar dena he behtar hai us main loss ky chancess boht ziyada hoo jatay hain and market ko analysis karna bhi mushkil hoo jata hai ais liye humian unsatable situation main market ko leave kr dena chahyee and opportunity ka wait kar lena chahyee jab bhi koi trader unstable market main koi decision leeta hia wo us sy satisfied nahi hoota aor phir result bhi us ki umeed ky hisaab sy naih aata hai ais liye mary khayal main her trader ko nutral and boht fast market sy bachna chahyee taky koi bara loss na hoo jaye jab analysis pakky hoon tab he trade lagni chahyee
        Last edited by ; 13-09-2018, 08:00 AM.
        • #5 Collapse

          Aslam o alaikum bhai ap nay boht hi acha sawal kia ha agar market unstable ho to baishak trade ko leave kar daina chahaye q ky us waqt yahi behtar ha q ky us mein loss honay ky chances boht zaida bhar jatay hein aur apko bara loss ho sakta ha is liye yahi behtar ha ky ap trade ko leave kr dein aur aisay halat mein market analysis karna bhi boht mushqil ho jata ha is liye trade ko leave karna boht zarori ho jata ha aur sai waqt ka wair karna parta ha jab bhi kabhi koi trader unstable market mein desicion laita ha wo us sy mukamal satisfied ni hota aur results bhi us ki expectations ky mutabiq ni ata is liye mein to ye recommend karon ga ky har trader ko nutral aur boht hi fast market sy bachna chahye takay hamein koi bara loss na uthana paray jab hamein pura satisfication ho tab hi tradse krni chahye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
            Jub bhi aap trading karnain lagain to aik bar zarior soch main air achi tarah analysis kar main tb hi aap kamyab hun gay air yeah kaafi bar kaha gaya hai k hub bhi market unstable ho market main enter hi nan hun q k is doran trade ka andaza laganan bht mushkil ho jata hai air aap market main ussi waqat enter hun jubaap ko trend ka andaza ho jaye Ayr aap achi tarah soch main support air resistance level bhi zaror check kar main tb trade lagayen Ayr apni trade main lot size SL air tp ka khaas khiyal rakhain air achi tarah trade lagayen in dinon market kaafi unstable hai is liye trading karna bewaqofi hai aap apnan account phansa bethain gay Ayr phir loss recover karnan mushkil ho jatay hai.....
            Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai jaisy aj kal hum dekh rahy hai k market mai unexpected move ho jati hai jis se samjh hi ni aata aor market aisy move kar jati hai jis se market mai samjh hi ni aata magar jaha tak baat hai ais market mai kaam ki to agar hum sath fundamental par kaam karty hai to hum ko ais mai ye hai k hum ais mai acha kaam kar sakty hai kun k sirf technical par kaam karny se banda loss karta hai sath fundamental par kaam karny se bandy ko profit zayda ho jata hai.
            • #7 Collapse

              unstable market main trading stop karna must hay qion kah jb trader ko market ki understanding nhy ho rahy aor market kabhy up ho rhay rhay aor kabhy zyada down ho rhi hay trader ko forex market ko analysis karnay main dushwari ho rhy hay aor trader koi trade open na karay qion kah aisy trading condition main trading karna loss day ga trader kay liay important hay kah trading market main market ko stable honay day aor market main us time trading karay jb market ki right direction ka andaza thek tarah say trader ko ho jay aor trading main market ky support aor resistance kay level ko zaror check karna chhy aor trader ko forex market main thek tarah say market ko analysis karna chhy jb trader ko thek market ka trend smjh main a jay phr order open karna chhy aor trader ko trading main loss na karain aor aisy good planing karain kah trading main profitable trade open karain aor trading main right direction ko follow karain aor jb market stable ho aor analysis karna easy ho market ko phr trades open karian is tarah say trading main profitable trading easily kar lain gay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                Jub bhi aap trading karnain lagain to aik bar zarior soch main air achi tarah analysis kar main tb hi aap kamyab hun gay air yeah kaafi bar kaha gaya hai k hub bhi market unstable ho market main enter hi nan hun q k is doran trade ka andaza laganan bht mushkil ho jata hai air aap market main ussi waqat enter hun jubaap ko trend ka andaza ho jaye Ayr aap achi tarah soch main support air resistance level bhi zaror check kar main tb trade lagayen Ayr apni trade main lot size SL air tp ka khaas khiyal rakhain air achi tarah trade lagayen in dinon market kaafi unstable hai is liye trading karna bewaqofi hai aap apnan account phansa bethain gay Ayr phir loss recover karnan mushkil ho jatay hai.....

                Bhai AP ny bhot hi achi question poucha ha Mary khayal ma ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho kau ky ager him log is tra trading krty ha to phir acha profit hasil kr skty ha is ky leya him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha is ky elwa or kuch nhi bas mhnat or Bhai jtni zayada him log mhnat kre gye itna hi zayada profit bna skty ha or him logo ko her Roz mhnat krna hoti ha bas mhnat mhnat or mhnat or kuch nhi
                • #9 Collapse

                  Re: Stop trading in unstable market????

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                  Jub bhi aap trading karnain lagain to aik bar zarior soch main air achi tarah analysis kar main tb hi aap kamyab hun gay air yeah kaafi bar kaha gaya hai k hub bhi market unstable ho market main enter hi nan hun q k is doran trade ka andaza laganan bht mushkil ho jata hai air aap market main ussi waqat enter hun jubaap ko trend ka andaza ho jaye Ayr aap achi tarah soch main support air resistance level bhi zaror check kar main tb trade lagayen Ayr apni trade main lot size SL air tp ka khaas khiyal rakhain air achi tarah trade lagayen in dinon market kaafi unstable hai is liye trading karna bewaqofi hai aap apnan account phansa bethain gay Ayr phir loss recover karnan mushkil ho jatay hai.....
                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main kisi bi pair k center level sy trade open ni karni chae ha humy analysis karny chae han or trend ka confirm ho to phr trade open karni chae ha is k alawa ap ko proper money management or risk management k sath trading karni chae ha forex trading main different chart han different time frame Han or un k hessab sy trading ap ko planning banani chae or strategy bana k trading karni chae ha agr ap short term trading karni ha to choty time frame main trading karny or agr ap ny long term kàrni to phr ap ko chae ha bary time frame main trading karny
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop trading in unstable market????

                    Kafi dafa jab market unstable hoti hai aur market bohot taize kay sath up aur down move ho rahi hoti hai tu traders iss trah kay time per kafi ziada over excited say ho jatay hain aur trading kay liye jaldi kar daite hain.
                    App ke baat sahi hai ke iss trah kay time per jab market ke conditions ziada stable na hon tu traders ko patience aur discipline ka muzahira he karna chaiye. warna iss trah kay halaat mai trading kafi risky sabit ho jate hai aur traders ko baray loss ka samna b karna parh jata hai.
                    Iss trah ke market condition mai traders ager wait Karin aur market kay settle hony ka wait Karin aur trend clear honay ke baad he trade Karin tu woh ziada achi practice ho ge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop trading in unstable market????

                      Yeh bohat achi trading strategy kehkai jaati hai kay jab market unstable ho ya market mai movement ki samajh na arahi hoto uss waqt trading stop ker laini chaiye. Forex trading kay liye yeh zaruri nahi hai kay her waqt trading ki jaey. Agar market ki movement volatile ho aur kisi pattern ya range ko follow na ker rahi hoto uss waqt traders ko sirf market he watch kerni chaiye kiyu kay iss Tarah loss say bacha jaa sakta hai. Forex traders aisay waqt mai bhi risks laitay hain laikin yeh risks unhain bohat ziada profit bhi day saktay hain laikin bohat ziada loss bhi day jatey hain.

                      Iss waqt bhi market ki situation aisi he chall rahi hai kay movements ki samajh nahi aati kay kiss waqt kiss taraf movements ker lain. Agar crude oil ya gold ki he baat ki jaey tou kuch bhi pata nahi chall raha hai kay market kiss waqt kia movement Bana ley. Crude oil aur gold dono mai he experts kay analysis aur opinions baar baar fail ho rahey hain aur Agar ziada ghour say daikha jaey tou aisa lagg raha hai kay expert bhi sirf tukkay he laga rahey hain. Aisay waqt mai trading ki bajaey sirf market ko watch kerna chaiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop trading in unstable market????

                        Agar kabi esi situation ho key market ki movement aur condition unstable ho to esy me trading activities ko stop kar dena chaye aur jab market normal condition me na ajaye es time tak koshish karni chaye key trading be stop position me raki jaye to just market ko watch karny analysis karny aur koi strategy banany par depend kia jaye, es situation me jab market ki condition unstable ho trading karny me risk bahot zeyada involve ho jata hay aur hamari koi be trade loss key baghir exit nahi ho pati, es cheez ka khatal rakna chaye key market unstable movement se jab baghir ho jaye to per hi trading continue karni chaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X