Short term or Long term Trading
Short Term: Short term trading main hum bohat thore time main zyda profit bana skte hain but iske liye zaruri hai ke hamare pas experience acha ho Forex ke bare main tab short term Trading ki jaye to best hai. Q ke short term trading main mostly big lots use karte hain jo ke kabi kabi dangerous bi ho skti hai. Short term ke liye time frame, jo best hain hain wo m15, m30 or H1 hain.
Long Term: Long term trading main success hone ke chances zyda hote hain iske liye km se km lot use ki jati hai or equity achi ho to best hai. Long term ke liye time frames, H4, D1 or Weekly time frames hain jo ke best hain mostly trades jo hain wo weekly time frame pe trading karte hain.
umeed hai ke ap ko ye confusion clear ho gai ho gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим