Jaiza : you should take loss as a weapon to win
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : you should take loss as a weapon to win
    Loss forex business ka hissa hay loss sab ko hota hay lakin aik best trader wo hota hay jo loss kay baad seekhta hay esliye mai ye kahunga kay loss ko apna winning weapon banaiy loss se jo trader seekhta hay wohi kamyab trader banta hay loss hojanay kay baad wajuhaat dekhni chaiye kay loss kyun huwa hay then uss loss ki mistakes ko improve karna chaiye jab aap asa karogay tou aap loss se profit ki janib move karogay aik best trader apni mistakes apnay loss se he seekhta hay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex main Loss ko weapon Lena
    Forex Trading main loss ho hi jata hai, Start main bohat se new Traders ko loss hota hai is se humain tension nae leni chaiye na sirf Forex Trading balke almost sabi business main jab start kiya jaye to lazmi nae hai ke humain start se hi Profit hona start ho jaye humain loss bi ho skta hai same Forex main bi loss ke chances hote hain, Agr hum ko Forex Trading mai loss ho jata hai to humain tension lene ki bajaye Loss ko hi Weapon ki tara use kar lena chaiye matlb jo galtiyan hum bar bar karte hian jin se humain loss ho wo humain note karni chaiye or jab next time hum Trading karte hain to humain un tmam galityon ko avoid karna chaiye jo ke Loss ko weapon ki tara istamal hai or ye bohat hi zaruri hai.
    Abi jo bohat se Expert Traders ap dekhte hain ye start main hi Expert nae hote hain balke inko bi time lagta hai or ye apni galtiyon se hi sikh ke Expert traders bante hian.
    • #3 Collapse

      Learn from loss :
      Take advantage through loss :
      Learn from loss and take Advantage from loss :

      Loss har business ka hissa ha loss se humay pareshan nahe hona chaiye balkay humey loss se seekhna chaiye loss ap ko hamesha lesson deta ha jo bhi trading mei loss ho humey uss loss ko serious lena chaiye k humey loss kyon huwa jab hum usski wajah talaash karain gay humey mistakes note hojay gi aur unn mistakes se seekhna humara farz ha aur unn mistakes ko jab hum improve karain gay humey ye faida hoga k hum recovery ki taraf jain gay apni trading mei behteri ki taraf jaen gay aik best trader wohi hota ha jo loss ko recover karta ha apni mehnat se aur loss mei honay waali mistakes se seekhta ha ye zaroori hota hay essi wajah ap ka loss rukta hay aur ap best performance ki taraf jao gay esliye apnay loss ko serious len aur loss se jahan tak mumkin ho seekhen samjhain
      • #4 Collapse

        loss ko ham as a weapon use kar sakty hey hamara loss hi hamary ley big trading lesson hota hay, hamary ley loss tab hi weapon ban sakta hay jab ham apni mistakes aur loss se learning karny ki koshish karen gey agar ham esi mistakes ko ehmeyat nahi den gey jes ki waja se hamy musalsal loss ho raha ho to ham kabi be expert traders nahi ban sakty, trading me mistakes har traders se ho jati hay aur expert traders be mistakes karty hey magar expert traders aur new traders me difference ye hota hay key expert traders ko jes mistakes se loss ho jata hay wo hamesha apny loss ko yad rakty hey, jab key new traders apni mistakes ko zeyda ehmeyat nahi de paty.
        • #5 Collapse

          ap yahan par jitna zayda risk layen gay utna he ap k lye aucha ho ga ap ko kaam karnay ka kafi auchy say maza b aye ga ap kki daily base par workig b increase ho jaye gi ap ko kaam k sath sath earning b milye gi yahan say kaaam ko kuch kar k dikhayen
          • #6 Collapse

            yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai kabi loss karty hai to hum ko disheart ni hona chaye aor hum ko chaye k hum ais mai jis waja se loss karty hai hum wo note kary aor dekhy k kon si ghalti hum karty hai aus ko sahe kary aor aus k baad phir ais market mai kaam kary kun k jab hum ais makret mai kam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k hum ais mai aca kaam kary gay to hum ko ais mai profit ho ga ais liay hum ko ais mai jo bhi ghaltian karty hai wo khatam karni hai ta k hum ais market mai expert ban jaye aor yaha se zayda profit banye.
            • #7 Collapse

              loss forex business main hota hay aor trading main loss sy learning karna chhy aor loss kay cause ko smjhna chhy aor trader ko wining karnay kay liay forex market main losses ko face karna hay aor trader ko loss ho janay kay wajuhaat dakhnay hain aor trading main jo mistakes trader say howay hain un ko thek karna hay aor trader ko trading main profit ki janib move karna hay aor trading main apni mistakes ko khatam karna hay aor losses bhy trader ki apni mistakes sy hoty hian aisy automatic to loss nhy a jata hay aor forex trading main loss jb trader ko face hota hay phr trader mazeed working aor forex business ko sekhnay py tawujah data hay aor trader experience aor knowledge ko better karnay kay try karta hay aor forex business main jb trader hard work karay ga aor business main apni mistakes say bach kar trading karay ga trading main loss na hoga aor trader forex business main successful aor aik best trader ban kar trading kar kay thek profitable trading daily kar lay ga
              • #8 Collapse

                humey ziada se ziada seekhna chaiye loss se loss ap ko jo hota ha osski k baad ap profit pe jatay ho aor apni ghaltiyand ekhtey ho k aap ko kyon itna loss howa ha otherwise ye momkin nai ha k ap profitable trading karo gay kyon k ap ko pahlay lazman apnay loss ko rokna hota ha loss issliye ap ka bahtreen khatyar ha k ap problems mistakes dekho k ap ko asi konsi ghaltiyan thi lsos hotaha raha lakin gor nahi kea iss loss k saba sy sekho kuon loss howa ap ko..
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  loss se seekhna bohat ziada zaroori hota ha loss hum jab kartay haen problem nahe tention nahiii kyon ky seedhi si baat hey loss market ka hissa hey hamay worry nahi hona iss maamley mey ky loss horha balkay samjdaar jo hota hey ghabrata nai maamly ki tey tak jata ha wo issue nikaal leta ha next jab trade kerta hey ossi mistake ko repeat na krky osko afzal kamyabi hoti hey dear ap koshish karen mahnat karen dekhen k ghalti kehan ha okso nikaal ley dooor krdo
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
                    Forex main Loss ko weapon Lena
                    Forex Trading main loss ho hi jata hai, Start main bohat se new Traders ko loss hota hai is se humain tension nae leni chaiye na sirf Forex Trading balke almost sabi business main jab start kiya jaye to lazmi nae hai ke humain start se hi Profit hona start ho jaye humain loss bi ho skta hai same Forex main bi loss ke chances hote hain, Agr hum ko Forex Trading mai loss ho jata hai to humain tension lene ki bajaye Loss ko hi Weapon ki tara use kar lena chaiye matlb jo galtiyan hum bar bar karte hian jin se humain loss ho wo humain note karni chaiye or jab next time hum Trading karte hain to humain un tmam galityon ko avoid karna chaiye jo ke Loss ko weapon ki tara istamal hai or ye bohat hi zaruri hai.
                    Abi jo bohat se Expert Traders ap dekhte hain ye start main hi Expert nae hote hain balke inko bi time lagta hai or ye apni galtiyon se hi sikh ke Expert traders bante hian.
                    G Bhai loss sy Bachny ky leya him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha ager him log zayada sy zayada mhnat kre gye to phir him log acha profit bna skty ha or dosra loss sy bacho ky leya him ko planning bi krna hoti ha ager him log achi planning kre gye to achi planning ki waja sy kafi acha profit ban skta ha is ky elwa him logo ko market ko analysis bi krna Chaya jib him log market ko achi tra sy analysis KR laty ha is ky elwa him ko sirf mhnat krna ho gye
                    • #11 Collapse

                      Learning karna bada acha lagega office par market Mein Kaam Karenge isko Samjhana spinoza Rakhenge long time ke liye investments Karenge aur Kitna Jyada Yaad nahi kar sakte hain listening Japan ke baat kar sakte hain isme Kisi ka nahi hota hai aapko chahiye kya aap thoda sa perfect management Virat Kohli answer kuch samajhne ka achha wala mauka Milega
                       
                      • #12 Collapse

                        Loss market ka hisaa ha loss kyon ky kisi bhi karobaar mei hota ha profit loss business ka hissa ha kabhi kam kabhi ziada munaafa aur nuksaan phhir saath saath he hoty hain kabhi bhi ap apnay dil chotay na karain loss hojanay pe humay samajh kar kaam krna bohat he ziada zaroori ha apnay lsos ko asa weapons to win len gay yakenen ap ko loss se seekhnay ko kuch miley ga apnay loss ko ehmiya den uss ki ghaltiyan pakrray tabhi ap ghaltyoin ko jab improve karen gay ap ko bohat acha silla milay ga
                        • #13 Collapse

                          Yaar aapko long time preferable strong level car with investment plan maintain Rakhna Hoga Jis Ke Sath aap acche se working kar lenge agar aap Yahan Par usko regular working ke liye generate Karenge toh aapko is Se Bojhena film all information generate Hogi kam karne mein aap ko kab Milegi Jiske Liye aapko Boss website ko search karna hoga
                             
                          • #14 Collapse

                            G han jnb main pehlu bhi kaafi baar bata chukka hun k hub bhi market main enter hundonon taraf ka jaiza main loss kitna ho skata hai profit kutna ho Sakta hai SB calculation kar nain k baad trade lagayen tb Hi aap kamyab hongay jub aap ko pata ho ga aap pehlay say hi tiyar ho gay k itna loss ho Sakta hai to jub aapko loss ho ga aapkq mind set kharab ni hoga aur jub bhi loss ho is prregret honain k bajaye sochqin k yeah loss q hoya hai isko wajah kia hai UAR try karain k Jo ghalti is baar hoyi hai woh next time nan ho tb hi aap kamyab ho paogay jub aap k mind main loss ho ga aur sahi tarah say analysis karain us k baad hi trade lagayen ....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat sey traders loss hojaney pe ghabra jatay hain jab k loss tention lo gay ap yakeenan mazeed loss karogay isliye sab sey best hota ha loss ka advantage lo loss se sekho loss se best traders seekhtay hain humey bhi jahan tak mumkin ho loss se seekhna chaiye humey loss se faida uthana chaiye loss hum ne jin mistakes ki wajah sey keya wo loss hum again na karain unn mistakes ko apni trading se door karna chaiye ye humari trading ki best improvement hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X