Jaiza: Psychological Trading issues
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Psychological Trading issues
    Trading aik aisa kaam hai jis main minute aur seconds main market ke soortehaal badalti rehti hai. Jis main insaan ko apny plan aur apny kaam par yakeen aur mukamal aitemaad hona chahey. Agar aapko aitemaad nahe hota to apko kafi zaida problems face karny party hain. To daikhty hn k trading k doraan aapko kon kon sy psychological issues aa sakty hain.

    1. Loss Ka Dar: Loss ka hmesha dar hony ke wajha sy kafi faisly ghalat aur wakt sy pehly kr diey jaty hain.
    2. Loss Ma New Trade Lagana: Pehly loss main hony wali trade ka baad phir sy aik aur trade lagana jis sy account aur bhe buri position ma aa jata hai.
    3. Profit Wali Trade Jaldi Close Karna: Loss wali trades ka chalty rehna aur thory profit ma aany k bad jaldi close karna aik bht bara psychological problem hai.
    4. Strategy Sy hat K Trade Lagana: Agar aik strategy kamyaab bhe ha to us ko follow na karna bhee bari problem hai.
    5. Har time Market Ma In Rehna: Kuch time aisa hota hai k market ma sy out hona parta hai lekin aisa karna bht mushkil hota hai aur koi easily kar nahe paata.
    6. Loss Recovery K Liey Bari Trade Lagana: Loss k baad disappointed ho kar bary lot size sy trade lagana bhe bht bara issue hai.

    Es kay elawaa bhe beshmaar issues hain jo aapny khud apni routine ma daikhny hain jin ke wajha sy aapko loss hota hai aur aapki trading affect hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar office space HP trading Karte Hai Uska kuch na kuch technical effect ho sakta hai is technical effect ko Apne Nikle management ke liye use kar sakte hai isko aap koi bhi acche se sab kuch information Nisha ke kitne Jyada bakwas information office se aapko Itna Jyada kaam karne mein Sone nahi hogi
    • #3 Collapse

      Salam Bhai ma AP ki bath stuff bilkol mutafq ho kau ky is ky bary ma many search keya ha wo bilkol thek kaha ha AP ny AP bilkol thek bath KR rhay ho
      • #4 Collapse

        Jaiza: Psychological Trading Issues

        Forex trading business mein yeh batein to hein jo keh traders mein hote hien aur in ke waja se trader ko apne trading mein ghlteian hote hien aur trader apne trading market ke psychology ko nhe smjhta he aur aise he ghlt faisle kr leta he jo keh trader ko faida nhe dete hein aur loss ka sbb bnte hein to jo ap ke 6 batein bta de hein woh blikul sahih hein aur in ke waja se trader loss krte hien to mein bhe yeh bat kahon ge ke in baton se avoid krein aur apne trading mein market ke sahih psychological problems mein na pra krien aur apne trading mein ache planing se kam krein to ap ko boht faida ho ga aur jo psychological issues hien woh to mein bhe tafseel se ap ko bta dete hon ......

        1- Yeh keh trader apne trading mein loss ke dr ke waja se ghlt faisla kabhe na kre aur market ko phle ache trah se smjh kr phr apna order lagaya kre.

        2- Yeh keh trader kabhe bhe high risky trading na kre agr aik trade mein loss ho rha he to mazeed zyada lots lagane ke zaroorat na he aur market ke trend ko smjhne ke zarorat he aur trend ko smjh kr apne trading krein.

        3- Yeh keh jb hmein profit thora sa ho rha hota he to hm jlde se profit wale trade ko close kr dete hein yeh bhe ghlt bat he hm ko chahe keh hm market ke sahih condition ko smjh kr apne profit wale trade close krien to hmein mazeed acha profit hasil ho skta he.

        4- Yeh keh trading mein ache trading strategies ko follow krna zarore hota he aur yeh hamre ghlte hote he keh hm ache trading strategies se hat kr apne trading krne lag jate hein to hmein loss hota he.

        5- Yeh keh trader kabhe bhe zyada time market mein na rhe jo keh trader ke lie boriat ka bais bne trader ko chahe keh woh itna waqt apne trading mein de jo keh trader ke lie asan ho aur trader ke mind pr bojh na pre to es bat ka khyal krna boht zarore he kion keh jb zyada waqt market mein lage rhein ge to hmara zahn sahih faisla nhe kr pata he.

        To yeh batein jo bta de hien ap in ko ache trah se smjhein takeh ap ke forex trading market ke jo psychological problem hmein rozana pesh ate hien hm us se bach skein aur apne trading mein ache kam kr skein takeh hmein apne trading mein success hasil ho.
        • #5 Collapse

          Forex Trading asal main complete Emotional Trading se bari pari hai is main jo bi aik dfa enter hota hai wo completely emotional trader ban jata hai, jitna marzi control kar liya jaye khud pe
          Forex Trading main Psychological control
          Forex trading main jab Trading karte hain to humain sab se phele to khud pe control hona bohat zaruri hai.
          Forex ki market main humain ye bat apne mind main rakhni chaie ke Loss bi hota hai or profit bi hota hai, jab koi Trade Running main ho to kabi bi us ko bar bar cut na karian na hi bar bar lgain.
          Forex Trading main hi nae balke koi bi business ho us man Profit bi hota hai or Loss bi hota hai islye Tension free rehne ki try karian.
          Aik time set kar ke us duran ap complete analysis ke sath Trading karian or Trade karne ke bad chor dain us ke bad results ka wait karian.\
          Kabi bi Trade ke samne na bethe rehe q ke is se emotional feelings ati hain.
          • #6 Collapse

            Trading kay doran Psychological factor trading ko bohot he ziada effect karta hai.

            Kafi dafa app nay yeh note kiya hoga ke kafi saray new traders aur even expenced traders b demo per bohot he achi trading karty hain , lakin wohi traders jab real account mai apni investment ke base per trading start karty hain tu phir in ko earning karnay mai kafi masla paish aata hai. Asal mai demo account aur real account mai Psychological factor ya emotions ka he faraq hota ha.

            Demo account mai emotion ke involvement kam hoti hai iss liye decision making kam knowledge aur expeirnce kay sath b achi ho jate hai. Lakin real mai investment asli honay ke waja say emotions ke involvement b ziada hoti hai jis ke waja say trading decision achy nai ho sakty hain.
            Aik trader kay liye yeh jannna bohot he lazmi hai ke Emotions ke types kon kon c hain tab he trading kay doran ham iss qabil hon gaay ke in ko control mai b rakh sakin.
            Emotions ke following types hain.
            1. Fear
            2. Anger
            3. Sadness
            4. Happiness
            5. Disgust
            6. Surprise


            Ager traders in mai say kisi aik ka shikar ho jain tu ziada chance yahi hai ke who ghalat decision lay kar trading kay doran apna loss kar lain gay. Emotion control trading ka bohot he important hisa ha aur maire kahayl say tu ager traders ka emotion control acha tu woh kam experience aur kam learning kay sath b achi trading kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              TRADING PSYCHOLOGICAL ISSUES
              Market main trader ko bhut sari psychological trading issues ka samna karna hota hay forex market ky movement badlati rahty hay aor trader is main mistakes karta hay jo kah trader kay liay nuqsan dah ho jata hay trading main aik to issue ap ny bola loss ka dar hay yah bat thek hay trader jb trade open karta hay trader kah mind pay yeh bat bath jaty hay kah us ko trading main loss na ho aor trading main yah loss ka dar trader kay mind ko muntashir rakhta hay jo kah thek nhy hay dosry bat loss main new trade open karna yah bhi thek trading nhy hay agr trader ko loss ho raha hay phr aor mazeed new trades open karta jata hay yah bhy trading kay mind ki big mistakes main say hay aisa na karain tasri bat kah profit wali trades ka jldi close kar dana yah bhi trader ki mistakes hay kah trader market kay trend ko clear nhi karta aor thora profit ksi trade say ho raha hota hay jldi say close kar data hay chothi bat strategy say hat kar trade open karna yah bhi trading market main trader ki psychological mistakes hay kah trader aik right profitable trading strategy say hat kar trading karna start kar data hay jo kah thek nhi hota hay aor trader losses main jata hay panchwain bat har time market main in rehna yah bat bhi trading market main trader kay liay thek nhy hay qion kah jab trader har time market main in rahay ga phr trader kabhy market main right decision lay ga aor zayada bar wrong decision lay ga aor trades open karay ga jo kah trader ko loss day jay ga chhati bat loss recovery kay liay bari trade open karna yah bhi trader ky big psychological mistakes main say hay kah trader loss ko cover karnay kay liay big lots ky trades open kar data hay jo kah trader ko kabhy to profitable ho jaty hay lakin zayada trader ko loss day jaty hay yeh batain trader ko smjhna hain aor trading market main in things ka use nhy karna hay aor trader forex market kay psychological issues ko smjhy aor trading main mind ka thek use karain bad and wrong ways trading main choose na karain
              • #8 Collapse

                forex trading main achy proft k liye trading ki sari psychology ko msjhty howe trading karna hota hai q k boht se tador boht se galtuin k sath trading kar rahy hoty hain jis ka yh hota hai k un ko loss face karna parh jata hai hmain apni trading main ayse amal se guraiz karen jis se hmain loss ho es liye har point ko achi traha se karty howe trading karni chahye or apni startgy ko use kren market k against kbhi trade na lgaen or jub bhi market main acha point mily os main trade lgaen or osko miss na karen kuj points ayse hoty hain jis main humain boht ahtiayt karny ki zarort hoti hai or os k bad hmain loss kam hota hai or acha profit mil jata hai
                • #9 Collapse

                  Jnb aap nain bht hi achi thread created ki hai meray khiyal k mutabiq bhi physically and mentally fit hona fired trading main bht zaroori hai agar aap relax ni hun gay aur is k bawajod aap trading karo gay to aap bht ziada loss kar bethogay aur bht saari trade phansa bethogay jin k nikalnain main aur loss recover karnain bht ziada time lag bata hai is liye chand aik cheezain add kar raha hun Jo aik behtar trader bam sakti hain aap ko ...


                  Cool mind k sath trade karain jub bhi trading k liye bethay damagh ko thanda rakhain


                  Relax environment main kaamkarain jahan disturbance bilkul nan ho


                  Jaldbaazi main bilkul trade nan lagayen


                  Jub bhi loss main gun sabar say kaam pain Ayr fazool trade nan lagayen


                  Hamehsa trend main trade karain
                  Umeed hai aapko post pasand ayi ho GI...
                  • #10 Collapse

                    han g yah all batain ap na bohat achi lakhi hai k trading main just skill kam nahe ata balky wahan per hamary psychology b bohat kam kar rahy hoti hai. simply agr ham psychology strong hai to tab ja kar hamary forex trading stratigy kam a sakain gy warna forex se ham ko koi b faida nahe ho ga. is lai lazmi hai k mazboot psychology ho .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading main hmain profit tu boht akm points par mil jaat hai mghr loss hony ki wajhat hmary apss boht zeyda hoti hai jesy k ap ny post main boht dtail se bat ki hai k hmain en en kamon se loss hota hai tu apka har point sahi hai or main es par yakeen karta hun forex trading main jis points par hmain lsos hota hai un ko kahtm karna bohtz aroro hota hai aghr tu hum un k throw he trading karty hain tu hum aik tu na kmayb hoty hain or na he hum foex se achi earning kar skty hain tu hmain ayse points ko khtm karna chahye or apni leraning ki traf focus karty howe trading karni chahye ta k hmain lsos na ho or acha profit mil saky

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X