Forex trading traders ke liye part time mai behtar hai ya phir Full time ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading traders ke liye part time mai behtar hai ya phir Full time ?
    Forex business ke aik bari quality yeh b hai ke iss ko traders full time b kar sakty hain aur part time mai b kar sakty hain. App ke khayal mai forex trading full time mai ziada behtar rehti hai ya phir iss ko part time mai karna chaiye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading zyada behtar tou full time hi hai but agar apky pas full time for trading available nehi hai tab ap part time trade ker ky bhi forex trading main achi earning ker sakty hain lekin agar ap full time trader hain tou ap part time trader sy zyada achi earning ker sakty hain woh aesy ky agar ap full time forex trader hain tou ap all the time forex market ko observe kerty hain aur jab apko best entry point milta hai tab ap trade open ker ky acha earnings ker lety hain aur off time main jab apki trade open nehi hoti tou ap market ky complete analysis ker lety hain ky kon sy pair main market kis direction main move kerny wali hai tou ap jo bhi trade open kerty hain woh profit main hi close hoti hai jabky part time traders ky liay aesy analysis kerny aur all the time market ko observe kerny ky liay sufficient time nehi hota aur jo bhi trade open kerty hain us main loss ka risk bahot zyada involve hota hai aur earning ky chances bahot kam hoty hain isliay part time trading ki bajaey full time trading best option hai forex traders ky liay
    • #3 Collapse

      PART TIME OR FULL TIME IN TRADING :
      forex trading business ko full time ki zarorat hay trader ko forex trading business ka experience and knowledge full time dany say hota hay trader ko forex trading main earning krni hay aor trader ko forex business ko complete understanding say trade krna hay aor jb trader part time forex business ko day ga aor trading kay right options ko study na karay ga aor trader ka experience better nhi howa ga tb tak trading main success nhi ho gi aor trader ko market main 24 hour trading nhi krna chahy trader ko time table say forex market main trading krna hay trader ko trading market main time spend krna hay aor jo easy trader mind fresh ho kar kary woh trader time spend kray aor trading main boriat nahi honi chahy trader ko knowledge and experience full time market main spend krnay say ho ga aor trader hard working krain trading business main planing krain trading market main time ka right tayun krain aor trading main professional trading krain jo kah trader ki success kay liay karamnd sabit ho gi is liay main bhi full time trading ko tarjeeh don ga aor full time main trading market say trading main profit ratio best ho gi.
      • #4 Collapse

        Bhai AP ny bilkol thek bath pouchi ha ager him log mhnat ky sath trade open ker ky acha earnings ker lety hain aur off time main jab apki trade open nehi hoti tou ap market ky complete analysis ker lety hain ky kon sy pair main market kis direction main move kerny wali hai tou ap jo bhi trade open kerty hain woh profit main hi close hoti hai jabky part time traders ky liay aesy analysis kerny aur all the time market ko observe kerny ky liay sufficient time nehi hota aur jo bhi trade open kerty hain us main loss ka risk bahot zyada involve hota hai aur earning ky chances bahot kam hoty hain isliay part time trading ki bajaey full time trading best option hai forex traders ky liay
        • #5 Collapse

          achi sharing ki he jnb ap ne aksar los ye hi sochtey h k wo forex ku full time job banaye ya phir wo forx ku part time job bnye lakin wo kuch soch nhi ptey k wo kya faisla krey lakin un ku yad rakhna chahiye agr tu ap khi aur job kr rhey hey tu ap ku forex shayed psrt time job banana hi bahter hu ga kio k is se ap apni job bhee kr lo gey aur job se farig hu kr ap forex pr bhee kaam kr lo gey aur jo log khi bhee job nhi kr rahey ya un ku job nhi mil rahi tu un ku mere khyal m tab tak forex m full time job krni chahiye jab tak ke wo job pe nhi lgtey lakin agr ap forex mey full expert hu gye he tu ap ku forex full time business choose kr lena chhye ta k ap is se kafi earng kr sako apne khaab purey kar sako.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Forex business ke aik bari quality yeh b hai ke iss ko traders full time b kar sakty hain aur part time mai b kar sakty hain. App ke khayal mai forex trading full time mai ziada behtar rehti hai ya phir iss ko part time mai karna chaiye ?
            Auto traders pad band karta hai ke woh Forex trading Mein full time job karte hai ya phir baad time Jaise traders Chahe Forex made reading kar sakte hai yeh ek worldwide business hai aur 24 by 5 yeh ek worldwide business hai trailer is made 24 by 7 is time kya kaam kar sakte hain Forex trading part time job Karke bhi Itni Jyada earning De Jati Hai Isme full time trading Itna Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Forex me aau kabhi bhi kisi bhi time par invest kar sakte hain isme aap kabhi bhi kaam kar sakte hai yeh part time business hai aur aap isme full time be working kar sakte hain isme Aap Par depend karta hai ki aap Yaha se kya karna chahte hain aur aap Yahan Se Khud Ko Kaise manage karna chahte hain yeh ek long time ke liye bhi working kar sakta hai
               
              • #8 Collapse

                Forex Trading Part Time Or Full Time:

                Forex trading main aapko apni choice apni sahoolat aur apny will par kaam karna hota hai. Forex trading kay kaam main aapko pabandi nahee hai kay aap nay lazman 8 hours ya phir jo part time dosri jobs karty hain unke tarha 3 sy 4 ghanty kaam karna hota hai. Bal kay forex main jab aap munasib samjhin aur jab aap ka kaam par dil ho ya jab aap samjhain kay abi aap betar kaam kar sakty hain us time aap kaam karin. Ess kaam main na to koi aapko rokny wala hoga kay aap ka timeover ho chuka hai ya pgir aaj aap jaldi kaam ko nahee chor katy hain weghra weghara. Forex main kaam kay liey aap apny boss khudd hoty hain aur kise ka hukam aap par nahe chalta hai. Aur ye choice aapki hoti hai k aapne bas yehi buisness karna ha ya sath main kuch aur bhe karna hai. Kun kay es par kaam k sath sath aap dosray kaam bhe kar sakty hain aur ye kaam aapka chalta rehta hai.
                Agar aap forex ko as a part time buisness choose karty hain to phir aap kay saamny main thora comparison rakhta hun jo baki part time buisnesses sy mukhtalif hai.

                1. Same Pay monthly: Part time job sy aapko monthly fix pay milte hai jab k forex aapko acha aur zayda profit day sakta hai.
                2. Office Jana: Dosri part time jobs ma aapko mostly office weghra ma jana parta hai. Jab k forex ma aap ghr baithy kaam kar sakty hain.
                3. Time Ki Pabandi: Forex main aapko time ke pabandi nahe hoti lekin us ka barakas dosri jobs ko time par karna parta hai.
                4. Future: Normal part time job shyed aapko 5 saal main 10% up lay kar jaay. Lekin forex master karny k baad aap bht zayda aur fast up jaa sakty hain.
                • #9 Collapse

                  forex trading karnay k lye ap ko kafi ssupport and resistance ko kamayab bana skty han or ap yahan say apni workingko kafi agay ki traf lay kar jaa skty han or agar ap yahan say auchhy say working nnahi karyn gay tu ap ko yahans say just loss he ho ga or ap ko kaam ka maza b aye ga yaahn say
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex Trading ko part time bi kiya ja skta hai or full time bi kiya ja skta hai but mare khayal mai Forex trading ko part time karna hi sab se best hai jo cheez main ne Forex Trading main observe ki hai ke Forex ki market main profit ki 100% guarantee nae hoti hai islye humain kabi bi Totally Forex ki market pe depend nahi karna chaiye humain lazmi tor pe hmesha Earning ka second source rakhna chaiye or main ne ye bat bi note ki hai ke humain Forex ki market main agr jo zyada tar Trader profit le rhe hote hain wo Trading ko km time dete hian or Successful rehte hain, har time Trade ke samne bethe rehne se Emotional feelings ati hain jo ke boaht hi bad hain Forex trading main.
                    • #11 Collapse

                      Forex Trading part time ya Full time


                      Forex trading business jaise keh sb ko pta he keh international business he aur yeh business to 24 ghnte online hota he aur es business mein hmein apna acha time dena chahe aur hmein apne forex trading mein zyada waqt dene se apne business ke ache smjh ae ge aur hmein forex business ka jlde knowledge aur experience ho ga aur jahan tk mein smjhte hon to hmein apne trading mein itne limit mein kam krna chahe jo keh hmein easy ho aur hm apne trading mein active rha krein aur fresh mind se pane trading krein kabhe us waqt tk trading na krein jb ap ka zahn kam na kr rha ho aur ap es trah apne trading kro ge to ap ke trading mein mistakes hon ge jo keh ap ko loss dein ge es lie apne trading mein itna waqt lagein jo keh ap ke lie asan ho aur forex trading mein full time dena to acha he aur full time kam krein ge to ap ke earning bhe zyada ho ge aur part time trading krein ge to us hisab se ap ko trading se earning ho ge to jahan tk mera knowledge aur experience he to full time forex business ko dena he success ke lie lazme he.
                      Last edited by ; 10-09-2018, 10:19 PM.
                      • #12 Collapse

                        forex tradinge k aisa buisness hai main samjhta hon k jo time mangta hai apse ap is ko jitna zadia time do gya utna he ye apko benefit dai ga aur business apse time demand karta hai to main to sab traders ko yahe kaho ga k jo is ko jpoin karte hain wo is ko full time he dai agar dais akte hain q k jitna time dai gay utna eh experience auir knowledge zadai gain karain gay jis ka unko faida hoga agar ap full tiem ni dai sakte to ap is ko as a part time bhe kar sakte ho i think so ye part time bhe best hai bcoz its world best buisness
                        • #13 Collapse

                          forex business me part time trading karna ya full time trading karna traders ki timing par depend karta hay agar traders business ko zeyda time de sakty hey to esy traders full time trading kar sakty hey koch traders esy be hoty hey jo job karty hey esy trades forex ko zeyda time nahi de paty esy traders key ley part time trading karna hi behtar ho sakta hay, agar achi trading karni ho to mery khayal me part time hi ideal ho sakta hay es ki waja ye hay key full time trading me ham greed ko control nahi kar paty jab key part time me asani se ham greed ko control kar sakty hey.
                          • #14 Collapse

                            forex ka business ap k lye part time b ha or ap is ko long time k lye b apna ka auhcy wala business bana kar use kar sksty han or a[ ko yahn say easilly working kar k kafi maza aye ga ap ko kaam karnay say kafi effecction b milye gi is kaam may say is ki waja ha
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jnb aap nain bht acha wal kiya hai mgr main batata chalon k yeah PR depond karta hai k aap isko part time job k for PR letay ho ya isko full time job k for PR letay ho yeah aap ki siliyhat aur mental capacity PR depond karta hai
                              Agar aap forex k mutaliq bht kuch jantay hain aur aap k pass experience bht ziada hai aur aap achay trader hain to aap isko full time job k tor pr lain aur is pr ehnat karain aur doosray kaamon main ziada time waste nan Karen.
                              Aur agar aap aik acha trader ni hain to apni quality ko behtar karain aur part time job k tour PR kaam karain aur apni job sath sath continue karain jub aap experience gain kar nain gay to is ko as a full time job pain aur din raat aik kar dein....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X