indicators in trading kiya hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators in trading kiya hain?
    dear forex members jesa ky hum janty hain ky market main boht sy indicators hain and aksar trader ain indecators ko use karty hain main aap sab say poochna chahti hoon ky ye indecators kitna faida daty hain and ais sy hum faida kesy lay sakty hain and ais per kitna bhroosa kiya ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aap nay acha sawal kiya hai indicator py mary khayal may relay nahin karna chahyee indicator sirf current movement ko show kar rahy hoty hain jesy market move karti hai us ky saath saath indicator move kar rahy hoty hain ais liye aap market ko khud judge karna seekhien to ziyada behtar hai
    • #3 Collapse

      Bhai AP ny bhot hi achi bath ki ager Mary khayal ma him logo ko indicater ky sath sath forex ky analysis or new ko bi dakhna chya kau ky ager him log news ko follow kre gye to him logo ko acha profit hasil ho sakta ha or him log acha earning or skty ha or sath hi sath acha Kam bi kr skty ha
      • #4 Collapse

        Indicators in Forex Trading:
        Forex market main jab bhe trading ka zikar hota hai to saath main indicators ka zikar lazmi hota hai. Kun bahut saary log indicators ka istemaal kar rahy hain aur indicators ke wajha sy apni trading ko zayda profitable vana rahy hain. Forex market main indicators aapko koi bhee trade open ya close karny main madad dety hain. Maslan aap agar moving average ka indicator use kar rahy hain to wo aap ko short term trading kay liey bhee aur long term main trading karny kay liey bhe help karta hai. Aur aapka sawal hai k indicators hain kiya: indicators just simple computers program hain jo market ke values ka comparisons karty hain aur us main tabdeeli aany sy aap ko predictions dety hain kay aapko buy karna chahey ya sell karna chahey.
        Indicators Ka Use:
        Indicators ka use aapko us ke details ka pata hony sy aur wo kis base par aur kesy kaam karta ha wo pata hona chahey. Jab tak aapko ye pata nahee hoga kay indicators signal kis tarah deta hai to aaap uss ka shee use nahee kar sakty hain. Aapko bht saary indicator Mt4 main available hain jin mainMACD, SMA, Bolinger Band aur EMA weghara shaamil hain. En main sy kuch indicators aapko trend identify karny main help karty hain aur trend ke strength btaaty hain. Jab kay kuch sy aap scalping kar sakty hain. Esi tarha aur bhe indicators mojood hain jin ka use alag alag hai.
        • #5 Collapse

          Indicators ka Istemal Forex trading ma
          Dear members forex trading bazaher to bht simple lgti hai buy aor sell do option hain lkn yeh aik trah sy sub sy risky business bhi hai is ma apko bht he cunning ho ky step by step guidance aor planning ky sath chlna hita hai aor account ko manage kr ky trading lrni hoti hai market ko smjhny ky leay indicator istemal keay jaty hain jin ki bina pr hum market ki any waly dino ghanton minton ma peshangoi kr skty hain ky market idr ja skti hai bullish ho skti hai ya bearish ho skti hai mt4 ma apko main up bar py mobile ma options nazar aty hain ao un ma sy f waly option ko select kro to walhan apko indicators oscillators ki aik list nazar ajay gi ji py click kro gay to wo apky charts py set ho jan gay un sy ap markrt ki predicted move ki help ly skty ho. MACD RSI TRI BOLLINGER BANDS VOLUME INDICATOR BULL POWER BEAR POWER MOVEING AVERAGES ETC ki help lay skty ho
          • #6 Collapse

            G jnb aap nain bilkul sahi kaha hai har aye roz him indictor ka zikar kartay rehtay hain air suntay rehtay hain PR indicator surf market follow kartay hain air ziada sy ziada trend show kar deta hain k market up trend ja rahi hai ya down trend ja rahi hai air agar aap kamyab hona chahtay hain to merit baat mainain or indicator PR fully depond nan Karen air khud analysis karain air donon qisam k analysis PR tawajuh dain fundamental and technical analysis donon PR sahi dhiyan rain tb hi aap kamyab hun gay q k indicator aap ko news k baray main ni bata saktay yeah to bs follower hain market k air aap khud ko follower nan banayen kisi k bhi air agar indicator use kar nain hain air to at a time do ya 3 indicator use karain tb hi kamyab hun gay
            Umeed hai aap ko post pasand ayi ho GI...
            • #7 Collapse

              yahan pr indicator trading karnnay say buhat sa fiada mill skta ha hamen yaahan say daily base par incomem mill skti ha or haam yahan say auchy say working kar skty han sab ko kafi faida mill skta ha yahan say sab ko manage karna par skt a ha yahan saya
              • #8 Collapse

                Indicators ke istemal ke faide :

                Dear forex trading mein indicators hmein boht faida dete hien aur in indicators ke waja se hmein forex trading market ko analysis krne mein asane rhte he aur yeh indicators technical analysis ka bhtreen source hein agr yeh indicators nhe hon ge to hm market ko technical analysis nhe kr paein ge es lie forex trading mein hmein jo meta trader 4 dia gia he es mein phle se indicators hmein die gae hote hien in ko hm mukhtlif qsim ke time frames mukhtlif chart aur trading ke jo pairs hien un pr apply krte hien aur hm apne forex market ke trend ko ache tareeqe se aur ba-asane hm forex trading market ke sahih price movement aur ane wale market ke trend ko phle se smjh lete hien aur jahan tk swal he ap ka keh indicators pr bhrossa kinta kr skte hien to mein yeh kahon ge keh indicators pr hm bhrosa hundred percent kr skte hien us waqt jb hmein technical analysis krne mein expert hon ge aur hmein meta trader 4 mein in indicators ke sahih istemal ka experience ho ga to hm in indicators pr pora pora bhrosa kr skte hien aur trader ko indicators boht faida dete hien ap mhnt krien aur in indicators ko trading mein istemal krne ke tareeqe smjhein aur ache trah se ap market ko in indicators se analysis kr ke apne trading mein asane se bhtre la skte hien.
                • #9 Collapse

                  Indicators hote hain jo aapko market Mein kaam karne ke liye aapke account course port to baat karte hain aap kuch jyada Se Jyada running karne ke liye aapko Aage Ki Taraf Lekar Jaate Hain isliye iss par aapko Yakeen Rakhna Laaj Piya Kya Kya keh rahe hain ka market ka trend kya chal raha hai aaj kal uska mood kya hai Matka
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators in trading kiya hain?

                    Indicators

                    Technical calculation key base par indicators ki development ki jaye hay jes ka principal ye hota hay key market ki movement ko different time period me note kia jaye aur traders ko es ki information simply way se dia jaye, Indicators ki bahot si kesmy hey, indicator performance aur profit/loss result ko sab se pehly dekna chaye es key mutabeq hi indicator ko use karny ka sochna chaye, indicators traders ko market me prices values ki movement average key ley use key jaty hey koi be indicator ho agar us ko behtar tareeqy aur rule key sath use kia jaye to ye good result de sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators in trading kiya hain?

                      forex trading main inducators boht se use ho rahy hain or har trador apni apni trdaing ability k according use karty hain indiaxtors se hum apni trading main market ko achi trah se analysis kar k apni trading kar skty hain es liye har koi apni trdaing expiernce khisab se indicators ko use karty hain q k indicators se hum apni trdaing main market ko achi trha se nalaysis kar skty hain or sath main price action ko bhi dekh kar apni trading kar skty hain es liye har indicators ko use karny ka knowledge hona boht zarori hai jis se ap apni trdaing ko boht bahtr bna skty hain or apki khud ki indicators selection achi or best honi boht zarori hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators in trading kiya hain?

                        screenpro Hum Pakistan mein as a currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in sacral ke account mein balance Bada Rahi aur US dollar coin value increase Ho Jaye to Hame us Se Zyada Pehle Se Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab Bade dollar ka rate increase Hota Hai Tu Jo Bheji Gadar Mein Kabhi aati hai isliye Hame Dena Data Milta Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X