Best source of signal kya hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best source of signal kya hai ?
    Dosto mera ap sb say sawal hai k hum signal ka lafz bar bar sun rahay hain forex main to koi tafseelan bata sakta hai k signal kia hotay hain aur in k best source kia hain aur sb say best signal kon provide karta hai jis ki accuracy ziada hoti hai aur hum in say kesay faida hasil kar saktay hain senior member khaas tor pr help karain ...
    Last edited by ; 06-09-2018, 10:39 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear terminal chart me indicators ko use kia jata hay aur ye indicators bahot zeyda hoty hey jo signals provide karty hey indicators market ka technically jaiza lety hey jes me market trend ki moving average ko deka jata hay, indicators signals me market ka bullish ya bearish signals clear hamy mil jaty hey jes ko follow karny se ham profit earn kar sakty hey, traders ko hamesha esy indicators ko hi terminal me activate karny chaye jo bahot zeyda reilable ho, indicators signals performance ko dekna chaye jes indicator ki performance zeyda behtar ho us ko use karna chaye.
    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	143.3 کلوبائٹ
ID:	12318791
    • #3 Collapse

      bahi forex trading main signals wo hoty hain jo hmain trading se related milty hain es liye hmain expert trador es bat k liye guide karty hain k hmain apni trading kis pair main karni chahye or kis pair ko buy sell karna hai esi trah k signals milty hain jo k expert trador dety hain or yah har trador ko khud ko pta hota hai k wo kis trador par yakken rkahty howe signals use kar skata hai es liye signals use karny k liye ayh zarori hai k apko signal deny waly par pora blive ho or ap os main blive karty howe order repace kar saken aghr tu apko signal achy or sahi nahi mil rahy hain tu p k account ko khtra ho skat hai
      • #4 Collapse

        Best Source of Forex Trading signals:


        Dost forex trading market ko analysis krna boht important he aur trader ke lie yeh lazme hota he keh woh forex trading market ke best trend aur signals ko smjh kr apne trading kre es ke lie trader ko online boht sare sites milte hein jen se trader forex market ke best signals le skta he aur dosre bat yeh bhe he keh agr trader khud apne knowledge aur experience mein izafa kre aur trader indicators ka istemal khud ache tareeqe se learn kr le to trader khud bhe forex market ke sahih signal hasil kr skta he es ke lie trader ko meta trader 4 mein die gae indicators , chart frames, time frames ke complete information trader ko hasil krna lazme he aur trader jb forex trading market mein kam krta he to trader market ke signals ko talash krne ke lie hr mumkin had tk koshish krta he jo trader ka experience hota he utna he trader forex market ke signals ko hasil kr leta he to trader yeh bat mind mein rkhein keh forex trading mein ache signals hasil krne ke lie trader khud technical analysis mein apna experience bhtr kre aur es ke sath sath trader online boht sare paid aur free wale sites hien jo keh traders ko signals provide kr rhe hote hien aur daily provide krte hein aur time to time market ke trend aur signals frahm kr rhe hote hien to ap ko market ke signals ke best source talash krne ke lie khud mhnt krne he aur khud online market ke bare mein research krne he ap ko asane se forex market ke signals hasil krne ke source mil jaein ge.
        • #5 Collapse

          Dost aap nain bht acha sawal kiya hai forex main signal bht ehmiyat k hamil hain q k forex ko seekhnain main kaafi time lag jata hai is main aap ko kaafi arsa lg sakta hai is liye log khud to sewkhtay hqin pr sath sath apnain senior members ki raye zaror letay hain k kis curruncy pr trade lagani chaye aur yeay sell karni chaye ya buy ayr phir is k mutabiq trade lagatay hain aur phir in ko follow kartay hain in ko hm signals boltay hain ayr best kon sa hai yeah to aap ko ni bataya ja sakta pr itna zaroor bataonga k koi bhi 100% accurate signal ni deta is liye zarori ni k har signal theak ho aur markeet follow karay us ko lehaza ap khud experiment say seekhain...
          • #6 Collapse

            Best Source For Trading Signals:

            Puraany trader hon ya new traders hon un kay liey forex main kaam karny kay liey signals haasil karna bht zaroori hota hai. Kun kay aap jab koi bhe trade forex market main karty ho to aap esi liey trade open karty ho kay kise na kise nay aapko btayaa hota hai k aaj market up jaa rahee hai yaa aaj market k down jaany kay chances hain. Aur aap us mashwary par amal karty hain aur trades open karty hain. To ye jo banda aapko mashwara deta hai us mashwary ko ham signal ka name dety hain. Signals aap ko mukhtalif jaga aur tareekon sy mil sakty hain.

            Indicators Signals:
            Aik acha aur behtar tareeka forex trading kay signals hasil karna indicators ka istemaal hai. Agar aap ko kuch arsa trading karty huy ho gaya hai. Aur aap ye chahty hain kay acha aur trusted tareeka signals ka ho to wo indicators kay signals hain. Indicators trading main aap kay experience kay saath saath aapko samjh aany suru ho jaaty hain. Jab aap kuch indicators par aboor hasil kar lety hain aur unke reading aur un kay results aap azmaa lety hain toaap indicators par trust kar sakty hain. Ye ye mery nazdeek sabb sy acha source hai.

            Signals From Websites:
            Agar aap khud indicators ka istemaal nahee janty hain to second best option aap kay pass websites ka hai. Halnakay websites bhee apko signals indicators sy pick kar k hee provide karti hain. Lekin aap kay sath wo saari details bhee share karty hain kay kise bhe signal ko kis wajha sy diya gaya hai. Websites sy signal leny ka acha pehlu ye hai kay wahan say aapko technical analysis kay saath fundamental analysis bhee mil jaaty hain. Jo kay aapko bht zayda faida dety hain.
            • #7 Collapse

              forex trading kay signals hasil karna indicators ka istemaal hai. Agar aap ko kuch arsa trading karty huy ho gaya hai. Aur aap ye chahty hain kay acha aur trusted tareeka signals ka ho to wo indicators kay signals hain. Indicators trading main aap kay experience kay saath saath aapko samjh aany suru ho jaaty hain. Jab aap kuch indicators par aboor hasil kar lety hain aur unke reading aur un kay results aap azmaa lety hain toaap indicators par trust kar sakty hain. Ye ye mery nazdeek sabb sy acha source hai.Agar aap khud indicators ka istemaal nahee janty hain to second best option aap kay pass websites ka hai. Halnakay websites bhee apko signals indicators sy pick kar k hee provide karti hain. Lekin aap kay sath wo saari details bhee share karty hain kay kise bhe signal ko kis wajha sy diya gaya hai. Websites sy signal leny ka acha pehlu ye hai kay wahan say aapko technical analysis kay saath fundamental analysis bhee mil jaaty hain. Jo kay aapko bht zayda faida dety hain.
              • #8 Collapse

                best source of signal technical analysis hoty han jis ki waja say haam easily yahan say apna kaam manage kar skty han or hamary business ak auchy wala ho skt a ha jis say hamari mangement b kafi auchy say ho jaye gi jis saya hamari income ko kakfi support mill paye gi yaahn say
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Best source of signal kya hai ?

                  Listen ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time poconos nahin karna chahiye confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kamco stability ke sath long time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam karte hain wo log kabhi bhi yahan se apne kaam mein nuksan nahin Karte Hain samajhne ke liye information bahut jyada zaroori Hoti Hai Un logo ko original Thai Jahan Se

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X