Indicators kisay hahtay hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Indicators kisay hahtay hain ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
    Dosto mera aap sab say aik sawal hai k kitnain indicator kaam kar rahay hain is waqat forex main aur har aik ki kia quality hai aur best indiactor kon sa hai firex main jo ziada accuracy rakhta hai aur is ko kesay use kartay hain aur keday samajh saktay hain easy tariqay say...
    Assalamu alaikum bhai jaan simple si Baat Hai Forex trading Mein small hone wale indicators bahut jyada hai Joker mukhtalif company se ki taraf se Diye Jate Hain lekin is Waqt Jo indicator best Ja Rahe Hain Tanmay relative strength indicator Mujhe Toh Pehle number par lagta hai aur Iske bad moving average indicator bhi Kafi accha indicator hai lekin indicators par kaam karne se pahle in indicators ki information ko Hasil karna bahut jyada Jaroori hota hai Kyunki aap ko pata Hona chahie ki aapka indicator kya indicate kar raha hai Kyunki jab tak aap to Uske indication ka pata nahin Hoga trade open nahin kar sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Indicators kisay hahtay hain ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
      Dosto mera aap sab say aik sawal hai k kitnain indicator kaam kar rahay hain is waqat forex main aur har aik ki kia quality hai aur best indiactor kon sa hai firex main jo ziada accuracy rakhta hai aur is ko kesay use kartay hain aur keday samajh saktay hain easy tariqay say...
      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main mt4 main different indicators istamal ho rehe han jin ka bi different ha is ley ap ko jasa kam chae ha wasa he ap indicators hasil kar sakty han is ley humy pehly rakhna ha k hum indicator laga kis ley rehe han or hum ny is sy kya kam lana ha isi tahra hum forex trading main ziada ache trading kar sakeny gy jab humary indicator ki sari information ho ge is ley humy pehly indicator ko seekena ho ga is k bary main humy maximum knowledge hasil karna ho ga jab hum indicator ko samjeny gy tab he is pe ache trading kar sakeny gy RSI or moving average sab sy best han mary khayal main in sy market ki movement ka andaza laga sakty han
      • #18 Collapse

        Re: Indicators kisay hahtay hain ?

        Forex trading business main indicators tools ko Kahate Hain Jiski help se Ham forecast Karti Hain future price ko aur trade order Lagate Hain Taake profit earn Kiya Ja sake indicators Mein jyadatar Ham take profit stop loss market analysis karne ke liye market chart aur identify Kehte Hain Ki future price UP Jayegi down Forex trading business Mein indicators was value rakhte Hain isiliye koshish karen Kamyab hone ke liye indicators ka behtarin istemal sikhen behtarin trade select karne ke liye Hamen indicators ka complete knowledge Hona bahut jaruri hai Har trader ko chahie ke vo indicator se help Le aur apni information ko increase karte hue trade order lagaen Shukriya
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Indicators kisay hahtay hain ?

          Dear Indicators ko use karny key ley app ko demo account use karna ho ga, app ne agar ye learn karna hay key kesy indicators ko use karna hay aur chart me es ko kesy laya jata hay to es ka 1 tareeqa hay key app jo indicator use karna chahty ho to app ne terminal jes folder me install kia howa hay es me 1 indicator ka be folder hota hay jes me app es indicator ko pest kar lo gey es key bad app terminal ko open kar key indicators me jao gey jaha par aur be bahot se indicators majood hoty hey yaha se app apny indicator ko activate kar sakty ho, kon sa indicator app key ley best ho sakta hay ye app bahot se indicators ko demo account me test kar key dake sakty ho.

          اب آن لائن

          Working...
          X