Jaiza: Short Term vs Medium Term vs Long Term Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Short Term vs Medium Term vs Long Term Trading
    Jab aap koi bhe time frame select karty hain hain apny analysis k liey aur trade lagany kay liey to us time frame kay mutabik aapke trade open aur close hoti hai. Jitna chota aap time frame use karin utna thora time trade open rehti hai lekin ye faisla apne khud karna hota hai.

    Short Term Trading: Short term trading main trades thory time kay liey open rehti hain aur es ko ham scalping bhee kety hain. Short term k liey 1Min, 5Min, 15min, 30M aur 1 Hour ka chart use hota hai.
    Medium Term Trading: Medium term main trades chand ghanton ya phir chand din tak k liey trades open rehti hain aur medium term k liey 1H aur 4H ka chart use kiya jaata hai.
    Long Term Trading: Long term trading main Daily ya weekly chart istemaal hota hai aur long term main trades hafton aur maheenon tak chalti hain. Kai mokon par saal tak bhe trades open rehti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai ap ki post ko study kia hai aor ye samjh aa gai hai k ap ko forex k bary mai kafi kuch pata hai, ais topic k bary mai kuch mazeed mai ap ko batata hu kun k ap ne thori si baat ki hai ab ais ki detail mai ap ko batata hu.

    Short term k liay Plan

    dear agar ap ais market mai kaam karty hai aor ap ye chaty hai k ap ais mai short term mai kaam kary to ap ko aus mai ye zarori ni hai k ap sirf trend k hisab se hi trade kary balky ais mai ye hota hai k market ka trend ho sakta hai up ho magar short term mai market ka trend down ho ais liay ap ko short term par agar kaam karna hai to aus k liay ap M15, M30 ya H1 use kary ais mai jo trend ho aus k hisab se market mai enter ho jaye aor ausi hisab se trading kary. kun k ais time frame mai ye hota hai k ap ki trade aik din k andar hi close ho jati hai agar ap ne koi bhi trade H1 k hisab se lagai hai to aus k tp aor sl bhi H1 k hisab se hi lagaye ta k ap ki trade 1 din mai hi close ho jaye kun k ap ne short term par kaam karna hai.

    Medium term
    dear ais mai ye hai k ap ais mai sirf H4 time frame hi use karty hai aor ais mai ye hai k ap ki trade 3 se 5 din k andar close ho jati hai ais mai ap ki trade k tp aor sl 200 pips tak hoty hai kun k ap ne bhi note kia ho ga h4 mai jo bhi trade millti hai aus mai acha profit hota hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko thora sa sabar karna parta hai aor aus k baad acha profit mil jata hai. agar hum h4 use karty hai to humri trading achi hoti hai kun k ais mai lot kam use karty hai aor pips zayda lety hai.

    Long term trading

    dear agar ap long term par kaam kar rahy hai ya karna chaty hai to ais k liay D1, W1 chart use hota hai aor ais mai hum jo trade lagaty hai wo kam az kam 2 weeks se 3 weeks mai ja k close hoti hai aor ais mai tp bahot bary hoty hai ais k liay agar ap k pass bara account hai to ap trade laga k choar dy aor market ap ko ais mai profit zaror deti hai kun k ais mai lot kam hoti hai aor account bahot bara hota hai trade lagi rehti hai ais mai ye hota hai k hum market mai trend dekh k trade laga k choar dety hai aor aus k baad jab market trend mai moment start karti hai to hum ko profit hona start ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Short term
      koch traders esy hoty hey jo short term base par trading karty hey aur kam se kam time market ko analysis karny key bad scalping trading strategy use kar key profit earn karny ki koshish karty hey es ko ham professional trading kabi be nahi keh sakty hey, short term trading me use hony waly chart time (M1,M5,M15) hey.

      Long term
      professional traders hi long term trading ko tar'jeeh dety hey jes me market ko analysis karny key ley chart time (D1,M1) use karty hey, account capital agar zeyda ho to long term trading me zero percent loss key chances hoty hey.

      Medium term
      traders me bahot hi zeyda popular time chart H1 aur H4 hey jes me traders samjty hey key candle stick ko asani se samja ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Jaiza : Short term / Medium Term / Long Term Trading


        G han ap ke bat sahih he keh jb bhe hm apne trading lagane ke lie koi time frame istemal krte hien to us ke mutabiq hmein apne trade open krne hote he aur close krne hote he aur forex market mein hmein boht se times die jate hien jo keh charts mein istemal hote hien aur in time frames ko istemal kr ke hm apne trading mein acha faisal khud krte hien to time frames jo mukhtlif trading terms mein istemal hote hien un ke tafseel mein ap ko yahan detail se bta dete hon.

        Short Term Trading :

        Forex trading mein short term trading mein jo time frames istemal hote hien woh short he hote hien mtlb keh es term ke trading mein hm short time frames istemal krte hien aur short time frames mein 1Min, 5Min, 15Min aur 30Min yeh jo time frames hein in ko traders short term trading mein istemal kr ke apne trading krte hien aur inhe time frames mein market ko analysis kr ke apne order sell ya buy ke open krte hien aur jo trader sahih market ko in short time frames mein ache se analysis kr leta he woh bhtreen profitable trading in short term trading time frames mein kr leta he aur us ke bad....

        Medium Term Trading :

        Medium term trading mein short term trading se kuch zyada time frames istemal kie jate hein aur forex trading mein medium term trading ache smjhe jate he aur medium term trading mein trader ko in time frames ko istmal krte howe apne trading market ko analysis krna hota he aur apne trading mein in time frames ko istemal krta he 1H aur 4H yeh time frames trader ko medium term trading mein istemal krne hote hien aur in time frames ko trader chart aur technical analysis mein istemal kr ke apne forex market ke trend ko smjh kr apne order open aur close krta he aur apne trading mein ache profitable trading krta he aur us ke bad last wale ......

        Long Term Trading :

        Long term trading mein trader ko apne order zyada waqt ke lie open rkhte howe apne trading profitable krna hote he aur long term trading bhe aik bhtreen trading ke term he aur es term mein lazme hota he keh trader woh time frames istemal kre jo keh long term mein istemal hote hien aur jo long term trading ke time frames hien un mein D1, W1 ya phr monthly time frames ka intkhab trader krta he aur in time frames mein trader ko market ko analysis krna hota he aur in time frames ke madd se market ke different different trends ko smjh kr apne order open krne hote hien aur jo trader long term trading krte hein aur market ke sahih movement ko follow krte howe long term trading krte hien woh boht he bhtreen profit apne trading se hasil kr lete hien.

        To yeh jo tafseele jaiza tha jo keh mere smjh mein aur mere knowledge mien tha ap ke sath share kr dia he aur hmein chahe keh hm apne trading mein ache time frames istemal krein aur apne trading market mein aise planing aur management se apne trading krein jes se hmein apne trading mein success hasil ho.
        Last edited by ; 04-09-2018, 10:56 PM.
        • #5 Collapse

          G jnb aap nain bht achi baat share ki hai main agree karta hun aap ksath waqia trade teenterms main hoti hai aur har aik main expereimce mukhtalif hota hai har aik term k trader ko doosri term main trade karnan mushkil lagta hai har aik ki apni aik silaiyhat hoti hai aur har aik main bht farq hai terms teen qism ki hoti hai short term medium term aur long term.Short term trading ...G han jnb humnain kaafi mouqon pr suna hai k short term trading hoti hai aur yeah sirf wohi log kartay hain jo k job kartay hain ya life ki routine main bht busy hain ayr woh forex ko itna timeni day sktay k poora poora din aur mahinay beth k aik hi trade pr analysis kartay rahen is liye woh log short term trading ka shaara letay hain is ko hum aam zuban main scalping bhi boltay hain yeah kaafi profit deti hai pr is main hota yeha hai k aap jitna time detay hain forex main chaye woh aik ghanta hi q nan ho woh aap ko bilkul tawajuh say denan parhta ta k markeet opposite nan jaye is main trader short time k liye markeet main enter hotay hain aur profit lay k side pr ho jatayhainjin k account chotay hotay hain woh lot size bhi choti lagati hain ayr 10 ya 15 pips k baad trade colse kar detay hain lakin jin ka account barha hota hai woh lot size barha lagatay hain jo k un ko thoray say time main achay khasa profit bana k deti hain in main amoman log robot use kartay hain q k un ka ehm kaam hi scalping hota hai aur agar aap khud trade laganan chahtay hain to aap k liye zarori hai k time frame chota rakhain maximum bhi ho to H1 use kar lain is say barha ni q k agar aap is say barha time frame use karo gay to aap markeet k trend ko samajh ni pao gay short time frame main aap easily markeet ko samjh saktay ho .medium term trader...
          G han jnb donon k dirmiyan main jo qism aati hai us ko hum medium term trading boltay hain is main maximum 4 say 5 din lag jatay hain aur is main jo time frame use hota hai woh hai H4.. Q k is main markeet ko samajhnan bht easy ho jata hai is main D1 ka frame use to kar saltay ho pr is ka koi faida ni hota hai is main target taqreeban 150 say 200 pips hota hai yeah kaafi expereince log kartay hain aur jin k pass time hota hai woh is qosm ki trading main interested hotay hain .
          Long term trading...
          Sb say akhir main aati hai long term trading yeah amoman woh log log kartay hain jo kaafi sabar walay hotay hain aur in k pass investment bht hoti hai in main amoman barhay buisnessman aa jatay hain is main kaafi time lag jatay hain ziada tar mahinay aur kuch trade pr to saal bhi lg jatay hain is main time frame D1 use kiya jata hai jo k kaafi use ful hai long term trader k liye ...
          Umeed hai aap ko post pasand ayi ho gi barhi detail say aap ko bata diya hai.
          • #6 Collapse

            forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain time farme ko slect karna hota hai or har trador apni trading skils k according time slect karta hai long trem or short time table use kiya jata hai jub k jo short term ki trading hoti hai os main trador bohat kam time ko select karty howe trading karta hai or es main aik ghnty se kam time set kiye jaty hain jub k long main aik se zeyda din or aik se zeyda hafty set kiye jaty hain jis main trading ki jati hai es liye hmain apni trading main time ko achi traha use karty howe trading karni chahye jis main hmain loss na ho or bagair lalach k trading karty howe market se out hoty jana chahye
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bht acha sawal kiya hai waqia trading 3 qisam ki hoti hai short medium and long term aur har trader apnain time frame k mutabiq trade karta hai chaye to woh short term karay ya medium term ya long term trading karay woh forex ko kitna time day sakta hai aur us k pass kitna time hai us k mutabiq woh trading karta hai scalping bht say log kartay hain is ko hum short term trading bhi boltay hain is main logon ki tadaad ziada is liye hai q k is main bht kam time denan parhta hai aur short time k liye markeet main enter hotay hain aur profit lay k side pe ho jatay hain aur sb say zida experience aur tajarbay walay log jin ka sirf or sirf kaam forex hi hota hai woh long term trading karaty hain aur d1 frame use kartay hain...
              • #8 Collapse

                Dear members Pakistan Forex forum mein Hame in saree cheezon ke baare me bataya jata hai long term trading kya hai main aapko batata hoon trading mein 1 month se upar keytrade long term trading kehte hain isme aap bahut jyada wait Karte Hain aapki trade bahut hi choti hoti hai Jab Ke short term trading main scalping isme aap Choti Choti trades Lagate Hain aur phone close karne Jaate Hain instant profit Hota Hai jabki a medium term trading mein weekly trading intraday trading Kehte Hai Isko isme H4 aur H1 time frame use Kiya jata hai dear members of bachchi planning Karni chahiye aur beta strategies use karna chahiye management Karni chahiye Forex trading bahut accha kaam hai isme bahut kam hai new members ko motivate karo achha profit karne ka ghosla do thank you
                • #9 Collapse

                  Every trading in Pak forex required some skills if Nothing is much more short term trading Medium term trading and long term trading You must to use your own skills for trading in Forum .Plz don not get worry about losses becaus failure is major part of the success
                  • #10 Collapse

                    Sab se phele bat ke ap ne khud hi bohat ache tariqe se Short term, Medium Term or long term ko define kar diya hai, is main jo Medium Term ki trading hai main us ko prefer karta hon or apne sabi traders ko bi yahi suggest karta hon ku ke Medium Term ki jo Trading hai is main humain zayda chance hote hain profit banane ke liye islyie humaiu Medium Term Trading ko prefer karna chaiye m5 or m30 time frame main humain zayda confusion ho sakti hai or is se humain loss ke chances bi hote hain jabke H1 time frame main huami market ko thora time dena parta hai jis ki waja se huamin zyada fida ho skta hai H4 time frame bi acha time frame hai is main bi fida hai or Long term main, main islye vote nae dalta hon ku ke main khud bore feel karta hon.
                    • #11 Collapse

                      G bahi AP ny bhot hi achi question poucha ha Mary khayal ma ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho ager him log in ma sy kisi bi term py trading krty ha to him log is sy kafi fida hasil kr skty ha long term ma bi him log kafi fida hasil kr skty ha ahitr term ma ager hmry pass balance ha to him fida hasil kr skty ha or medium term ma dono condition ma Kam KR skty ha profit bi bna skty ha or loss bi hi sktaho skta ha
                      • #12 Collapse

                        trading ki terms jis ka jaiza ap ny dia hay bilkol thek hay aor trading market main trader ko in 3 trading terms ka mallom hona chhy aor trading main short term trading ko zyada prefer kia jata hay aor bad main long term trading ko tawajuh di jaty hay aor jo ap ny medium term ka bola hay yah bhy thek hay is term main bhy trader thek earning kar lain gay aor trader ko short term trading main short time frames indicators main aor market ko analysis karnay kay liay use karna hian jaisa kah thread main bataya gia hay 1 min say 1 hour tak ka time frame chart main use kia jata hay
                        medium term trading jo kartay hian woh trader time frame chart main 1hour say 4 hour tak ka use kar kay market ko analyzing kar kay order open kartay hain aor right price pay close kartay hian
                        long term jaisa kah ap ko mallom ho ga kah long time kay liay trades ko open rakhna aor is trading ki term main trader 1 day ya 1 week ka time frame use kar kay market ko analyze karta hay aor market ko thek tarah say technical aor fundamental analyzing kar kay order market main place karta hay aor is tarah say trader long time trades open rahnay data hay aor jab trader ko yeh opened positions thek profit day rahy hoty hain phr trader in position ko close karta hay
                        • #13 Collapse

                          Forex Mein kam karne ke liye aapke paas medium type ki aur Excel type ki technical analysis ke sath sath skills Kabhi Hona lazmi Hai Mushkil Sabko market ke baare mein ek achi Tarah Se guideline provide Karegi Yeh guideline aapko market Mein working karne ke liye aap ki Bahut Yaad Karegi aur aapko long time ke liye business karne mein help karegi
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Short Term vs Medium Term vs Long Term Trading

                            Army training kab Karni chahiye Jab Hamen hundred percent yakin Ho Gaye Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamein Aise time pe trading Nahin Karni chahi Jab market bahut miss ki Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders co trading Karke last bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho toh trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Short Term vs Medium Term vs Long Term Trading

                              forex mai hamy short term or locn term ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik world wide business han hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X