Money management kya hai ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kya hai ?
    Dear dosto main aapko batata chalon k money management bht zaroori hai forex main log wohi kamyab hotay hain jo money managment seekh jatay hain waqat k sath sath aur money mangement ka masla hamesha junior member k sath aata hai to main chahta hun k senior member jitnain bhi hain woh apni apni raye dain aur junior ko seekhnain ka mouqa dain...
    Last edited by ; 03-09-2018, 09:36 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    money management account balance ki safety key ley ki jati hay agar trading me money management na ho to mery khayal me account kesi be time margin call ki taraf move kar sakta hay, account balance ki safety ko har trader zarori samjta hay magar es key ley proper learning ki zarorat hoti hay aur koch rules esy hey jes ko money management key ley zarori samja jata hay
    1. limited lot size ko use karna bahot zarori hay lot size ko increase karny se money management nahi ho sakti hay aur account me zeyda loss ho sakta hay,
    2. limited trading market ki movement par focus kar key karni chaye, ghir zarori risk leny ka koi faida nahi.
    • #3 Collapse

      Money Management In Forex Trading

      Agar aap long term main Forex trading main kamyab hona chahte hain to aapke paas proper trading plan hona chahiye aur uske sath money management ke aapko samajh nahi chahiye. Money management her account key capital ke sath same hoti hai agar aapka account bara hai tum money management ke wohi rule apply honge jo chote capital ke sath hote hain. Main aapko chand money management ke tips deta hun umeed hai aap ko faida dainge aur money management samjhny main help karinge.
      1. Sab sy pehly aap ye daikhin kay aap apny poory account ka kitna capital daao par laga rahy hain. Experts ka khayal hai k 2% sy zayda capital ka risk nahee lena chahey.
      2. Kabi bhee ghusy main aa kar ya jazbaati ho kar market sy mukabla karny ke koshish na karin. Aur market main tahamul sy kaam karin.
      3. Apni ghalti ko maan lain jab aap sy ghalti ho jaay aur us ko jald sy jald close karny ke koshsih karin.
      4. Market main apny entery aur exit plan pehly sy tiyaar rakhin aur kise bhee sortehaal sy nimatny kay liey apna mind tiyaar rakhin
      5. Agar aap take profit nahe bhe lagaty to Stop loss lazman lagain es sy aap ka account safe rahy ga.
      6. Hamesha short term nahee bal kay lamby arsy ka andaza lagain aur apny mind main saari cheezon ko rakhin aur us ko handle karna ka plan bnain.
      7. Leverage beshak bht achi cheez hai lekin es ka istemaal tareeky say karna seekhin. Es ka ghalat estemaal aapko nuqsaan deta hai.
      • #4 Collapse

        Money Management

        Dear money management ka mtlb he keh apne paso ke bacht krna aur apne paso mein izafa krna na keh km krna aur forex trading mein money management agr trader ke sahih hote he to trader forex trading mein ache tareeqe se apne trading krta he aur apne trading account ke balance mein izafa krta he agr trader ko ache se money management krna nhe ata he aur trader apne money ke ihtiat nhe krta he aur mistakes boht zyada krta he to trader ke money management sahih tareeqe se es trah se phr nhe ho pate he aur trader apne trading mein pasa brbad kr deta he to money management ke jo bhtreen tips hien woh mein ap ko yahan bta dete hon takeh ap apne trading mein ache se money management kr lein aur apne trading mein apne account balance mein izafa kr skein.

        Risk Ratio ka sahih istemal :

        Forex trading mein trader ke lie ache money management krne ke lie zarore hota he keh woh apne trading mein risk boht he km istemal kre aur trader apne trade jo lagae us mein account balance ka zyada se zyada 2 se 5 % tk ka istemal kre es se zyada risk istemal krna money management ke rules ke khilaf he.

        Loss ho rha ho to Trade na krein :

        Forex trading mein money management ka aik bhtreen tareeqa yeh he keh agr trader ko market ke sahih trend ke smjh na a rhe he aur trader ko loss hota ja rha he to trader ke lie lazme hota he keh woh apne trading ko us waqt tk chor de jb tk trader ko market ke sahih trend ke smjh na a jae kion keh jb trader ko loss ho rha hota he to trader ka mind sahih kam na kr rha hota he to phr trader ke money management sahih nhe ho pate aur trader loss pe loss krta jata he yeh bhe money management ke khilaf he to bhtr yeh he keh jb trades losses mein zyada ja rhe hon to trader ko market ko kuch waqt ke lie leave krna bhtr he.

        Leverage ka sahih use krna:

        Forex trading krte waqt trader ke lie lazme hota he keh woh agr ache money management krna chahta he to leverage ke sahih istemal ko smjhe trading account mein zyada leverage zyada profitable ho skta he lekin es ke sath zyada khtra bhe ho skta he to trader aise leverage apne account mein istemal kre jo keh zyada loss na de aur trader ke lie profitable sabit ho.

        Enter aur Exit points :

        Forex trading mein trader jb bhe trading krne lge to trader ke lie lazme he keh woh market mein sahih point pr order open kre aur trader ko exit point ko nzr andaz kr dena chahe kion keh jb trader ka order sahih jaga pr open howa ho ga to trader ke trade profitable ho ge aur trader ke money management sahih khod ba khod ho ge aur trader ko apne trading se acha profit hasil ho jae ga.

        Gambling na krein:

        Forex trading mein trader boht loss es waja se krte hien keh woh zyada profit hasil krne ke ghrz se apne trading mein forex business mein juwa baze wala kam shuro kr dete hein mtlb keh trading market mein bagher soche smjhe apne trades open kr dete hien to yeh money management ke rules ke khilaf he to es trah se kabhe trading mein money management sahih nhe ho ge aur trader ko losses hon ge to trader ke lie lazme he keh woh hmesha apne trading mein professional trading kre takeh trading mein success hasil ho.

        Stops ka istemal :

        Forex trading mein money management ache krne he to trader apne trades mein lazme yad se stop ka istemal kre jo keh take profit , stop loss aur trailing stop hmein apne meta trader 4 ke software mein dia gia he in ka istemal kr ke trader apne trading account mein ache money management kr skta he aur trader ke trading profitable ho skte he.

        To yeh chnd money management ke tips thein jo mein ne ap ko bta de hein wase to boht sare tips hein money management ke mgr in tips ko bhe agr trader follow krta he aur apne trading mien in tips ka istemal krta he to trader ke trading mein kamaybe ho skte he.
        • #5 Collapse

          forex trading main money managmnet os method ko kahty hain jis main hum apny account ko risk free karty howe ly kar chlty hain es k liye hmain apni tading main tke profit or stop lsos ka use karna chahye q k jub hum apni trdaing main stop loss or take profit ko use karty hain tu hum apny account ko kafi had tak save kar lety hain trading se pahly he es k ilwa jub hum api trading ko palning ks ath karty hain tu tab bhi hum apny account ko kafi had tak manag karty howe trading karni chahye moneymanagment se hmari trading main acha profkt milta hai
          • #6 Collapse

            Dost aap nain bht acha sawal kiya hai money management kia hai forex main woh banda hi kamyab hai jo k money manage kar sakta hai money management main basically risk ratio backup lot size aa jtay hain risk ratio k aap is account pr kitna risk lay saktay hain aur aap kitna risk aap ka account bear kar sakta hai aur doosra ap jo profit kamatay ho us main say kuch hissa back up k tor pr rakh lain ta k zarorat k time kaam aye aur jub aap ka account wash ho jaye kisi ghalti say to aap accoung main deposit kar k dobarq chala sako aur teesri sb say ehm baat yeaj hai k aap lot size apnain account k mutabiq lagao agar account chota hai to lot size chota lagayen aur barha hai to us k mutabiq lagayen or kamyab hun..
            • #7 Collapse

              Bhai log management both he important hy hr part of life main lakin in forex trading main to ap money management ki Bina chal he ni sgty ap ki sari trading depend he kr hi Hoti hy ap ki management
              • #8 Collapse

                Forex trading main sb se ziada zroori jo bat ha wo ye ha k money managment se trading ki jye money managmet ka mtlab ha k apby account ko safe rakha jye.jitna voleum ho us main us k hisab se trade lagai jaye .money managment k bagair trading bht mushkil ho jati ha .ak trader ke liye bht zroori ha.
                • #9 Collapse

                  jab tak ap yaahn par money mangment nahi kakr skty han tu ap ko yahan say money ko auchy say working ko strong kar skty han or ap ko okafi auchy say support b milye gi or ap ko yahan sya juch sekhany ko b milye ga yahan say kaam mange karo ga
                  • #10 Collapse

                    MONEY MANAGEMENT :
                    money management mean kah trader kis planing say kam kray kah trader ka account balance zayda ho jay aor trader ko loss thora ho aor profit zyada ho aor money management ko smjhna aor money management kay rules ko smjhna trader ki zimadaries main say hay aor trader money management thek nhy karta phr trading main profit earn nhi hota aor trader mistakes karta hay trading main big lots ka use karta ha jo kah money management kay rules kay against hay aor money management ki thek tarah say learning karna chhy senior say money management ki complete guidelines lay kar trader ko trading karni hay money management important role plaay karta hay forex market main jo traders money management thek kar kay trading karain gay un ko success hogy aor jo traders money management ko follow na karain gay loss face karain gay is liay hr trader ki main aor ahm zimdaries main say money management hay is ko smjhain aor trading main hmssha money management thek kar kay trading krain aor money management mtlb wazeh hay kah trader account balance ko wash na honay day aor aisy tarteeb say trading karain kay account balance zyada ho aor loss na hon aor agr hon bhy phr thory sy ho jo brdashat able hon aor money management ko smjhna koi mushkl na hay trader greed use na karain aor emotional trading na krain phr easily money management ko follow kar kay successful hon jain gay
                    • #11 Collapse

                      Salam to all my friends Mary khayal ma ager him log achi profit hasil krna chaty ha to is ky let's him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha or apny account ka balance bi control krna hota ha jib him log money management ko smj laty ha to is tra him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf mhnat krna ho gye
                      • #12 Collapse

                        Money management ak art hai k ap apni investement ko kesay profitable banatey hain.ye ap ka faisla hai k kinti amount ap nain risk par dalni hai.in other words k kintay pips agaer market ap k decision k against jati hai tou ap bear kr saktey hain.es main her roz ap ko ak working krni parti hai price movement ki or apnay pas pari investment ki phar ak order ous working ki base pey place krtay hain.
                        • #13 Collapse

                          assalamualaikum dear mery khayal main jab tak ap yahan pr money mangment nahi kr skty han to ap ko yahan say money ko auchy say working ko strong kar skty han or ap ko kafi auchy say support b milye gi or ap ko yahan sya juch sekhany ko b milye ga yahan say kaam mange karo ga or jitna voleum ho us main us k hisab se trade lagai jaye money managment k bagair trading bht mushkil ho jati ha ak trader ke liye bht zroori ha
                          • #14 Collapse

                            forex trading main hmari amoney mangmnt k sath trading karna boht zarori hai qk money mangmnt se hmain boht se faidy milty hain es trah jub hmain faidy milty hain tu hmain es main acha profit bhi mil jata hai tu forxe trading main amoney mangment k liye hmain jo jo mal karny chahye un main yah sub shamil hain jis se hum apny account ko save rakh skty hain
                            lot size:
                            forex trading main lot size ko mange kar k lagni cahhye or bari lot k sath trading nahi karni chahye
                            take profit:
                            forex trading main apny order main 25 se 20 tak pips ka take profit set karna cahhye.
                            stop loss:
                            forex trading main stop loss ka use karen es se apka loss bhi loch ho jata hai or apko loss hony par zeyda loss bhi nahi hota hai
                            es k ilwa or bhi ayse points hai jis se hum apni trading main maoney mangnt kar skty hain jo k hmary liye boht zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management kya hai ?

                              hamy acha knowledge or experience hasial kar ky money management kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is business mai bager pasiao ky account ban kar be kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X