Gold ko forex market mein bohot focus hasil hota ha, kyun kay gold ki movement aur spread ki waja se is ko highly profitable mana jata ha aur almost har forex trader gold par trade karna chahta ha lekin gold kay liye best session konsa ha?
Gold usually long term mein ziyada faida deta ha lekin us kay liye bohot ziyada investment darkar hoti ha. Day traders kay liye zaruri ha kay pehlay wo trend confirm kar lein. Asian Session mein gold ki movement bohot slow hoti ha, ye session gold trading kay liye theek nahi ha because market ki direction ka pata nahi chal pata. European Session mein gold ki volatility ziyada ho jati ha aur yahi session gold ki direction jan'nay kay liye best ha because US Session mein gold, European Session se milnay wali momentum se hi agay move karta ha (Technically).US Session mein gold ki movement bohot tez ho jati ha aur scalping bohot faidamand ya nuqsandeh ho sakti ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим